<>*Mujhe aaj bhi yaad hai*<>

by *KasaK*....Dil Ki on August 21, 2010, 07:22:53 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5658 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
Reply with quote
<>*Mujhe aaj bhi yaad hai*<>

Dekha tha use jis pal me Lamha wo aaj bhi yaad hai
Uska wo jai shree Krishna kehna Mujhe aaj bhi yaad hai

Har roz aake banana baatein  Har roz ki wo bahane baazi
Mujhe dekhne ki chahat uski Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo ghanto ki mulakatein Wo na khatm hone wali baatein
Wo raaton ko unka phone karna Mujhe aaj bhi yad hai

Wo jhute mute jhagde Wo ruthna manana
Yunhi chup chap chale jana Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo raat raat bhar rona Wo kanha k saamne gidgidana
Wo teri aankhon se lahu behna Mujhe aaj bhi yaad hai

Kisi aur se mera baatein karna Tera mujhe rokna tokna
Wo roz roz ki takraarein Mujhe aaj bhi yaad hai

Mere wo jhute wade Wo teri nibhai kasmein
Wo sare  ankahe afsane Mujhe aaj bhi yaad hain

Har baar tujhe khona Fir khoke paa lena
Wo kanha ki saugaatein Mujhe aaj bhi yaad hain

Wo pehli mulakat  Jab the humtum sath
Wo pehle pyaar ka sparsh Mujhe aaj bhi yaad hai

Tera muskurana, wo aankhein dikhana
Wo gusaa tera , wo tera ruth jana
Wo pyaar ki barsaatein, wo din, wo raatein
Mere janu mujhe aaj bhi yaad hai

Haan janu mujhe aaj bhi yaad hai…!!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhe yaad hai... by amritflora in Shayri-E-Dard
Mujhe Yaad Hai...~*~*~ by popat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ja Mujhe aab yaad na aa.... by sohel89 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aj bhi yaad hai mujhe by samir_bc in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>*Mujhe yaad kar lena*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #1 on: August 21, 2010, 07:27:10 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB
<>*Mujhe aaj bhi yaad hai*<>

Dekha tha use jis pal me Lamha wo aaj bhi yaad hai
Uska wo jai shree Krishna kehna Mujhe aaj bhi yaad hai

Har roz aake banana baatein  Har roz ki wo bahane baazi
Mujhe dekhne ki chahat uski Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo ghanto ki mulakatein Wo na khatm hone wali baatein
Wo raaton ko unka phone karna Mujhe aaj bhi yad hai

Wo jhute mute jhagde Wo ruthna manana
Yunhi chup chap chale jana Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo raat raat bhar rona Wo kanha k saamne gidgidana
Wo teri aankhon se lahu behna Mujhe aaj bhi yaad hai

Kisi aur se mera baatein karna Tera mujhe rokna tokna
Wo roz roz ki takraarein Mujhe aaj bhi yaad hai

Mere wo jhute wade Wo teri nibhai kasmein
Wo sare  ankahe afsane Mujhe aaj bhi yaad hain

Har baar tujhe khona Fir khoke paa lena
Wo kanha ki saugaatein Mujhe aaj bhi yaad hain

Wo pehli mulakat  Jab the humtum sath
Wo pehle pyaar ka sparsh Mujhe aaj bhi yaad hai

Tera muskurana, wo aankhein dikhana
Wo gusaa tera , wo tera ruth jana
Wo pyaar ki barsaatein, wo din, wo raatein
Mere janu mujhe aaj bhi yaad hai

Haan janu mujhe aaj bhi yaad hai…!!!

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #2 on: August 21, 2010, 07:27:59 PM »
Reply with quote
BAHUT KHUB

thnx manoj ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #3 on: August 21, 2010, 07:32:19 PM »
Reply with quote
Straight from the heart..... kavita kya hoti bas feelings.... kuch yaadein... kuch ehsaas... kuch jasbaat... bas ban gayi kavita... kavita likhne ke liye issse jyaada kuch nahi chahiye.... aur aapne apni yaadon ko itni khoobsurti se sameta hai aur use shabdon ka roop diya hai ki main kya kahun... maine is kavita ko ek baar padha... just padha.... dusri baar padha visualize karke.... aur teesri baar padha feel leke... aur sach kahun to ye mere aankhon ke saamne aa gaya.... main ise padh kar kuch kuch apni kahaani me kho gaya ... bahut bahut pyaara likha hai aapne.... sach... and it's straight from the heart... aur dil se nikli baatein hamesha dil ko chhoo jaati hain..... too good....!!!

 Applause Applause Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #4 on: August 21, 2010, 07:35:26 PM »

 icon_flower angel11 icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: August 21, 2010, 08:17:22 PM »
Reply with quote
   Kasak Jee Aadaab!

Kia tasveer ubhari hai aapne tehreer se,
Behad achche khaloN ki malik hai aap...
behad khoob rahi aapki yeh kalaam per aapne humare bataye huye.....
Tarike per amal nahi kiya hia... icon_scratch

Khair aap likhti rhaiye....
Khush rahiye...
Khuda hafez.       
Logged
Raja Harish
Guest
«Reply #6 on: August 21, 2010, 08:42:45 PM »
Reply with quote
<>*Mujhe aaj bhi yaad hai*<>

Dekha tha use jis pal me Lamha wo aaj bhi yaad hai
Uska wo jai shree Krishna kehna Mujhe aaj bhi yaad hai

Har roz aake banana baatein  Har roz ki wo bahane baazi
Mujhe dekhne ki chahat uski Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo ghanto ki mulakatein Wo na khatm hone wali baatein
Wo raaton ko unka phone karna Mujhe aaj bhi yad hai

Wo jhute mute jhagde Wo ruthna manana
Yunhi chup chap chale jana Mujhe aaj bhi yaad hai

Wo raat raat bhar rona Wo kanha k saamne gidgidana
Wo teri aankhon se lahu behna Mujhe aaj bhi yaad hai

Kisi aur se mera baatein karna Tera mujhe rokna tokna
Wo roz roz ki takraarein Mujhe aaj bhi yaad hai

Mere wo jhute wade Wo teri nibhai kasmein
Wo sare  ankahe afsane Mujhe aaj bhi yaad hain

Har baar tujhe khona Fir khoke paa lena
Wo kanha ki saugaatein Mujhe aaj bhi yaad hain

Wo pehli mulakat  Jab the humtum sath
Wo pehle pyaar ka sparsh Mujhe aaj bhi yaad hai

Tera muskurana, wo aankhein dikhana
Wo gusaa tera , wo tera ruth jana
Wo pyaar ki barsaatein, wo din, wo raatein
Mere janu mujhe aaj bhi yaad hai

Haan janu mujhe aaj bhi yaad hai…!!!

Bahut Khoob Ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #7 on: August 22, 2010, 05:01:21 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ji

thnx raja harish ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #8 on: August 22, 2010, 05:02:30 AM »
Reply with quote
   Kasak Jee Aadaab!

Kia tasveer ubhari hai aapne tehreer se,
Behad achche khaloN ki malik hai aap...
behad khoob rahi aapki yeh kalaam per aapne humare bataye huye.....
Tarike per amal nahi kiya hia... icon_scratch

Khair aap likhti rhaiye....
Khush rahiye...
Khuda hafez.       

parwaz ji koshish ki thi..par flow me likhti gai and wo dhayn nahin raha ji....
aapne khyal pasand kiye uske liye shukriya
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: August 22, 2010, 06:26:46 AM »
Reply with quote
 tearyeyed
Kuch lamhon ki yaad diladi apne hume..Kuch lamhein jisne meri zindagi kabhi behad rangeen kardi thi..bahaut bahaut khoob likha hai Anamika di..Dil choo ne wali kavita hai yeh apki..Dil bahaut kuch kehna chahta hai yeh parr kar bas lavz nahin mil rahe hai..Mager itna keh sakta hoon "Haan mujhe aj bhi yaad hai.."
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #10 on: August 22, 2010, 06:49:59 AM »
Reply with quote
tearyeyed
Kuch lamhon ki yaad diladi apne hume..Kuch lamhein jisne meri zindagi kabhi behad rangeen kardi thi..bahaut bahaut khoob likha hai Anamika di..Dil choo ne wali kavita hai yeh apki..Dil bahaut kuch kehna chahta hai yeh parr kar bas lavz nahin mil rahe hai..Mager itna keh sakta hoon "Haan mujhe aj bhi yaad hai.."

rahim.....ye yad hain isily aaj hum wo hain jo hum hain.....
ise hamesha dil me yunhi sajaye rakhna bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: August 22, 2010, 10:36:22 AM »
Reply with quote
Aapne Bakhoobi Apne Jazbaaton Ko Lafzon mein Utaara Hai,Padhkar Yuh Mehsoos Hua Jaise Yeh Koi Kalpana Nahi Hai Balki Ek Haqeeqat hai..

Anamika Ji, Aapne Bahut Bahut Khoob Likha Hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #12 on: August 22, 2010, 12:00:26 PM »
Reply with quote
bahut khoob kasak ji bahut pyar se likhi hai apne ye kavita kisi k bepanah pyar ki jhalak apki rachna mein saaf nazar aa rahi hai...keep it up...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #13 on: August 22, 2010, 01:26:47 PM »
Reply with quote
Aaye Haye.. Kya Baat Hai..!!!!! Anamika Ji Ek ek Lafz Mohabbat Me Bheega Nazar aaya... Pyaar Bhare Lamhaaton ko Utni Hi Mohabbat Ke Sath Kaagaz Par utaara hai aapne.. Bahut Pyaari Lagi mujhe aapki Yeh Rachna.. Applause Applause

Dil se Daad Kuboool Karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: August 22, 2010, 03:15:25 PM »
Reply with quote
I am speechless .. I can see the true feelings behind this such fantastic poetry.... Its awesome .. super

Jai Shree Krishna se Mujhe kuch kuch koi koi dyaan mein aa raha hai.. anyways///

Best of luck and have a lovely future!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:52:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer