Mujh Se Kitna Pyar Hai....

by Aryaan on January 25, 2005, 01:44:41 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Author  (Read 6571 times)
Aryaan
Guest
Reply with quote
Uss ne kaha mujh se kitna pyar hai
Main ne kaha, sitaaron ka koi shumaar hai

Uss ne kaha ke kaun tumhein hai bohat aziz
Main ne kaha ke dil pe jisey ikhteyaar hai

Uss ne kaha ke kaun sa tuhfa hai mann pasand
Main ne kaha woh shaam jo ab tak udhaar hai

Uss ne kaha ke sainkaron gham Zindagi mein hain
Main ne kaha ke gham nahi, jab gham gusaar saath hai

Uss ne kaha kahan tak saath nibhaao ge
Main ne kaha, jitni yeh saanson ki taar hai

Uss ne kaha mujh ko yaqeen aaye ga kis tarah
Main ne kaha ke mera naam Aitbaar hai....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kitna pyar karta hai hoon tujh sa by muneeb in Shayri-E-Dard
tumse kitna pyar hai by anjaan_daruwala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 8 9 »
aapse pyar kitna hai by aditi9 in Miscellaneous Shayri
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
USAY MUJH SE KITNA PYAR HAI (ASGHAR) by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #1 on: January 25, 2005, 04:48:33 AM »
Reply with quote
Nice Aryaan!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: January 25, 2005, 06:44:18 AM »
Reply with quote
Thanx Pooja...Usual Smile
Logged
Princess21
Guest
«Reply #3 on: January 25, 2005, 08:21:30 AM »
Reply with quote
buhat acha!!!!!!!!!!
Logged
husain52
Guest
«Reply #4 on: January 25, 2005, 11:07:15 AM »
Reply with quote
nice aryan
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: January 25, 2005, 05:39:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Princess & Husain52.....Usual Smile
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #6 on: January 25, 2005, 06:56:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Shukriya Princess & Husain52.....Usual Smile


Nice Aryaan ji..  :lol: (nice name)

---------------------------------------

Utre jo zindagi teri geharaiyon main hum
Mehfil main reh kar bhi rahe Tanhaiyon main hum,

Deewangi nahi to isay aur kya kahein
Insaan dhundte rahe Parchahiyon main hum..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: January 26, 2005, 06:24:41 AM »
Reply with quote
Thanx Miss Kismat..Usual Smile

kya khoob likha hai aap ne bhi..
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #8 on: January 26, 2005, 10:24:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanx Miss Kismat..Usual Smile

kya khoob likha hai aap ne bhi..


You are welcome aryaan...tnxxx :lol:
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: January 26, 2005, 10:33:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "Miss Kismat"
Quote from: "Aryaan"
Thanx Miss Kismat..Usual Smile

kya khoob likha hai aap ne bhi..


You are welcome aryaan...tnxxx :lol:


dil mera churane waali,saamne kab aaogi,
is apne beemar e dil ki dawaa kab laaogi,
nahi manzoor mujhe ye dooriya,
kab talak mujhko aise tadpaaogi. Usual Smile
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #10 on: January 26, 2005, 10:46:20 AM »
Reply with quote
Husne wallon se nazar milana muskil hai...
Tarasti hai meri Aankhein Usko Dekhne ke Liye.
Tarasti hai Zubaan Unse Baat karne ke liye.
Tarsana usko bahut aacha aata hai, chote se dil ko
Rulana khub aata hai.
Tarsa le mujhe, kuch mahine ke liye,
Main shayad Chala jaoungi kuch mahine ke Liye..aur...
Tere aankhein, tere zubaan aur tera dil bhi tarsega mujhe paane ke liye....
Kisi ka intezaar karna kitna muskil hai...
 Puzzled !

Nice Pandit...!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: January 26, 2005, 10:54:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Miss Kismat"
Husne wallon se nazar milana muskil hai...
Tarasti hai meri Aankhein Usko Dekhne ke Liye.
Tarasti hai Zubaan Unse Baat karne ke liye.
Tarsana usko bahut aacha aata hai, chote se dil ko
Rulana khub aata hai.
Tarsa le mujhe, kuch mahine ke liye,
Main shayad Chala jaoungi kuch mahine ke Liye..aur...
Tere aankhein, tere zubaan aur tera dil bhi tarsega mujhe paane ke liye....
Kisi ka intezaar karna kitna muskil hai...
 Puzzled !

Nice Pandit...!!


needo ka silsila hai meeri aankho se door,
har raat rat jaga hai,tujhe dekhne k baad,
socha tha hoga sukun e dil,
lekin dard aur badh gaya hai tujhe dekhne k baad,
socha tha hogi zindagi haseen,
lekin lut sa gaya hoo main tujhe dekhne k baad.
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #12 on: January 26, 2005, 11:01:06 AM »
Reply with quote
Nice Again Pandit....

Aanken band kar bhi, hum unka deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf unse pyar karte hain, zaara saamne to aa bhi jaa..

Lakh chaah kar bhi main unko bhula nahi sakta, raat ko neend nahin aaya..
Saans rahte, unka tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhri pal tak o bewafaa, unko yaad karti hoon,
Usko yaadon ko seene mein basaa kar chalti hoon, yeh to roz ki baat hai, jo mere dil pe parti hai...
Logged
pandit
Guest
«Reply #13 on: January 26, 2005, 11:12:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Miss Kismat"
Nice Again Pandit....

Aanken band kar bhi, hum unka deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf unse pyar karte hain, zaara saamne to aa bhi jaa..

Lakh chaah kar bhi main unko bhula nahi sakta, raat ko neend nahin aaya..
Saans rahte, unka tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhri pal tak o bewafaa, unko yaad karti hoon,
Usko yaadon ko seene mein basaa kar chalti hoon, yeh to roz ki baat hai, jo mere dil pe parti hai...


nice kismatji..
dil ki dhadkano me bas gaye ho tum,
saanso ki khushboo ban gaye ho tum,
maut ki to baat hi kya ,
ab to meri zindagi ban gaye ho tum.
Logged
mohd_i'm
Guest
«Reply #14 on: January 26, 2005, 12:08:03 PM »
Reply with quote
good i miss that and  :cry: i'm wasting my life ?
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:00:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer