khalidrawat
Guest
|
mujhe he sabr ki aadat tujhe jafa ki he So mujh ko unsiyat tujh se sanam bala ke he
Karoo.N tu kaise karoo.N aitbaar mai.N iska Qasam uthai bhi tu ne sanam khuda ki he
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Kiya he jis ki sada ne asar tere dil per Sada wo mere nahi.N mere hamnawa ki he
Tu saamne bhi ager hu tu deed mushkil he Ke tere husn mai.N ye rooshni bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
Khalid Jamil Rawat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #1 on: March 05, 2008, 10:55:01 AM » |
|
Bahut khoob bhaijaan ... Achhe shabd likhe hai aapne ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 05, 2008, 12:53:48 PM » |
|
Bohat khoob likha hai khalidrawat ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #3 on: March 05, 2008, 02:43:56 PM » |
|
mujhe he sabr ki aadat tujhe jafa ki he So mujh ko unsiyat tujh se sanam bala ke he
Karoo.N tu kaise karoo.N aitbaar mai.N iska Qasam uthai bhi tu ne sanam khuda ki he
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Kiya he jis ki sada ne asar tere dil per Sada wo mere nahi.N mere hamnawa ki he
Tu saamne bhi ager hu tu deed mushkil he Ke tere husn mai.N ye rooshni bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
Khalid Jamil Rawat
Simply Marvellous
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #4 on: March 05, 2008, 03:10:48 PM » |
|
bahoot khoob khalidrawat ji!!
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
bahoot khoob!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mobile
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 05, 2008, 08:10:53 PM » |
|
awesome
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mobile
Guest
|
|
«Reply #6 on: March 05, 2008, 08:12:33 PM » |
|
keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sayyid Randeri
Guest
|
|
«Reply #7 on: March 07, 2008, 12:39:47 AM » |
|
Subhanallah!!! Bohot khoob Khalid Jamil Sahab
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
be-shak ye ash'aar kisibhi mushaere ko lootne ke lye kaafi he, isi tarha likhte rahye Khalid sa.!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #8 on: March 07, 2008, 02:59:18 AM » |
|
mujhe he sabr ki aadat tujhe jafa ki he So mujh ko unsiyat tujh se sanam bala ke he
Karoo.N tu kaise karoo.N aitbaar mai.N iska Qasam uthai bhi tu ne sanam khuda ki he
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Kiya he jis ki sada ne asar tere dil per Sada wo mere nahi.N mere hamnawa ki he
Tu saamne bhi ager hu tu deed mushkil he Ke tere husn mai.N ye rooshni bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
Khalid Jamil Rawat
Wah wah Jamil Rawat sb.. bahut umda likha hai aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 08, 2008, 08:05:56 AM » |
|
bohut shukriya aap ki pasand ka Bahut khoob bhaijaan ... Achhe shabd likhe hai aapne ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #10 on: March 08, 2008, 08:07:07 AM » |
|
mujhe he sabr ki aadat tujhe jafa ki he So mujh ko unsiyat tujh se sanam bala ke he
Karoo.N tu kaise karoo.N aitbaar mai.N iska Qasam uthai bhi tu ne sanam khuda ki he
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Kiya he jis ki sada ne asar tere dil per Sada wo mere nahi.N mere hamnawa ki he
Tu saamne bhi ager hu tu deed mushkil he Ke tere husn mai.N ye rooshni bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
Khalid Jamil Rawat
Wah wah Jamil Rawat sb.. bahut umda likha hai aapne bohut shukriya aap ki tawajjah ka,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #11 on: March 08, 2008, 08:08:11 AM » |
|
Bohat khoob likha hai khalidrawat ji.. bohut shukriya ke aap ne ye ghazal pasand ki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #12 on: March 08, 2008, 08:09:19 AM » |
|
Subhanallah!!! Bohot khoob Khalid Jamil Sahab
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
be-shak ye ash'aar kisibhi mushaere ko lootne ke lye kaafi he, isi tarha likhte rahye Khalid sa.!!
bohut bohut shukriya janaab, riwayaat ki taraf tawajjah dilana ka aur ,ghazal pasand kerne ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #13 on: March 08, 2008, 08:10:35 AM » |
|
mujhe he sabr ki aadat tujhe jafa ki he So mujh ko unsiyat tujh se sanam bala ke he
Karoo.N tu kaise karoo.N aitbaar mai.N iska Qasam uthai bhi tu ne sanam khuda ki he
Kisi ne maar ke khanger alag kiya he inhai.N miyaan-e-ishq-o-khirad dushmani bala ki he
Kiya he jis ki sada ne asar tere dil per Sada wo mere nahi.N mere hamnawa ki he
Tu saamne bhi ager hu tu deed mushkil he Ke tere husn mai.N ye rooshni bala ki he
Abhi bhi haal mera he wohi mohabbat mai.N Abhi bhi zakhm ko haajat kisi dawa ki he
Abhi bhi wehshatai.N saya figan hai.N sir pe mere Abhi bhi ishq ko hasrat tere wafa ki he
Khalid Jamil Rawat
Wah wah Jamil Rawat sb.. bahut umda likha hai aapne Bohut shukriya roja ji aap ki pasand ka,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khalidrawat
Guest
|
|
«Reply #14 on: March 08, 2008, 08:11:41 AM » |
|
keep it up
bohut shukriya janaab ke aap ne hoosla barhaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|