Muskura diya

by CoolGirl on May 03, 2008, 09:22:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1007 times)
CoolGirl
Guest
Reply with quote
Fardos mei talatum
Mehtab bhi hai gumsum
Khilyon ka dil hai masla
Phoolon ka rang bhi badla
Aakhas bhi hai heraa.n
Aaftaab bhi paresha.n
Kaisa hai yeh chiraaghaan
Nahi milta lafz-e-bayaan
Taarein bhi sou chukey hain
Chashm-e-naam aaj huey hain
Honton pe aaya hai ab
Hasta hua koi taaraana
Dil ke iss anjumaan mein
Jalta hain yeh zamaana
Kaisi bikhri hai yeh laali
Arsh-o-farsh hue saawali
Aawara hui yeh hawaein
Aab-aab si hain machley
Mauka koi hain dhoondein
Ke ek bar bas yeh chouley
Afroz jo hui hain
Na dekhi yeh kabhi hain
Bas aapki hai yeh meharbani
Ke dilruba si yeh khushboo
Chayi hai jo char-sou
Dekh ker yeh Aaeenah-e-roo
Uss pe yeh haseen guftugoo
Dekhi aaj KHUDA ki muskan
Ke tumne jo yunh muskura diya
Zameen kya falak ka dil bhi hila diya
Ke tumne jo yunh muskura diya

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aa kar meri Majar par Tune jo muskura diya, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
MUSKURA DIYE by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
woh muskura diya.... by PRATIKKFEMILY in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sabse chupa kar dard jo maine muskura diya....f..,.. by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
kabhi gham chhupa ke muskura diya….SaHaL. by sahal in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pandit
Guest
«Reply #1 on: May 03, 2008, 09:31:12 AM »
Reply with quote
hi
Fardos mei talatum
Mehtab bhi hai gumsum
Khilyon ka dil hai masla
Phoolon ka rang bhi badla
Aakhas bhi hai heraa.n
Aaftaab bhi paresha.n
Kaisa hai yeh chiraaghaan
Nahi milta lafz-e-bayaan
Taarein bhi sou chukey hain
Chashm-e-naam aaj huey hain
Honton pe aaya hai ab
Hasta hua koi taaraana
Dil ke iss anjumaan mein
Jalta hain yeh zamaana
Kaisi bikhri hai yeh laali
Arsh-o-farsh hue saawali
Aawara hui yeh hawaein
Aab-aab si hain machley
Mauka koi hain dhoondein
Ke ek bar bas yeh chouley
Afroz jo hui hain
Na dekhi yeh kabhi hain
Bas aapki hai yeh meharbani
Ke dilruba si yeh khushboo
Chayi hai jo char-sou
Dekh ker yeh Aaeenah-e-roo
Uss pe yeh haseen guftugoo
Dekhi aaj KHUDA ki muskan
Ke tumne jo yunh muskura diya
Zameen kya falak ka dil bhi hila diya
Ke tumne jo yunh muskura diya


cool girl...
nice lines....
kuch shabdoon k meaning samajh me nahi aarahe hain but its gudd
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #2 on: May 03, 2008, 01:54:19 PM »
Reply with quote
thnx alot han meanings mein zaroor likh dungi yahan
bhul gayi thi likhna
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: May 03, 2008, 03:04:23 PM »
Reply with quote
u
thnx alot han meanings mein zaroor likh dungi yahan
bhul gayi thi likhna
r welcome ji........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #4 on: May 03, 2008, 06:05:30 PM »
Reply with quote
waah coolgirl bahoot khoob...achhe ahsaas piroye haiN apne apni rachna maiN.....


hara
sh
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #5 on: May 04, 2008, 05:16:36 AM »
Reply with quote
thnx alot janab
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: May 04, 2008, 06:12:40 AM »
Reply with quote
sajh dhaj ke darwaze pe ajj baithe hain..
gham khushiyoon ka bhez badalke baithe hain..
unki ankhoon me ansoon dekha to aisa laga..
jaise eak kashti me saath samandar baithe hain..
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #7 on: May 04, 2008, 07:17:20 AM »
Reply with quote
nice ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:21:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer