*~*Muhabbat*~*

by honeyrose on November 27, 2008, 08:08:28 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3736 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Aasman se ooncha hai jo nahi zameen se kum,
Ajeeb apni mohabbat hai ajeeb hai iske sitam,
Sochu to nahi zindagi tumse zyada,
Sochu to nahi tumen zindagi se kum..
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**ye jo muhabbat hai** by shaiz in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
muhabbat by qayda in Miscellaneous Shayri
Muhabbat by Aamir Ehsan in Ghazals
Muhabbat by bukhsh in Ghazals
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: November 27, 2008, 09:42:59 AM »
Reply with quote
waah waah kam shabdo mei bohut kuch likha honey ji
gud job  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 27, 2008, 10:49:34 AM »
Reply with quote
Bahot Badhiya Sis,.
Bahot Dino Baad Posting Ki Aapne,.
Magar Achchi Ki,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: November 27, 2008, 01:14:14 PM »
Reply with quote
Shukriya bhawna
Shukriya Azeem bhai..


Dil ki tootne par awaaz nahi nikalti
Humen unse joh pyaar hai woh nahi chupti

Bekarar raheta hai mann bus unhi ki khayalon mein
Ashq bhi nikale to mou se awaaz nahi nikalti...
____________HR____________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 29, 2008, 10:43:10 AM »
Reply with quote
U Are Welcome Sis,.
And Nice One Again,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: November 30, 2008, 01:09:42 PM »
Reply with quote
Shukriya bhai.........

Tumse milkar ho gaya humen zindagi se pyaar
Humen chodkar na jaao tum door mere yaar

Aankhen raah dekhti hai aapki kyun bar bar
Phir na kaho ke humne kabhi kiya nahi izhaar..

_________honeyrose___________
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: November 30, 2008, 01:11:17 PM »
Reply with quote
Aaye hai dil tham kar kuch toh kahe dete paas aakar
Aaye hun ek umeed aur kuch yaaden lekar

Dono taraf se chal rahe hai jaise zindagi ke rafter banker
Dil kahena chahe phir bhi zuban batati hai chup rahe kar

__________honeyrose____________
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: November 30, 2008, 01:24:39 PM »
Reply with quote
Baat joh dil mein chupai chupai kahin mar na jaaye
Unse milne ki hasrat mein kahin hum deewane na ban jaaye

Unko bhi mera intezaar hoga kabhi tanhai mein
Jab aayenge woh le jaayenge humen unki duniya mein

____________honeyrose_________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: November 30, 2008, 01:30:35 PM »
Reply with quote
Baat joh dil mein chupai chupai kahin mar na jaaye
Unse milne ki hasrat mein kahin hum deewane na ban jaaye

Unko bhi mera intezaar hoga kabhi tanhai mein
Jab aayenge woh le jaayenge humen unki duniya mein

____________honeyrose_________




BAHUT PYARI SI AAS HAI HONEY
KASH YEH PURI HO JAYE
HONEY APNEY PRITAM SEY MILEY
DIL KI MURAAD PURI HO JAYE



JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: November 30, 2008, 01:38:13 PM »
Reply with quote


BAHUT PYARI SI AAS HAI HONEY
KASH YEH PURI HO JAYE
HONEY APNEY PRITAM SEY MILEY
DIL KI MURAAD PURI HO JAYE



JASBIR SINGH


Shukriya jasbir ji...


Tarapate hain na rote hain na ham fariyaad karate hain
sanam kii yaad main har dam Khudaa ko yaad karate hain

Unhiin ke ishq main ham naalaa-o-fariyaad karate hain
ilaahii dekhiye kis din hamain vo yaad karate hain
________________NM___________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: November 30, 2008, 01:48:31 PM »
Reply with quote

Shukriya jasbir ji...


Tarapate hain na rote hain na ham fariyaad karate hain
sanam kii yaad main har dam Khudaa ko yaad karate hain

Unhiin ke ishq main ham naalaa-o-fariyaad karate hain
ilaahii dekhiye kis din hamain vo yaad karate hain
________________NM___________



PAIGAAM AAYEGA YEH AAS LIYE BAITHEY HAI
HUM UNKI RAAH MEH AASHIYAA SAJAYE BAITHEY HAI

MILEY KISI DIN HAMEY WOH MUKADDAR SEY
APNEY DIL KOH HAR PAL YEH SAMJAYE BAITHEY HAI



JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: November 30, 2008, 01:55:55 PM »
Reply with quote

PAIGAAM AAYEGA YEH AAS LIYE BAITHEY HAI
HUM UNKI RAAH MEH AASHIYAA SAJAYE BAITHEY HAI

MILEY KISI DIN HAMEY WOH MUKADDAR SEY
APNEY DIL KOH HAR PAL YEH SAMJAYE BAITHEY HAI



JASBIR SINGH



Very nice jasbir ji



Zara zara si baaton pe woh kafa hote hain
Meri muhabbat ko tukra kar woh door rahete hain

Zindagi bhar ka saath aab nafrat ban chuke hain
Pathar dil bankar hum sab kuch bhool chuke hain

_________honeyrose___________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: November 30, 2008, 05:05:36 PM »
Reply with quote


Very nice jasbir ji



Zara zara si baaton pe woh kafa hote hain
Meri muhabbat ko tukra kar woh door rahete hain

Zindagi bhar ka saath aab nafrat ban chuke hain
Pathar dil bankar hum sab kuch bhool chuke hain

_________honeyrose___________



Thanks Honey



SACHA HO PYAR TOH BHULNA BAHUT MUSHKIL HAI JANA
JASBIR SEY JYADA ISEY AUR KISSNEY HAI JANA

HONEY TUM BHI MAAN LOH YEH JANA
PYAR MEH BADA MUSHKIL HAI USEY BHULANA



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: November 30, 2008, 05:15:48 PM »
Reply with quote

Thanks Honey



SACHA HO PYAR TOH BHULNA BAHUT MUSHKIL HAI JANA
JASBIR SEY JYADA ISEY AUR KISSNEY HAI JANA

HONEY TUM BHI MAAN LOH YEH JANA
PYAR MEH BADA MUSHKIL HAI USEY BHULANA



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



Nice lines jasbir ji...


Meri nazar ko unki muhabbat ki talash thi
Unke chehre mein sachai dekhni thi

Unse rishta yuhi nahi joda tha
Pal bhar mein sapno ka tootne ka dard kyun tha

___________honeyrose___________

 
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: November 30, 2008, 05:24:53 PM »
Reply with quote
Thanks Honey

RISHTA HUMNEY DIL SEY JODA THA
HAZAROH SEY MOOH HUMNEY MODA THA
ZAMANEY KI NAZAR KUCH AISEY LAGI
GAM-EH-DARD DIA JISSEY RISHTA JODA THA


JASBIR SINGH


Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:48:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer