"my poetry.........Ghazla $ nazm"

by aaina on February 16, 2009, 01:40:28 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1166 times)
aaina
Guest
Reply with quote
     (hum safar)


wahi shairana si baat thi
wahi aashiqana mijaaz thay
wahi gudgudi thi khyaal mai
wahi waaqeyaat thay khaab mai
wahi kashmakash ke ru ba ru
wahi kashtiyon ki rawangi
wahi sahilon ke bayaan thay

magar aaj kuch bhi nhi yahan
wahi chaar su virangi
na teri hansi, na teri nazar
na muskura ke daikhan
na wo palkain jhuknan aadaab mai

ye veraangi ke khutm bhi ho kabhi
phir tu aaye lot kar.................

wahi mosamo ke mijaaz hoN
wahi barf jaisi ho thndakain
wahi aag ki tapish bhi ho

yahi gugunata yahi sochta
mein bhatak gaya hoon rah mai
merii baah thaam ke rok lai
mere humsafar mere humsafar
Logged
Roja
Guest
«Reply #1 on: February 16, 2009, 01:43:19 PM »
Reply with quote
 Applause Applause

Nice collection aaina
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: February 17, 2009, 06:27:09 AM »
Reply with quote
Very very nice. Keep writing Dear
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: February 17, 2009, 07:10:30 AM »
Reply with quote
Nice one aaina ji!
Gud way of putting ur thoughts Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: February 17, 2009, 11:44:42 PM »
Reply with quote
thnxxx so much...........for ur appriciation roja ji, sophi ji nd salma ji hosla afzaai ka bhut bhut skukria....
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: February 17, 2009, 11:47:52 PM »
Reply with quote
lai jao inhay door kahin ay dor-e-ghareebaa.n
kuch dard  purannay jo mere dil mai base hain

mein shaam ki  palko.n  pe jab naam  likhu  tera
kuch zaadai.n purani mujhay baahon mai kase hain

rindo.n ko pilaatay hain wo mastiey maikhana
humne kaha peena hai, to aankho se dase hain

ye sharm-o-haya aur wo palko.n ka machalna
is khail mai'aslam'kaii ustaad phanse hain
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: April 21, 2009, 08:27:18 PM »
Reply with quote
     (hum safar)


wahi shairana si baat thi
wahi aashiqana mijaaz thay
wahi gudgudi thi khyaal mai
wahi waaqeyaat thay khaab mai
wahi kashmakash ke ru ba ru
wahi kashtiyon ki rawangi
wahi sahilon ke bayaan thay

magar aaj kuch bhi nhi yahan
wahi chaar su virangi
na teri hansi, na teri nazar
na muskura ke daikhan
na wo palkain jhuknan aadaab mai

ye veraangi ke khutm bhi ho kabhi
phir tu aaye lot kar.................

wahi mosamo ke mijaaz hoN
wahi barf jaisi ho thndakain
wahi aag ki tapish bhi ho

yahi gugunata yahi sochta
mein bhatak gaya hoon rah mai
merii baah thaam ke rok lai
mere humsafar mere humsafar

Beautiful !
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: April 21, 2009, 08:28:22 PM »
Reply with quote
lai jao inhay door kahin ay dor-e-ghareebaa.n
kuch dard  purannay jo mere dil mai base hain

mein shaam ki  palko.n  pe jab naam  likhu  tera
kuch zaadai.n purani mujhay baahon mai kase hain

rindo.n ko pilaatay hain wo mastiey maikhana
humne kaha peena hai, to aankho se dase hain

ye sharm-o-haya aur wo palko.n ka machalna
is khail mai'aslam'kaii ustaad phanse hain


Bohot khoob !
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: April 22, 2009, 06:40:29 AM »
Reply with quote
Main sham ki palko pe..........Subhan_allah Aslam  Clapping Smiley

Ghazal aur Nazm dono hi khoobsurat hain...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:56:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer