Muskura do Zara........ Abul Asad

by Abul Asad on February 04, 2012, 06:24:49 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1097 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Phir tum Hans-do ke gulon ko muskurana sekha-en aaj
Kuch khadam aur chalo ke paude jhoomna seekhlen aaj
 

Nazren apni kabhi udhar bhi kardo, ke bijliyan unpar girana hai aaj
Palken uthado abto, ke zamana betaab hai aftab ki raushni ko aaj
 

Ye dil ka haal sirf mere bayaan se malum na hoga
Zara apni zulf ko hata do ke afsane banana hai aaj
 

Labon ko tumhari dekh kar kaise rashk karte hain yeh gulaab
Kai gulon ne rang-e hain apne hi khoon se ye laal sa libaas
 

Hansti ho tum to sur jaise chidgaya ho koi lehr ka aaj
Baaten teri sunne ko phir jama ye mehfil hovi hai aaj
 

Har aik ada pe teri khuda yaad ajaaye taghafilon ko  
Khudi ko apni kaise bana rakha hai tu ne zamane me aaj
 
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 04, 2012, 09:19:36 AM »
Reply with quote
Bahut khoob asad saheb daad daad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 04, 2012, 10:03:36 AM »
Reply with quote
Bahut khoob asad saheb daad daad
Dr Saheb,'

Aap ki har daad dilkhush hoti hai
Aap ka inayat-o shafaqat hai ye
varna nadaan hain ye saari koshishen hamari
Bekhayali si, be-sur si be-wazn si.

Shukriya aap ka
Abul Asad

Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: February 04, 2012, 02:32:58 PM »
Reply with quote

Janab Abul Asad Sahab,

Waah waah... nice thoughts
you have expressed in your
post.

All the best.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: February 05, 2012, 07:47:55 AM »
Reply with quote
Phir tum Hans-do ke gulon ko muskurana sekha-en aaj
Kuch khadam aur chalo ke paude jhoomna seekhlen aaj
 

Nazren apni kabhi udhar bhi kardo, ke bijliyan unpar girana hai aaj
Palken uthado abto, ke zamana betaab hai aftab ki raushni ko aaj
 

Ye dil ka haal sirf mere bayaan se malum na hoga
Zara apni zulf ko hata do ke afsane banana hai aaj
 

Labon ko tumhari dekh kar kaise rashk karte hain yeh gulaab
Kai gulon ne rang-e hain apne hi khoon se ye laal sa libaas
 

Hansti ho tum to sur jaise chidgaya ho koi lehr ka aaj
Baaten teri sunne ko phir jama ye mehfil hovi hai aaj
 

Har aik ada pe teri khuda yaad ajaaye taghafilon ko 
Khudi ko apni kaise bana rakha hai tu ne zamane me aaj
 
Abul Asad


good one
Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:52:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer