*~*Muhabbat*~*

by honeyrose on November 27, 2008, 08:08:28 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3738 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #30 on: January 01, 2009, 08:34:50 PM »
Reply with quote
Nice One Jaya Didi,.
And Jasbir Bhai,.

Thanks Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**ye jo muhabbat hai** by shaiz in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
muhabbat by qayda in Miscellaneous Shayri
Muhabbat by Aamir Ehsan in Ghazals
Muhabbat by bukhsh in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: January 02, 2009, 10:10:26 AM »
Reply with quote


guzre dinon ki yad barsati ghata lage
guzrun jo us gali se to thandi hawa lage

mehman banke aye kisi roz agar wo shakhs
us roz bin sajaye mera ghar saja lage

main is liye manta nahin wasl ki khushi
mere raqib ki na mujhe baddua lage

wo qahat dosti ka para hai k in dinon
jo muskura k bat kare ashna lage

tark-e-wafa k bad ye us ki ada 'Qateel'
mujhko sataye koi to us ko bura lage

Qateel Shifaai-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: January 03, 2009, 05:37:22 PM »
Reply with quote


guzre dinon ki yad barsati ghata lage
guzrun jo us gali se to thandi hawa lage

mehman banke aye kisi roz agar wo shakhs
us roz bin sajaye mera ghar saja lage

main is liye manta nahin wasl ki khushi
mere raqib ki na mujhe baddua lage

wo qahat dosti ka para hai k in dinon
jo muskura k bat kare ashna lage

tark-e-wafa k bad ye us ki ada 'Qateel'
mujhko sataye koi to us ko bura lage

Qateel Shifaai-

nice sharing jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #33 on: January 04, 2009, 07:22:03 PM »
Reply with quote


guzre dinon ki yad barsati ghata lage
guzrun jo us gali se to thandi hawa lage

mehman banke aye kisi roz agar wo shakhs
us roz bin sajaye mera ghar saja lage

main is liye manta nahin wasl ki khushi
mere raqib ki na mujhe baddua lage

wo qahat dosti ka para hai k in dinon
jo muskura k bat kare ashna lage

tark-e-wafa k bad ye us ki ada 'Qateel'
mujhko sataye koi to us ko bura lage

Qateel Shifaai-


Bohat khoob sharing bhai jaan...
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #34 on: January 04, 2009, 07:49:50 PM »
Reply with quote
Zeest kay samander mien
Aas kay jazeeray hien
Jinkay ojlay sahilon pay
Umeed apnay seep haton say
Azal say likhti aaiy hay
Ger Mohabat javdani hay
Mosafat bay mani hay...

Sajid Hadayat
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: January 04, 2009, 09:10:13 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Bhai,.
And Jaya Sis,.
And Nice One Sajid Bhaiya,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #36 on: January 10, 2009, 09:44:44 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Bhai,.
And Jaya Sis,.
And Nice One Sajid Bhaiya,.

Bohat shukria Jaanasheen bro...
Aadab Erz hay

Sajid hadayat
Logged
seraj325
Guest
«Reply #37 on: January 11, 2009, 02:11:06 AM »
Reply with quote
bahot khoob ji bahot khoob

matlab ye ki

Tum paas the tu noor me.n dhalti thi zindagi
Hota nahin zameer darakhshaan tere baghair,,
chand lines me.n bahot achchi feelings bhar di aapne
waah
Logged
Roja
Guest
«Reply #38 on: January 11, 2009, 03:32:02 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Jaanasheen bro  Applause

@ Sajid Hadayat ji and Honey dear.... nice lines...  Applause


Logged
Roja
Guest
«Reply #39 on: January 11, 2009, 03:38:03 AM »
Reply with quote
Tum awaaz do mai chali aaoongi
Tum saaj do mai chali aaongi
Kya kahoon fitrat kya hai is dil ki
Tum saans lo mai chali aaoongi (nm)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #40 on: January 11, 2009, 04:07:34 AM »
Reply with quote
Thanks Roja dear

Bohat khoob ..Azeem bhai,,Jasbir jisjid hadayat ji,,Roja ,,  ...

Mein laut aaye hoon uss gali se
Jahan hum mile the bohat kareeb se
Kab hawaon ka ruk badal jaata hain
Ye aaj humne jaana dil ke kareeb se

________Honeyrose__________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: January 18, 2009, 02:38:28 PM »
Reply with quote
Yun To Sab Kuch Paaya Tha Humne, Zamaane Se Zidd Karke "Azeem,.
Bas Ek "Mohabbat Hi Na Mili, Khud Ko Tabaah Karne Ke Baad Bhi,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #42 on: February 14, 2009, 05:35:27 AM »
Reply with quote


guzre dinon ki yad barsati ghata lage
guzrun jo us gali se to thandi hawa lage

mehman banke aye kisi roz agar wo shakhs
us roz bin sajaye mera ghar saja lage

main is liye manta nahin wasl ki khushi
mere raqib ki na mujhe baddua lage

wo qahat dosti ka para hai k in dinon
jo muskura k bat kare ashna lage

tark-e-wafa k bad ye us ki ada 'Qateel'
mujhko sataye koi to us ko bura lage

Qateel Shifaai-
Nice sharing Chote Bhai
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #43 on: March 13, 2009, 01:33:27 PM »
Reply with quote
Celmira ji aur Honey ji aap ka bohat bohat shukriya..

Aadab Erz hay

Sajid Hadayat
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #44 on: March 14, 2009, 04:41:00 PM »
Reply with quote
Celmira ji aur Honey ji aap ka bohat bohat shukriya..

Aadab Erz hay

Sajid Hadayat

Shukriya Sajid Hadayat ji...
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:41:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer