NA JAANU MAIN NA JAANE TU ...

by diya786 on September 01, 2008, 11:06:55 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1961 times)
diya786
Guest
Reply with quote
kuch ashk aa kar ruk gaye hain palkon mein
yeh beh kyun nahin jaate na jaanu main na jaane tu

tadap hai is dil mein tumse milne ki aur khud ko bhool jaane ki
yeh milan kyun nahin hota na jaanu main na jaane tu

kat ti hai raatein mushkil se
neendein kyun roothi hain mujhse na jaanu main na jaane tu

mohabbat hai cheez kya yeh samjhe nahin
yeh chahat kyun hai tujhse na jaanu main na jaane tu

haqeeqat yakeenan hai par khwad pyare lagte hain
kyun aaate ho khayalon mein na jaanu main na jaane tu

adhoori is zindagi ki kahani hai
ji'uun kaise tum bin na jaanu main na jaane tu

kalam yeh paigaam to de sakta hai meri bebasi ka
yeh dil hua hai kabse tumhara na jaanu main na jane tu

ek din maut aani hai par kyun pyari yeh zindagani hai
phir kyun ek aas hai jeene ki na jaanu main na jaane tu ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na Jaanu Main ....!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
jaanu by ANAMAKA777 in SMS , mobile & JOKES
NA JAANU MAIN DIL KI BAAT by surindarn in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jaanu na Mai - shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mai jaanu naa... by Angel Sunshine in Hindi Poets
k.shael
Guest
«Reply #1 on: September 01, 2008, 11:43:00 AM »
Reply with quote
BEAUTIFUL CREATION
DIYA...
KEEP GOING...
BY. K.SHAEL
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: September 01, 2008, 01:35:39 PM »
Reply with quote
Diya bohat hi behtariin likha hai aapne ... Applause Applause Thumbs UP
Logged
baadal102
Guest
«Reply #3 on: September 01, 2008, 03:51:05 PM »
Reply with quote
kuch ashk aa kar ruk gaye hain palkon mein
yeh beh kyun nahin jaate na jaanu main na jaane tu

tadap hai is dil mein tumse milne ki aur khud ko bhool jaane ki
yeh milan kyun nahin hota na jaanu main na jaane tu

kat ti hai raatein mushkil se
neendein kyun roothi hain mujhse na jaanu main na jaane tu

mohabbat hai cheez kya yeh samjhe nahin
yeh chahat kyun hai tujhse na jaanu main na jaane tu

haqeeqat yakeenan hai par khwad pyare lagte hain
kyun aaate ho khayalon mein na jaanu main na jaane tu

adhoori is zindagi ki kahani hai
ji'uun kaise tum bin na jaanu main na jaane tu

kalam yeh paigaam to de sakta hai meri bebasi ka
yeh dil hua hai kabse tumhara na jaanu main na jane tu

ek din maut aani hai par kyun pyari yeh zindagani hai
phir kyun ek aas hai jeene ki na jaanu main na jaane tu ...



bahut hi aacha likha hai diya ji
bahut khub or bahut sunder rachna
Clapping Smiley



Baadal
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: September 02, 2008, 07:45:16 AM »
Reply with quote
VERY WELL WRITTEN DIYA
Logged
diya786
Guest
«Reply #5 on: September 02, 2008, 10:01:33 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya shally, jaya di, baadal ji aur sajid sajid sahab
aapko meri nazm pasand aayi
notworthy
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: September 02, 2008, 05:04:43 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Diya..
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #7 on: September 03, 2008, 12:55:13 PM »
Reply with quote
nice one diya ji

gul
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: September 03, 2008, 01:23:42 PM »
Reply with quote
Beautiful work Diya
Logged
diya786
Guest
«Reply #9 on: September 04, 2008, 10:08:26 AM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA ARYAAN , TALAT JI , GULZAAR SAHAB
AISE HI HAUSLA AFZAAI KARTE RAHIYE...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #10 on: September 05, 2008, 05:09:26 AM »
Reply with quote
kuch ashk aa kar ruk gaye hain palkon mein
yeh beh kyun nahin jaate na jaanu main na jaane tu

tadap hai is dil mein tumse milne ki aur khud ko bhool jaane ki
yeh milan kyun nahin hota na jaanu main na jaane tu

kat ti hai raatein mushkil se
neendein kyun roothi hain mujhse na jaanu main na jaane tu

mohabbat hai cheez kya yeh samjhe nahin
yeh chahat kyun hai tujhse na jaanu main na jaane tu

haqeeqat yakeenan hai par khwad pyare lagte hain
kyun aaate ho khayalon mein na jaanu main na jaane tu

adhoori is zindagi ki kahani hai
ji'uun kaise tum bin na jaanu main na jaane tu

kalam yeh paigaam to de sakta hai meri bebasi ka
yeh dil hua hai kabse tumhara na jaanu main na jane tu

ek din maut aani hai par kyun pyari yeh zindagani hai
phir kyun ek aas hai jeene ki na jaanu main na jaane tu ...


Na Jaanu Main Na Jaane Tu.........

" Je ne sais pas vous ne sais pas...."
Diya un par un ..
ces merveilleux ... un ami!!!
Logged
diya786
Guest
«Reply #11 on: September 05, 2008, 10:08:49 AM »
Reply with quote
main aapka reply samajh gayi Ashraf yeh french mein likha hai aapne ek nayi language mein likha hai its gud
par jo nahin samajh sake unke liye translate kar dijiyega
samajh lijiye ki main kyun nahin kar sakti...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #12 on: September 05, 2008, 10:45:33 AM »
Reply with quote
Na Jaanu Main Na Jaane Tu.........

" Je ne sais pas vous ne sais pas...."
Diya un par un ..
ces merveilleux ... un ami!!!


" Na Jaanu Main Na jaane Tu...."
Diya one by one...
( post or kalaam )
Badhiya Jabardust Likha Hai..Oy dost aapne !!!   
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:56:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer