Muskuraana zindagi mein.................Tamanna1

by tamanna1 on September 18, 2011, 05:50:58 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1072 times)
tamanna1
Guest
Reply with quote
Jis mod pe chod aayi thi
mere sab toote huve kwaaben

Phir se humare aur lekar aaye
un subko baarish ke boonden

Na bacha huva pyaar
Na hi nafrat mere dil mein ab

chodkar chala tha mera pyaar
beech raste mein muje jab

Ab intizaar he nayi subah
aur naye kwaabon ka

Kaaton se ghir tho jaathe he log
magar us dar se jeena nahin chodte

Mein bi un mein se hun
Jo jeena chaahthe he
Rona tho zindagi mein aksar hotha he
Par phir bi log muskuraana nahin chodte
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mushkil yeh muskuraana he! by Prateek Mardia in Shayari-e-Parastish « 1 2 3 4  All »
Muskuraana Bhool Gaya,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Ek Baar.........Tamanna1 by tamanna1 in Share:Love Poetry
PAIN....................tamanna1 by tamanna1 in English
Zindagi me tab hamesha muskuraana aa jayega by @Kaash in Shairi - E - Zindagi
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: September 18, 2011, 06:07:01 AM »
Reply with quote
nice ehsaas
dur rahkar bhi usse, mujhe hota hai ye ehsaas
kahi na kahi chipa baita hai wo mere aash pass
Jis mod pe chod aayi thi
mere sab toote huve kwaaben

Phir se humare aur lekar aaye
un subko baarish ke boonden

Na bacha huva pyaar
Na hi nafrat mere dil mein ab

chodkar chala tha mera pyaar
beech raste mein muje jab

Ab intizaar he nayi subah
aur naye kwaabon ka

Kaaton se ghir tho jaathe he log
magar us dar se jeena nahin chodte

Mein bi un mein se hun
Jo jeena chaahthe he
Rona tho zindagi mein aksar hotha he
Par phir bi log muskuraana nahin chodte

Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: September 18, 2011, 09:55:26 AM »
Reply with quote
very nice.. Applause Applause Applause Applause

Yaado ko bano do baadal vo ud jayenge
kah do barse kahi aur, ab hum to jiyenge.
Logged
tamanna1
Guest
«Reply #3 on: September 18, 2011, 11:58:35 AM »
Reply with quote
Thank you Manoj ji and Mkv ji for the support icon_flower icon_flower
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: September 18, 2011, 01:03:02 PM »
Reply with quote
baht ache Tamanna1 ji--
positive soch se bhari aapki post hame pasand aai:)

daad baht baht daad
Logged
tamanna1
Guest
«Reply #5 on: September 18, 2011, 03:56:39 PM »
Reply with quote
Thanks sarfira ji...for the encouragement  icon_flower icon_flower
Logged
drpandey
Guest
«Reply #6 on: September 19, 2011, 11:23:37 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob...theek farmaya aapne Tamanna Ji..!!
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: September 19, 2011, 11:38:37 AM »
Reply with quote
maus hai chehra, aur ankhon main namee hai
to honthon pe jarur apne shabnam sajaye rakhiye
sukh dukh to dono bhai-bhai hain tamanna
apna bhi ek rishta,aap inse banaye rakhiye
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #8 on: September 19, 2011, 11:42:17 AM »
Reply with quote
we shoud never give up from woes ,,,,hope is necessary in evry condition
Jis mod pe chod aayi thi
mere sab toote huve kwaaben

Phir se humare aur lekar aaye
un subko baarish ke boonden

Na bacha huva pyaar
Na hi nafrat mere dil mein ab

chodkar chala tha mera pyaar
beech raste mein muje jab

Ab intizaar he nayi subah
aur naye kwaabon ka

Kaaton se ghir tho jaathe he log
magar us dar se jeena nahin chodte

Mein bi un mein se hun
Jo jeena chaahthe he
Rona tho zindagi mein aksar hotha he
Par phir bi log muskuraana nahin chodte

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:34:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer