*Nagme Tumare*

by Roja on December 09, 2006, 02:22:38 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 21
ReplyPrint
Author  (Read 16913 times)
Roja
Guest
«Reply #165 on: June 10, 2007, 01:31:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "paani"
Roja n all superb work

Thanks Paani... aate rehna  Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumare Jagaa by apnaa_koi in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Tumare Bina~(NM) by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
*Aapke Nagme* by Roja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumare her dard ko by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Roja
Guest
«Reply #166 on: June 10, 2007, 01:32:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Yoindia Shayariadabhiki"
Quote from: "Nirbhay"
Quote from: "Yoindia Shayariadabhiki"
!@ koi dilbar ho, koi to ho humraaj aisa jisse hum aankhon se bat kar ske,
koi aisa jiske khwaab mai bhi door jane se hum dar ske,
khwahish itni bas hai khuda ki khudai se
koi ho aisa jiske ishqh-e-khumaar mai hum khud ko haar kr mar ske

Kabhie Kabhie Mere Sath bhi Manzil taye kar liya karo
Jiss Muhabaat ki talash mein ho, Kabhie wo Humse bhi kar liya karo
Maana.N Ki Hansratein bahut Sii hai tumhari Khuda se
marna to bohat aasan sii baat hai, Jeetey jee bhi Muhabaat kar liya karo[
/quote]

Thanks for coming Yoindia Shayariadabhiki

wah bhut khoob likhte hai aap
@jo sacha ishq karne ki jurrat karte hai
wo zamaane ke sitamo ko nahi dekhte
jb wo kisi ek ko dil se nigaahon mai sama lete hai
to wo auro ko un nigaahon se nahi dekhte

hmm.. nice Yoindia Shayariadabhiki
Logged
Roja
Guest
«Reply #167 on: June 22, 2007, 01:48:07 PM »
Reply with quote
Nirbhay.......... Aap k liye arz hai

Zindagi main aap jab se aa gaye
Hai ujale hi ujale cha gaye

Roop kya hai tap pata humko chala
Aap aakar jab jalak dikhla gaye

Pyar ka ehsaas humko tab hua
Naiyan se jab nayan mil sharma gaye

Hai kashish kya cheez hum jane tabhi
Chand mukh per baal jab lehra gaye

Tab hua maloom kya muskan hai?
Jab adheron main Aapke madhur muskaa gaye

 Usual Smile  Usual Smile
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #168 on: June 23, 2007, 05:57:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Nirbhay.......... Aap k liye arz hai

Zindagi main aap jab se aa gaye
Hai ujale hi ujale cha gaye

Roop kya hai tap pata humko chala
Aap aakar jab jalak dikhla gaye

Pyar ka ehsaas humko tab hua
Naiyan se jab nayan mil sharma gaye

Hai kashish kya cheez hum jane tabhi
Chand mukh per baal jab lehra gaye

Tab hua maloom kya muskan hai?
Jab adheron main Aapke madhur muskaa gaye

 Usual Smile  Usual Smile

Aafreen!! Bohat Khoob..
Hum aapke Arz Ko daad Nazar kartein hain, Qubool Kijiyega!!!
------------------------------------------------------------------------

Hai halaat Kya hum bhi Kya likhein
Humko Bhi tumse pyar hai, ye kaise likhein

Aapke Jalwon ki kya tareef karein
Ehsaas Aapkii Tabasum Ka kaise Likhein

Hansrat iss Dil ki Kagaz Par Kaise Likhein
Manzil humein Bhi maloom nahi, Pataa hum kasie likhein.

Maine Maangi Nahi kabhie Koi Dua Khuda se
Palkon par aap, aaur Khwabon mein bhi aap hi dikhein

Nirbhay to fhir bhi anjaan hain dour-e-Zindagi se
Ye mazra Kya hai, ye dasstan abb aap hi Likhein...
Winking
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #169 on: June 23, 2007, 09:15:13 AM »
Reply with quote
Roja, Neer

Too good yaar ! =D> =D> =D>

Mazaa aa gaya :D

Neer you are again in form bro :wink:
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #170 on: June 23, 2007, 09:31:56 AM »
Reply with quote
Shukriya Bro.
Logged
Roja
Guest
«Reply #171 on: June 24, 2007, 10:17:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Quote from: "Roja"
Nirbhay.......... Aap k liye arz hai

Zindagi main aap jab se aa gaye
Hai ujale hi ujale cha gaye

Roop kya hai tap pata humko chala
Aap aakar jab jalak dikhla gaye

Pyar ka ehsaas humko tab hua
Naiyan se jab nayan mil sharma gaye

Hai kashish kya cheez hum jane tabhi
Chand mukh per baal jab lehra gaye

Tab hua maloom kya muskan hai?
Jab adheron main Aapke madhur muskaa gaye

 Usual Smile  Usual Smile

Aafreen!! Bohat Khoob..
Hum aapke Arz Ko daad Nazar kartein hain, Qubool Kijiyega!!!
------------------------------------------------------------------------

Hai halaat Kya hum bhi Kya likhein
Humko Bhi tumse pyar hai, ye kaise likhein

Aapke Jalwon ki kya tareef karein
Ehsaas Aapkii Tabasum Ka kaise Likhein

Hansrat iss Dil ki Kagaz Par Kaise Likhein
Manzil humein Bhi maloom nahi, Pataa hum kasie likhein.

Maine Maangi Nahi kabhie Koi Dua Khuda se
Palkon par aap, aaur Khwabon mein bhi aap hi dikhein

Nirbhay to fhir bhi anjaan hain dour-e-Zindagi se
Ye mazra Kya hai, ye dasstan abb aap hi Likhein...
Winking

]Aailaaa... Bahut khoob likha hai
Daad hazir hai janab... kabul farmayiyega jarur...

Aap k liye Neer
[/color]

Jalta apna ghar dekh bhi muskurata hai koyee
Juda hone ke bavjood bhi yaad aata hai koyee

Tanhayiyon ki darauni cheeke sunta hai koyee
Vaada her ek karta raha, nibhata hai koyee

Bacha na jab kuch to khud ko hi jalata hai koyee
Aur na le imtehaan Khuda is kadar dil lagata hai koyee

Apne dard ke lambe kisse bhi aaj batata hai koyee
Ilzaam auron ka lekar apne ser pe, Aeb kisii ke chupata hai koyee

Aaj fir na jane  kyu baharon ke sapne sajata hai koyee
Pyar ki Anjaan Rahon main, Nagme Tumhare, logo ko sunakar
apni chaap chor jata hai koyee

Roja[\b]
Logged
Roja
Guest
«Reply #172 on: June 24, 2007, 10:22:22 AM »

Aailaaa... Bahut khoob likha hai
Daad hazir hai janab... kabul farmayiyega jarur...

Aap k liye Neer

Jalta apna ghar dekh bhi muskurata hai koyee
Juda hone ke bavjood bhi yaad aata hai koyee

Tanhayiyon ki darauni cheeke sunta hai koyee
Vaada her ek karta raha, nibhata hai koyee

Bacha na jab kuch to khud ko hi jalata hai koyee
Aur na le imtehaan Khuda is kadar dil lagata hai koyee

Apne dard ke lambe kisse bhi aaj batata hai koyee
Ilzaam auron ka lekar apne ser pe, Aeb kisii ke chupata hai koyee

Aaj fir na jane  kyu baharon ke sapne sajata hai koyee
Pyar ki Anjaan Rahon main, Nagme Tumhare, logo ko sunakar
apni chaap chor jata hai koyee

Roja
[/color]
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #173 on: June 25, 2007, 02:50:39 PM »
Reply with quote
Khoob, Bohaat Khoob Roja..

--------------------------------------------------------

Yoon koyee koyee Kehkar mujhe Ajnabi Pehchan na dey
Main hoon tera Humsafar, Mein nahi aaor Koyee.

Jo Tanhiyon mein Tumhare kaano mein goonjta hai
uss cheek Ki Buniyad hun main, Main Nahi aaor Koyee.

Ishq Ke iss Imtehaan mein, Jal Chuka hai teri chah mein
Us-Hi Shaks ki Raakh hun main, Main nHai aaor Koyee.

Ilzaam Zamane ka Seh Kar, Dard-e-dil Sath sath lekar
Bhatakta tera Aashiq Hun main, Main Nahi aaor Koyee.

Reh Reh kar bhi jo sazta kare Nagme Tumare
Tere Labon ki surkh Chaap hun main, Main nahi aaor Koyee.

Humne to dil ki Qitaab mein Likhi hai sirf Tareef Tumhari
Likh do naam tum bhi apna Taqdeer mein Hamari.
Mujh sa na Milega Zamane bhar mein Koyee !!

Winking Winking Winking
Logged
Roja
Guest
«Reply #174 on: June 27, 2007, 06:01:22 PM »

Wow neer ji... iska jawab hum kal denge....
Keep flowing... Lovely....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #175 on: June 27, 2007, 06:06:20 PM »
Reply with quote
wah wah wah.. bahoot khoob Neer and Roja!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #176 on: June 28, 2007, 03:37:46 PM »
Reply with quote
Intezar main aapka dil ko tarpaya bahut
Rooh ko bechain kiya, aankhon ko rulaya bahut

Tere saath bithe lamhe sanson pe chaye rahe
Guzar ke be-noor din sulagti huyee raatein bahut

Raste juda huwe ek hi safar main
Pal bar main ho gaya manzile dhur bahut

Tanhayiyon ke shor main kuch b to yaad na raha
Thi fasloon ki dhuriyan ya hum they kareeb bahut

Intezar main tere dil ko tarpaya bahut
Rooh ko bechain kiya, aankhon ko rulaya bahut

[/color]
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #177 on: June 29, 2007, 07:10:47 AM »
Reply with quote
Khubsurat, Bohat Khubsurat. Aafreen!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #178 on: July 01, 2007, 06:43:32 AM »
Reply with quote
Thank you very much Pooja di and Neer ...

Koyee wada nahi humme,
Na aapas main Bahut bathein
Na milne main bahut shokhi
Na aakhir mana jaati
Magar ek unkahi si hai
Jo hum dono samajte hai
Yeh sare dil lubani wale manzar
Chandni raatein, Sunheri dhoop ke mausam
Yeh halke halke bersaatein
Sabhi ek zid main rehte hai
Mujhe paigam yeh kehte hai..

Mohabbat Yu Nahi Acchi..
Mohabbat Yu Nahi Acchi..

[/color]
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #179 on: July 01, 2007, 10:16:08 AM »
Reply with quote
Tooba, Masha allah..
Bohat hi nazakar bhari peshkash!!
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 21
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:34:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer