*~*Muhabbat*~*

by honeyrose on November 27, 2008, 08:08:28 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3739 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: December 01, 2008, 11:26:17 AM »
Reply with quote
Thanks jasbir ji


Rishton ne humen poocha tak nahi
Aapno ne humen dil se lagaya nahi

Jinse dil lagaya woh humen pehchane nahi
Aab dard bhari duniya mein humen aur jeena nahi...

_________honeyrose________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**ye jo muhabbat hai** by shaiz in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
muhabbat by qayda in Miscellaneous Shayri
Muhabbat by Aamir Ehsan in Ghazals
Muhabbat by bukhsh in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 01, 2008, 11:27:49 AM »
Reply with quote
Waah Didi Jaan,.
Likhte raho,.
Likhte raho,.
Bahot badhiya Hain Sab Shayaris,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 01, 2008, 11:42:22 AM »
Reply with quote
Aye Mohabbat, Tere Naam Se Anjaan Hoon Main,.
Tere Sitam Tere Kehar Se, Bohat Pareshaan Hoon Main,.

Khushi Ko Khatam Karne Ki, Tu Mujhe Dawaa Lagti Hai,.
Jise Ye Rog Lag Gaya, Usko Na Kisi Ki Duwaa Lagti Hai,.

Ranj-o-Gham Tere Saathi Hai, Tanhaai Tera Shehar Hai,.
Phir Aye Haseen Balaa, Tujhpe Har Kisi Ki Nazar Hai,.

Tu Hi Bataa, Kahaan Tak Tune Kisi Ka Saath Nibhaaya Hai,.
Judaai Dekar, Ya Bewafaai Dekar, Logon Ko Sataaya Hai,.

Aaj Khul Kar "Azeem, Tujhpar Tohmatein Lagaaye Ga,.
Mohabbat Karne Waalon Ko Bas Mitna Hai,.
Mohabbat Is Duniya Mein Haseen Fitna Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

Fitna= Aafat


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: December 01, 2008, 11:47:54 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Azeem bhai very nice lines...
shukriya aap saath dena hamesha bhai.. notworthy
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #19 on: December 01, 2008, 11:49:18 AM »
Reply with quote
Yeh ek tarah ka imthaan ho raha hain
Kaise agni pariksha se guzar rahe hain

Muhabbat na nibha saken woh agar
Toh zaher hi khila dete to achcha hain

__________honeyrose_________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 01, 2008, 11:51:29 AM »
Reply with quote
Yeh ek tarah ka imthaan ho raha hain
Kaise agni pariksha se guzar rahe hain

Muhabbat na nibha saken woh agar
Toh zaher hi khila dete to achcha hain

__________honeyrose_________



MOHABBAT MEH HAMEY DHOKA MILA
JISSEY CHAHA WOH NA MILA
HAMARI KISMAT TOH DEKHO YAARO
ZEHAR MEH BHI HAMEY KUCH NA MILA


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 01, 2008, 11:53:29 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Azeem bhai very nice sharing
shukriya aap saath dena hamesha bhai.. notworthy


Didi Ye Maine banaai Hai,.
Sharing Nahi,.
Sharing Karoonga To Neeche Mention Karta Hoon
Not Mine,.

Ye Meri Shayaari Hai,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: December 28, 2008, 04:36:04 PM »
Reply with quote
Didi Ye Maine banaai Hai,.
Sharing Nahi,.
Sharing Karoonga To Neeche Mention Karta Hoon
Not Mine,.

Ye Meri Shayaari Hai,.




Ok Azeem bhai mujhse galati hue i have correct it bro...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: December 28, 2008, 04:47:38 PM »
Reply with quote
Mere har pal tumari yaadon mein guzarte hain
Teri har mehek meri zindagi mein khusbhu mehekte hain

Tere har gam mere aansu banke khwabon mein siskate hain
Aab kya kare hum jab ye dil aapke liye hi dhadakte hain

____________Honeyrose__________
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #24 on: December 28, 2008, 04:53:13 PM »
Reply with quote
Aye Mohabbat, Tere Naam Se Anjaan Hoon Main,.
Tere Sitam Tere Kehar Se, Bohat Pareshaan Hoon Main,.

Khushi Ko Khatam Karne Ki, Tu Mujhe Dawaa Lagti Hai,.
Jise Ye Rog Lag Gaya, Usko Na Kisi Ki Duwaa Lagti Hai,.

Ranj-o-Gham Tere Saathi Hai, Tanhaai Tera Shehar Hai,.
Phir Aye Haseen Balaa, Tujhpe Har Kisi Ki Nazar Hai,.

Tu Hi Bataa, Kahaan Tak Tune Kisi Ka Saath Nibhaaya Hai,.
Judaai Dekar, Ya Bewafaai Dekar, Logon Ko Sataaya Hai,.

Aaj Khul Kar "Azeem, Tujhpar Tohmatein Lagaaye Ga,.
Mohabbat Karne Waalon Ko Bas Mitna Hai,.
Mohabbat Is Duniya Mein Haseen Fitna Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

Fitna= Aafat



Ati sundar! Kamaal ke likhte ho Bhai Jaan
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #25 on: December 28, 2008, 04:54:45 PM »
Reply with quote
Aye Mohabbat, Tere Naam Se Anjaan Hoon Main,.
Tere Sitam Tere Kehar Se, Bohat Pareshaan Hoon Main,.

Khushi Ko Khatam Karne Ki, Tu Mujhe Dawaa Lagti Hai,.
Jise Ye Rog Lag Gaya, Usko Na Kisi Ki Duwaa Lagti Hai,.

Ranj-o-Gham Tere Saathi Hai, Tanhaai Tera Shehar Hai,.
Phir Aye Haseen Balaa, Tujhpe Har Kisi Ki Nazar Hai,.

Tu Hi Bataa, Kahaan Tak Tune Kisi Ka Saath Nibhaaya Hai,.
Judaai Dekar, Ya Bewafaai Dekar, Logon Ko Sataaya Hai,.

Aaj Khul Kar "Azeem, Tujhpar Tohmatein Lagaaye Ga,.
Mohabbat Karne Waalon Ko Bas Mitna Hai,.
Mohabbat Is Duniya Mein Haseen Fitna Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

Fitna= Aafat




 Applause Applause Applause

Bohat kamal ka likha hai aapne bhai.... Thumbs UP
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: December 28, 2008, 04:57:48 PM »
Reply with quote
Yeh ek tarah ka imthaan ho raha hain
Kaise agni pariksha se guzar rahe hain

Muhabbat na nibha saken woh agar
Toh zaher hi khila dete to achcha hain

__________honeyrose_________

Mere har pal tumari yaadon mein guzarte hain
Teri har mehek meri zindagi mein khusbhu mehekte hain

Tere har gam mere aansu banke khwabon mein siskate hain
Aab kya kare hum jab ye dil aapke liye hi dhadakte hain

____________Honeyrose__________

Very nice lines indeed
Bas yun likhte rahna
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: December 28, 2008, 09:08:47 PM »
Reply with quote
Mere har pal tumari yaadon mein guzarte hain
Teri har mehek meri zindagi mein khusbhu mehekte hain

Tere har gam mere aansu banke khwabon mein siskate hain
Aab kya kare hum jab ye dil aapke liye hi dhadakte hain

____________Honeyrose__________



wah kya khoob kaha hai HONEY aap ney


DHADKANEY TUMHARI HAMEY BHI SUNAYI DETI HAI
KHUSHBOO TUMHARI HAMEY BHI MEHKAH DETI HAI
CHAHATEY HUYE BHI HUM KADAM NAHI BADATEY
KHONEY KEY DARR SEY, JABAAN ROK DETI HAI



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 30, 2008, 09:22:53 PM »
Reply with quote
Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 30, 2008, 09:24:03 PM »
Reply with quote
Nice One Jaya Didi,.
And Jasbir Bhai,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:14:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer