-----/// Mujhe tumhaaraa ho jaane do ///----- Hriday

by ~Hriday~ on June 27, 2013, 11:44:23 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2720 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #15 on: July 11, 2013, 02:52:00 PM »
Reply with quote
tumne pukara aur hum chale aaye
banke chaandni hum fir muskaaye

bhatak rahe the tanha sehraa me
chhahton ne raah me phool khilaye

ab nahi jayenge kabhi door tumse
hum sare zamane se ye keh aaye...

tum jaisa nahi likh paai kp..... just a try... hope i gain back what hv lost....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: July 11, 2013, 02:55:21 PM »
Reply with quote
ek dum raapchik likhaa hai aapne.... sochne kaaich nahi.. aap likho aur mujhe pasand naa aaye aisaa ho sakta hai kyaa?  masstt likhelaa hai veedu...!!!

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


kyun  naa  aaj  fir  se  wahi  puraani  shaam  ho jaaye
hothon pe tumhaare hothon kaa woh jaam  ho jaaye

barastaa  rahe  paani  kuch  is  tarhaa   se  aaj jaanaa
bheeg jaayen hum aur dhadkano ko aaraam ho jaaye

haathon me haath tumhaaraa  leke  baithe rahe hum
ho  kuch  aisaa  ki  zindagi  tumhaare  naam ho jaaye
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #17 on: July 11, 2013, 03:05:15 PM »
Reply with quote
haan chalo naa aaj ye kaam kiya jaye
sath beetaye lamhon ko fir se jiya jaye

kuch tum kehte raho main sunti rahun
baaton baaton me subah se shaam ho jaye

wo barsaatein wo sardiyan wo supaj ki tapish
unn sab ehsaason ko aaj fir se dohraya jaye

kasak kehti hai uthh uthh ke dil me mere
kyun na dil pe tere fir se raaj kiya jaaye...!!


yupppyyyyyyyyyyyyy.........mastam mast likha hai kp..... maza aagaya a..... howz it kp......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: July 11, 2013, 05:23:05 PM »
Reply with quote
waah waah waah waah kyaa zabardasstt likhelee hai ji... mazaa aa gayaa padh ke.. jaadu laut rahaa hai... bahut achche... ye hui naa aapke type ki chumeshwari poet...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


meraa  dil  to  sadiyon  se tumhaaraa gulaam rahaa hai
hothon pe har lamhaa bas tumhaaraa  naam  rahaa hai

raat jab bhi tum  rahe  ho  meri  baahon me jaane jaan
meri  saanson  ko, meri  dhadkano ko aaraam rahaa hai

jab  tak   tum  saath  rahe  duniyaa  meri tum se hi rahi
tumko hi  chaahte   rehnaa, yahi  meraa kaam rahaa hai

tumse judaa hone pe tumhaari kami kaa  ehsaas huwaa
tumhaare aane  kaa  intezaar subah se  shaam rahaa hai

tumse judaa hoke bhi tumse judaa naa ho paayaa main
'Hriday'  ke   har  geet  mein bas 'Kasak' naam rahaa hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: August 03, 2013, 02:56:37 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Saxena ji.....!!!

Ati Sunder Rachna Pesh Ki hai Hriday ji aapne.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: August 05, 2013, 03:17:19 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Mukesh ji.....!!!

Bahut badhiya Hriday jee
baarish ka ye khshgawaar mausam..aur us par se ye pyar me bheegi peshkash.
wah wah wah
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: August 06, 2013, 03:14:38 AM »
Reply with quote
thanks a lot Sheba ji....!!!

good......!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #22 on: August 08, 2013, 03:09:00 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Ravi ji....!!!

Nihayat Hi Khoobsurt Peshqsh Hai.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #23 on: August 15, 2013, 02:56:39 AM »
Reply with quote
thank u soo much Bhupinder ji....!!!

Its Beautiful...........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #24 on: August 15, 2013, 12:03:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaaa Khwahish ji....!!!


Bahut Bahut Khooob Hriday ji..

Khoobsurat Jazbaat...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #25 on: August 15, 2013, 04:21:55 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Ashwani ji....!!!

waah waah waah laajawaab hriday jee..Kya romantic likha hai..happy9
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #26 on: August 17, 2013, 07:17:48 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Saini ji....!!!

beautiful
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #27 on: September 08, 2013, 11:12:42 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Sudhir ji....!!!

Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #28 on: September 08, 2013, 11:13:33 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa bhaai....!!!

bahut bahut khoob Hriday ji.. Applause Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #29 on: September 11, 2013, 08:13:28 PM »
Reply with quote
waah waah waah waah kyaa zabardasstt likhelee hai ji... mazaa aa gayaa padh ke.. jaadu laut rahaa hai... bahut achche... ye hui naa aapke type ki chumeshwari poet...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


meraa  dil  to  sadiyon  se tumhaaraa gulaam rahaa hai
hothon pe har lamhaa bas tumhaaraa  naam  rahaa hai

raat jab bhi tum  rahe  ho  meri  baahon me jaane jaan
meri  saanson  ko, meri  dhadkano ko aaraam rahaa hai

jab  tak   tum  saath  rahe  duniyaa  meri tum se hi rahi
tumko hi  chaahte   rehnaa, yahi  meraa kaam rahaa hai

tumse judaa hone pe tumhaari kami kaa  ehsaas huwaa
tumhaare aane  kaa  intezaar subah se  shaam rahaa hai

tumse judaa hoke bhi tumse judaa naa ho paayaa main
'Hriday'  ke   har  geet  mein bas 'Kasak' naam rahaa hai


awesome replyyy KP  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley... maza aagaya padhkar  love4 love4........ par .... sad5 sad5 sad5

jhoote ho tum aur jhuti hai mahobbat teri
mujhe na bhayegi ab koi bhi adaawat teri

mujhse kehte rahe hun main gazlon me teri
na jane kitno ko chhalti rahi banawat teri

gairon ko likhte rahe tum prem geet kai
ab to dekh samjh li maine ye begairat teri

kasak ko dil me chhupake likhte the tum
aaj saamne aagai hai hriday asliyat teri....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:16:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer