HumTum
Guest
|
«Reply #75 on: May 30, 2005, 10:37:44 AM » |
|
Saathi hai kaun mera Main ek tanha dil tanha safar Wo yaar hai pyaar nahi mera Uski ashique ka mujhe hua kyo asar yuhi kissi ke sapno mein dil kho jata hai pyaar kiya nhi jata bus ho jata hai sach hi kehtey hai duniya waley jo pyaar karta hai pagal ho jata hai!!
Tosha :thumb:
ped liya hai meiney woh sab jo likha nhi tuney humdum sath zindgi guzarengey pyaar krengey Hum Aur Tum !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #76 on: May 30, 2005, 10:42:51 AM » |
|
lage raho............................................. .............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #77 on: May 30, 2005, 10:49:20 AM » |
|
HumTum kya guzarenge jindgi sath kya hoge tum hummare pass wo din ke khuwab sa lagta hai na jane kya hoga aaj ke baad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #78 on: May 30, 2005, 10:51:16 AM » |
|
woh din bhi to khawab he tha jo aaj sach ho gaya ab iss din ki baari hai jo tumhe ab khawab sa lagta hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #79 on: May 30, 2005, 10:51:46 AM » |
|
HumTum kya guzarenge jindgi sath kya hoge tum hummare pass wo din ke khuwab sa lagta hai na jane kya hoga aaj ke baad Tosha .....
pyar karney waley anjaam se kab dartey hai daar pe mehboob ke din raat woh sajdey kartey hai kya hoga aaj ke baad yeh kisney hai jana har lamha khushi se jitey hai aur pyaar tujh se kartey hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #80 on: May 30, 2005, 10:55:29 AM » |
|
ye hui na baat humtum........................................... ... tosha kuch sikho inse..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #81 on: May 30, 2005, 11:09:37 AM » |
|
HumTum kya guzarenge jindgi sath kya hoge tum hummare pass wo din ke khuwab sa lagta hai na jane kya hoga aaj ke baad Tosha .....
pyar karney waley anjaam se kab dartey hai daar pe mehboob ke din raat woh sajdey kartey hai kya hoga aaj ke baad yeh kisney hai jana har lamha khushi se jitey hai aur pyaar tujh se kartey hai !!
samundr sa gahera hai mera pyaar pal pal khilta hai tera pyaa jiyo shan se is mohabbat main karte raho humme tum pyaar ... tanha tub bhi kuch sikh lo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #82 on: May 30, 2005, 11:12:03 AM » |
|
shayad ab sikhne ke liye kuch bacha he nahi jeet gaye hain log mujhe meri haar he sahi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #83 on: May 30, 2005, 11:12:48 AM » |
|
Tosha .. :thumb:
saare nazaaron mein ek hi nazaara hai yeh samaa to jaise jannat se bhi pyara hai noor faila hai youn jaise dhoop ki ho parchhaayee tujh ko dekha to lagaa, jaise jannat hai payee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #84 on: May 30, 2005, 11:14:38 AM » |
|
shayad ab sikhne ke liye kuch bacha he nahi jeet gaye hain log mujhe meri haar he sahi. aree bhai ..... kya baat ker rhey ho !!
yun takh kar na baithho rahooN mein kabhi pyaar karney waley kabhi hartey to nhi !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljale
Guest
|
|
«Reply #85 on: May 30, 2005, 11:17:42 AM » |
|
Hum Tum great!!!!!!!!!!!!!
ek dost doond raha hu is duniya mein Bahut tanha ho gaya hu is duniya mein zindagi ek chiraag bangaya hai mera duniya ko roshnai zarror mile,par kud jal raha hu mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #86 on: May 30, 2005, 11:18:30 AM » |
|
kab kiya hai maine pyar woh to mera bhram tha........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #87 on: May 30, 2005, 11:19:56 AM » |
|
bahoot khobb Diljale ji ......
yeh haqeeqat hai yaa wo khwaab tha kya ab tak mujh par koi khumaar tha wo chale gaye mujhe tanhaa chhod kar kya meri wafaa par itna hi aibaar tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #88 on: May 30, 2005, 11:26:09 AM » |
|
kab kiya hai maine pyar woh to mera bhram tha........................ pyaar to khud mein hi ik bharam hai dost mil jaye to khushi warna bus sharam hai dost !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljale
Guest
|
|
«Reply #89 on: May 30, 2005, 11:27:49 AM » |
|
Wah Hum Tumji kya koob likhe hai
sharab to maine ab tak piya nahi phir mein nahshila kyu kya wajah yeh teri niga hai ya mere dil tere pyar mein deewana hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|