*Nagme Tumare*

by Roja on December 09, 2006, 02:22:38 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 21
ReplyPrint
Author  (Read 16923 times)
Roja
Guest
«Reply #150 on: June 02, 2007, 01:52:16 PM »
Reply with quote
Halaat bi badle "Roja", wo bhi badle nazar aate hai
Mai soch rahi thi shehar ke log, kyu patle nazar aate hai
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumare Jagaa by apnaa_koi in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Tumare Bina~(NM) by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
*Aapke Nagme* by Roja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumare her dard ko by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Nirbhay
Guest
«Reply #151 on: June 02, 2007, 02:30:21 PM »
Reply with quote
Logged
Roja
Guest
«Reply #152 on: June 02, 2007, 02:37:23 PM »
Reply with quote
Wow Wonderful creation by u Nirbhayji ...

Thank you very much
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #153 on: June 03, 2007, 06:16:12 AM »
Reply with quote
Thanks for the appreciation, but I am Nirbhay, not Nirbhayji...         Frnds ?

-------------------------------------------------------

Aaj Phirr Dil ne ek Nagma Likha Tere Naam
Aaj Phir kar Diya Dil Jaan Jigar Tere Naam

Meri Muhabaat Ki Sabb Shayari Sarhad
aaur Mushayare Hain aPna Aawaam

Likhte Rahe Nagme Tumare Hai apni kalam ka yehi kaam
SuKoon Seena mein Utarta hai Lekar Sirf Tera Naam!
Logged
yoshiki
Guest
«Reply #154 on: June 03, 2007, 08:37:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Thanks for the appreciation, but I am Nirbhay, not Nirbhayji...         Frnds ?

-------------------------------------------------------

Aaj Phirr Dil ne ek Nagma Likha Tere Naam
Aaj Phir kar Diya Dil Jaan Jigar Tere Naam

Meri Muhabaat Ki Sabb Shayari Sarhad
aaur Mushayare Hain aPna Aawaam

Likhte Rahe Nagme Tumare Hai apni kalam ka yehi kaam
SuKoon Seena mein Utarta hai Lekar Sirf Tera Naam!






@kya khe hum unki yaad mai din raat hai kitna rote,
 duniya se anjaan raat raat bhar aankhai khol k hai hum sote,
chahte the us haseen se unka naam puchna
fir socha kyaa puche..........
pariyo ke to naam hi nahi hote
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #155 on: June 03, 2007, 09:01:20 AM »
Reply with quote
Hey Yoindia Shayariadabhiki Nice replies indeed but i request you to dont repeat ur shairi ..

------------------------------------------------------

Dil ka Diya Jala ke havaon mein rakh diya
Suraj Dahak Raha tha to chahon mein rakh Diya
Dil jeetna kisi ka baade fun ke Baaat hai
Ye funn Khuda ne teri adaaon mein rakh diya
Logged
Roja
Guest
«Reply #156 on: June 03, 2007, 03:22:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Thanks for the appreciation, but I am Nirbhay, not Nirbhayji...         Frnds ?

-------------------------------------------------------

Aaj Phirr Dil ne ek Nagma Likha Tere Naam
Aaj Phir kar Diya Dil Jaan Jigar Tere Naam

Meri Muhabaat Ki Sabb Shayari Sarhad
aaur Mushayare Hain aPna Aawaam

Likhte Rahe Nagme Tumare Hai apni kalam ka yehi kaam
SuKoon Seena mein Utarta hai Lekar Sirf Tera Naam!


Ya v r  Friends... Usual Smile

Hijar ki aag main sulgo to bura lagta hai
Tum mere didaar ko tarso to bura lagta hai

Ek tamanna hai fakat mujhpe meharbaan raho
Tum kisii aur ko dekho to bura lagta hai

Meri rooh tarasti hai teri kwabon ko
Tum kahi aur mehko to bura lagta hai

Aarzoo hai k tumse dilse dosti ka haat milau
Tum mera dosti ko nakare to bura lagta hai
[/color]
 Usual Smile
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #157 on: June 04, 2007, 04:48:57 AM »
Reply with quote
Masha Allah.. Walaaah.. Bohat Khoob =D>

----------------------------------------------------------------

Aag paani mein laga dey
Itna Dum chingari mein kahan hai ?

Koi Tamanna Apni aansuo mein Baha de
Itna ghum Kisi ke Dil mein kahan hai ?

BaKhuda hai Haseen sabb ye Nagme Tumare
Hamare Dil mein par Itni Hansratein Kahan hai ?

Kaise thukra doon Rose Sii Roja Ka Dostana.
Nirmal Neer Hoon jo, Itni Nee-rasta mujhemein kahan hai ?
Logged
yoshiki
Guest
«Reply #158 on: June 04, 2007, 05:56:48 AM »
Reply with quote
!@ koi dilbar ho, koi to ho humraaj aisa jisse hum aankhon se bat kar ske,
koi aisa jiske khwaab mai bhi door jane se hum dar ske,
khwahish itni bas hai khuda ki khudai se
koi ho aisa jiske ishqh-e-khumaar mai hum khud ko haar kr mar ske
Logged
Roja
Guest
«Reply #159 on: June 04, 2007, 05:16:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Masha Allah.. Walaaah.. Bohat Khoob =D>

----------------------------------------------------------------

Aag paani mein laga dey
Itna Dum chingari mein kahan hai ?

Koi Tamanna Apni aansuo mein Baha de
Itna ghum Kisi ke Dil mein kahan hai ?

BaKhuda hai Haseen sabb ye Nagme Tumare
Hamare Dil mein par Itni Hansratein Kahan hai ?

Kaise thukra doon Rose Sii Roja Ka Dostana.
Nirmal Neer Hoon jo, Itni Nee-rasta mujhemein kahan hai ?


Lajawab nirbahy..Daad hazir hai. Kabul farmayiyega

Kaise pahunche hai yahan tak tumhe andaaz nahi
Tum bi janoge jalan kya hai magar aaj nahi

Ek merghat tha jahan jalti huyee umer mili
Koyee dhadkan na kahi thi, koyee awaaz nahi

Aag ka ek safar tha, kahi pani na mila
Koyee ghar tha na jahan, pyas ka raaz nahi

Ek mruthal tha garam, pair chalon se bhare
Sir main girne ke zakham hai, ye koyee taj nahi

Besuri chav mili, besure ghav yahan
Poori basti main koyee, sur main tha saaj nahi

Sari dunia main hume, koyee apna na mila
Hum to samjhe they koyee, humse naraz nahi..
 :cry:
[/color]
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #160 on: June 05, 2007, 04:48:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Yoindia Shayariadabhiki"
!@ koi dilbar ho, koi to ho humraaj aisa jisse hum aankhon se bat kar ske,
koi aisa jiske khwaab mai bhi door jane se hum dar ske,
khwahish itni bas hai khuda ki khudai se
koi ho aisa jiske ishqh-e-khumaar mai hum khud ko haar kr mar ske



Kabhie Kabhie Mere Sath bhi Manzil taye kar liya karo
Jiss Muhabaat ki talash mein ho, Kabhie wo Humse bhi kar liya karo
Maana.N Ki Hansratein bahut Sii hai tumhari Khuda se
marna to bohat aasan sii baat hai, Jeetey jee bhi Muhabaat kar liya karo
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #161 on: June 05, 2007, 05:11:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Kaise pahunche hai yahan tak tumhe andaaz nahi
Tum bi janoge jalan kya hai magar aaj nahi

Ek merghat tha jahan jalti huyee umer mili
Koyee dhadkan na kahi thi, koyee awaaz nahi

Aag ka ek safar tha, kahi pani na mila
Koyee ghar tha na jahan, pyas ka raaz nahi

Ek mruthal tha garam, pair chalon se bhare
Sir main girne ke zakham hai, ye koyee taj nahi

Besuri chav mili, besure ghav yahan
Poori basti main koyee, sur main tha saaj nahi

Sari dunia main hume, koyee apna na mila
Hum to samjhe they koyee, humse naraz ..  sad5


Aapki Qadardaani Humein Kubool hai..

Eik martaba fhir se aapki ye Behtareeen peshkash hai, Kisi tareef ki Mohtaj naHi.


Zhanrokhe Se hi Sahi, Humein aapke ghav dikh gaye
Likhne aaye the Jahan Ishaq, wahin Dard Likh gaye

Afsoos Ke Aapko bhi Muhbaat nAhi mili abb Talak
Humari Khoj mein bhi abb barson beet gaye

Humdardi Ki nahi humein Humraaz Ki TalaasH hai
Humrahi ka sath likhna shayad Khuda bhool gaye

Mera Dahst se Koi vaasta Na tha jahan aap Bhatke
Main samandar se pukarta raha, par aap banjar ki aor chale gaye.

Kisko Maloom hai Yahan Muhabaat ki seerat aur Surat
Iss Basti se wo muhabaat ke parinde abb Udd Gaye

Nazdeekiyon Mein Izafa Karne aapse, hum aagey chale
Humein Thukra kar, Naaz Dikhla kar, aap gair ke Pahlu mein chale gaye.
Logged
yoshiki
Guest
«Reply #162 on: June 05, 2007, 03:41:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Quote from: "Yoindia Shayariadabhiki"
!@ koi dilbar ho, koi to ho humraaj aisa jisse hum aankhon se bat kar ske,
koi aisa jiske khwaab mai bhi door jane se hum dar ske,
khwahish itni bas hai khuda ki khudai se
koi ho aisa jiske ishqh-e-khumaar mai hum khud ko haar kr mar ske



Kabhie Kabhie Mere Sath bhi Manzil taye kar liya karo
Jiss Muhabaat ki talash mein ho, Kabhie wo Humse bhi kar liya karo
Maana.N Ki Hansratein bahut Sii hai tumhari Khuda se
marna to bohat aasan sii baat hai, Jeetey jee bhi Muhabaat kar liya karo[
/quote]



wah bhut khoob likhte hai aap
@jo sacha ishq karne ki jurrat karte hai
wo zamaane ke sitamo ko nahi dekhte
jb wo kisi ek ko dil se nigaahon mai sama lete hai
to wo auro ko un nigaahon se nahi dekhte
Logged
paani
Guest
«Reply #163 on: June 07, 2007, 11:11:12 AM »
Reply with quote
Roja n all superb work
Logged
Roja
Guest
«Reply #164 on: June 10, 2007, 01:30:23 AM »
Reply with quote
Wah waaaah bahut khoob Nirbhay

Mohabbat her kisii ko kahan raas aati hai
Lakhon main ek ke hisse hi ye saugaat aati hai

Ishq karte toh sabhi hai, nibhata hai koyi-koyi
Is dunia se bhi mohabbat maat khati hai

So toh gaya koyi, peeke zaharabe-ghame-ishq
Piye kya mehangi bahut, sharab aati hai

Maut bhi nahi aati, diwane ko us dham
Jab raat aati hai, kisii ki yaad aati hai..

 Usual Smile
[/color]
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 21
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:22:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer