na insha tha

by saaz_haldwanvi on April 11, 2009, 12:55:16 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1958 times)
saaz_haldwanvi
Guest
Reply with quote
Insha tha na khuda tha wo
Jane koun si dua tha wo,
De aaya main jo rakib ko
Meri jist ka pata tha wo,
Jarre-jarre mein thi ek bahar si
Dour-e-jawani ka pata tha wo,
Main jism aur wo jaan meri
Fir kaise mujh se juda tha wo,  " saaz haldwanvi"
                                 written on 1.12.97
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Insha ji utho ab kooch karo, is sheher men ji ka lagana kya by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
a ghazal by Ibn-e Insha by a.r.hashmi in Urdu Poets
Ab Umer ki Naqdi Khatm Hui---by Ibn-E-Insha by ghayal_shayar in Urdu Poets
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 11, 2009, 01:06:08 PM »
Reply with quote
Cool ! Very nice written by U saaz. keep writing ..............Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: April 11, 2009, 01:13:14 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat Saaz Ji...
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #3 on: April 11, 2009, 01:25:46 PM »
Reply with quote
sukriya sophi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: April 11, 2009, 02:34:04 PM »
Reply with quote
Wah bohat khoob Saaz...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: April 11, 2009, 02:36:53 PM »
Reply with quote
Insha tha na khuda tha wo
Jane koun si dua tha wo,
De aaya main jo rakib ko
Meri jist ka pata tha wo,
Jarre-jarre mein thi ek bahar si
Dour-e-jawani ka pata tha wo,
Main jism aur wo jaan meri
Fir kaise mujh se juda tha wo,  " saaz haldwanvi"
                                 written on 1.12.97


wah wah kaya baat hai saaaz ji!! bahoot khoob!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: April 12, 2009, 02:52:11 AM »
Reply with quote
Insha tha na khuda tha wo
Jane koun si dua tha wo,
De aaya main jo rakib ko
Meri jist ka pata tha wo,
Jarre-jarre mein thi ek bahar si
Dour-e-jawani ka pata tha wo,
Main jism aur wo jaan meri
Fir kaise mujh se juda tha wo,  " saaz haldwanvi"
                                 written on 1.12.97

WAAH SAAZ SAAHEB....KYA BAAT HAI..
Logged
forgot
Guest
«Reply #7 on: April 12, 2009, 09:09:42 AM »
Reply with quote
Muddat kiya intzar abb bhool jaana hi achha hai
Tere Dhokhon se khafa hai  meri roooh ish traha
Tujhe or tere aksh ko bhee bhool jaana ab achha hai
toone Goonche ki chahat main hum shaye ki shakh ko ki kaat daala
Paraye the hum apne hi aagan ki shaakh par ,
tum baso khoosh kishmat humsafar ke saath , hamara oosh shakh se ud jaana hi  achha hai
Kabhee tari bewafai ka kafila ruke to sochna gujre waqt ke bare
tum ko kaya mila ashiyana jala kar,batana ki tum jeete ya tum haare
sabkuchh loota kar paraye shahr se rookshat kar jaan ab achha hai
Bahoot roye teri bewafi par , bahoot roye tujh se bichhd jaane par
Chhodo bhee gujre shikvon ko abb sabkuchh bhool jaana hi achha hai
Roola denge Mere likhe khat  or meri guptgoo tum ko aik din
Apne apne jurm ka ikrar kar sab kuchh bool jaan hi achha hai
Muddat kiya intzar abb bhool jaana hi achha hai.


Logged
forgot
Guest
«Reply #8 on: April 12, 2009, 10:39:51 AM »
Reply with quote
tum gunaha karo or naamaloom bolo humshaya humshafar insaan ko
tume shahwani khwahish se parasht nahi pahchana us bhagwan ko
main hoon tera sona ,ye hi to kahata raha anjan wo
tum bhool gaye garon ki mohabbat ke nashe main us insaan ko
too hai gair ki , par tujh ko hi bata ta raha tha apni pahchan wo
na samajh ki too apni bewafi  ki mardam  se na wakif rahegi umar bhar
rote rote marte marte khah kar gaya hai sona tera bejaan wo
hosake to dua karna ki koi ulfat na gire teri is doonia main
naa kar garoor gunaha ke humsafar par, sabkuchh betah dekh raha hai bhagwan wo
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #9 on: April 12, 2009, 04:37:50 PM »
Reply with quote
 FORGET JI REPLY KE JAWAB MEIN 'KALAM' PASAND AAYA, SUKRIYA!
 EK CHUTKI AAPKE NAAM KARTA HOON,
     " Ek batakh[swan] ki choch
       ko naam apna dekar
       uske dhad mein naam
       mera jodkar,
       prem ke saat aasman
       tak parwaj to chahi
       magar tum bhul gayi
       batakh kahan uda karti hain"
                                   saaz haldwanvi,
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #10 on: April 12, 2009, 04:48:19 PM »
Reply with quote
 sukriya "FORGOT JI"
 AAKE LIYE-
Logged
forgot
Guest
«Reply #11 on: April 12, 2009, 07:03:31 PM »
Reply with quote
batkh bhee udjaati hai saaz bhai agar mohabbat ka parwan ho
mar jaate hai achhe bhale insaan agar jindgi main bewafa kamsaan ho
tumne kabhee bewafa ko dekha or tzurbat main parkha hai
na baba allah na kare tum jinda ho or jindgi tumhari shamshan ho
ye to shayri hai tum chahe batak sar par isaan ka sar lagao or inssan par batkh ka
humari dooa hai saaz bahi ki tum shayar ho or shayri main tumhara naam ho
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #12 on: June 13, 2009, 07:52:25 AM »
Reply with quote
batkh bhee udjaati hai saaz bhai agar mohabbat ka parwan ho
mar jaate hai achhe bhale insaan agar jindgi main bewafa kamsaan ho
tumne kabhee bewafa ko dekha or tzurbat main parkha hai
na baba allah na kare tum jinda ho or jindgi tumhari shamshan ho
ye to shayri hai tum chahe batak sar par isaan ka sar lagao or inssan par batkh ka
humari dooa hai saaz bahi ki tum shayar ho or shayri main tumhara naam ho
kya baat hain forget ji, jara apna tarruf humse karyega, ek inkalabi shayar basta hain aapke ander
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #13 on: June 13, 2009, 03:28:44 PM »
Reply with quote

wah wah kaya baat hai saaaz ji!! bahoot khoob!!
shukriya pooja ji
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #14 on: June 13, 2009, 03:29:50 PM »
Reply with quote
Wah bohat khoob Saaz...
mehrbaani hai aapki
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:36:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer