*Nagme Tumare*

by Roja on December 09, 2006, 02:22:38 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 21
ReplyPrint
Author  (Read 16734 times)
Roja
Guest
«Reply #45 on: January 26, 2007, 11:36:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Bohat khoob Roja...beautiful thread full of pain.


Thanks Nidhi... Aate rehna
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumare Jagaa by apnaa_koi in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Tumare Bina~(NM) by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
*Aapke Nagme* by Roja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumare her dard ko by anmolarora in Shayeri for Dard -e- Bewafai
anjani_si
Guest
«Reply #46 on: January 27, 2007, 02:09:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"








Yuhi Zindgi Se Khushiya Nahi Jati,
Yuhi Kisiki Aankh Nahi Bhar Aati,
Bhulane Par Bhi Zakhm De Jati Hai Jo,
Woh Pehli Mohabat Bhulakar Bhi Nahi Bhulai Jati







jisne ranghe the tere khwab...
aaj wohi unhe be rangh kar gayi...

jisne kiya tha sab kuch tere naam....
wohi tumhe aaj kanghal kar gayi.......

taraste ho tum.......tu uski bhi rooh tadapti hogi
yunh rote ho.........tu uski ankhein bhi bhaar aati hogi

usne teri e-baadaat ki thi....tere liye woh muskurayi thi
tere liye tu pagal,,,,woh khuda se ladhi thi....

magar uski saansein he bewafa nikli...
jo usse dhokha degi :D:D:D:D
Logged
Roja
Guest
«Reply #47 on: January 28, 2007, 04:31:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"






Yuhi Zindgi Se Khushiya Nahi Jati,
Yuhi Kisiki Aankh Nahi Bhar Aati,
Bhulane Par Bhi Zakhm De Jati Hai Jo,
Woh Pehli Mohabat Bhulakar Bhi Nahi Bhulai Jati




jisne ranghe the tere khwab...
aaj wohi unhe be rangh kar gayi...

jisne kiya tha sab kuch tere naam....
wohi tumhe aaj kanghal kar gayi.......

taraste ho tum.......tu uski bhi rooh tadapti hogi
yunh rote ho.........tu uski ankhein bhi bhaar aati hogi

usne teri e-baadaat ki thi....tere liye woh muskurayi thi
tere liye tu pagal,,,,woh khuda se ladhi thi....

magar uski saansein he bewafa nikli...
jo usse dhokha degi :D:D:D:D



wahji wah

Chale aao kahi shaam ye dal na jaye
Mulakat ki ye ghadi tal na jaye

Nazron ko jata de machalna na yu bhi
Kahi bhool se raaj ye khul na jaye

Kisi se na karna kabi bath meri
Zamana ye zalim kahi jal na jaye

Tumhari kasam mai tumhe chahthi hu
Kisii ko magar pyar ye khal na jaye

Mile saath tera yahi aarzoo hai
Magar Zindagi ye hu hi dal na jaye

Agar chahte ho toh dil main basalo mujhe
Patha ye kisii ko magar chal na jaye

Ye sach hai "Roja" tumhari hii hai par
Kahi ishq ki aag main jal na jaye..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #48 on: January 28, 2007, 07:15:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"






Yuhi Zindgi Se Khushiya Nahi Jati,
Yuhi Kisiki Aankh Nahi Bhar Aati,
Bhulane Par Bhi Zakhm De Jati Hai Jo,
Woh Pehli Mohabat Bhulakar Bhi Nahi Bhulai Jati




jisne ranghe the tere khwab...
aaj wohi unhe be rangh kar gayi...

jisne kiya tha sab kuch tere naam....
wohi tumhe aaj kanghal kar gayi.......

taraste ho tum.......tu uski bhi rooh tadapti hogi
yunh rote ho.........tu uski ankhein bhi bhaar aati hogi

usne teri e-baadaat ki thi....tere liye woh muskurayi thi
tere liye tu pagal,,,,woh khuda se ladhi thi....

magar uski saansein he bewafa nikli...
jo usse dhokha degi :D:D:D:D



wahji wah

Chale aao kahi shaam ye dal na jaye
Mulakat ki ye ghadi tal na jaye

Nazron ko jata de machalna na yu bhi
Kahi bhool se raaj ye khul na jaye

Kisi se na karna kabi bath meri
Zamana ye zalim kahi jal na jaye

Tumhari kasam mai tumhe chahthi hu
Kisii ko magar pyar ye khal na jaye

Mile saath tera yahi aarzoo hai
Magar Zindagi ye hu hi dal na jaye

Agar chahte ho toh dil main basalo mujhe
Patha ye kisii ko magar chal na jaye

Ye sach hai "Roja" tumhari hii hai par
Kahi ishq ki aag main jal na jaye..
[/color]







Kajal Banke Teri Ankhon Main Samanay Ke Tamanna Hai ***
Dawwa Banke Tere Dard Mitanay Ke Tamanna Hai ***
Youn Tu Hasil Hai Zamanay Ke Har Cheez ***
Sirf Ek Baar Tujhay Dulhan K Roop Main Paane Ke Tamanna Hai






Logged
Roja
Guest
«Reply #49 on: January 29, 2007, 03:56:46 PM »
Reply with quote
Naye saaj par geet gane laga hai
Kisi aur se dil lagane laga hai

Mere pyar main jisne dunia bhulayee
Suna hai mujhe woh bhulane laga hai

Arre..!! haath se tum zara thaam dil ko
Jalaq roop apni dikhane laga hai

Jalata nahi doosra aur koyee
Tumhe dil tumara jalane laga hai

Na "Roja" gabra agar gam ne ghera
Chalakta hua jaam aane laga hai...
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #50 on: January 29, 2007, 10:36:53 PM »
Reply with quote








Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge





Logged
Roja
Guest
«Reply #51 on: January 31, 2007, 01:31:07 AM »
Reply with quote
Hoton ki zuban ye aasoo kehte hai
Jo chup rehte hai lekin phir bi.. behte hai
Aur in aasoo ki kismat toh dekhiye..
Ye unke liye behte hai jo in aankhon main rehte hai..!!
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #52 on: January 31, 2007, 03:45:01 AM »
Reply with quote







Chiragon se andhere door ho jate.
to chaand ki chahat kise hoti.
kat sakti akeli yeh zindgi.
to pyar naam ki cheez hi kyon hoti.






Logged
Roja
Guest
«Reply #53 on: January 31, 2007, 11:29:52 PM »
Reply with quote
Khushboo Tere Pyar Ki Mujhko Mehka Jati Hai
Tera Har Baat Mujhko Behka Jati Hai
Saans Toh Bahut Derr Lethi Hai Aane Jaane Main
Her Saans Se Pehle Teri Bahut Yaad Aa Jati Hai
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #54 on: February 01, 2007, 03:24:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Khushboo Tere Pyar Ki Mujhko Mehka Jati Hai
Tera Har Baat Mujhko Behka Jati Hai
Saans Toh Bahut Derr Lethi Hai Aane Jaane Main
Her Saans Se Pehle Teri Bahut Yaad Aa Jati Hai
[/color]






Hum woh nahi jo tum ko ghum main chhod de,
hum woh nahi joh tumse nata tod de,
hum woh hain ki agar teri saanse
ruk jae to tuj se apni sanse joor de.







Logged
Roja
Guest
«Reply #55 on: February 01, 2007, 02:31:34 PM »
Reply with quote
Akele bi humne zindagi bahut guzari hai
Magar jo mohabat tumhare yari main hai wo
humne kahi nahi payee hai
Her khushi har gham main jo mere saath nibhaye
Hey dost, Teri dosti hame zindagi se bi pyari hai...
[/color]
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #56 on: February 01, 2007, 07:41:26 PM »
Reply with quote
wow!!! :D:D:D relly nice roja ji and faree ji!! :D:D

mohabbat mein humne bhi tokhar khayi hai
na chahte huwe bhi,,,,inh ankhoin mein ansu ki bahaar chayi hai
dua karte hain KHUDA se....tere ghum bhi humhe lagh jayein
 humne bhi apni zindagi inh ansu ke bheech mein bithayi hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #57 on: February 01, 2007, 08:32:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
wow!!! :D:D:D relly nice roja ji and faree ji!! :D:D

mohabbat mein humne bhi tokhar khayi hai
na chahte huwe bhi,,,,inh ankhoin mein ansu ki bahaar chayi hai
dua karte hain KHUDA se....tere ghum bhi humhe lagh jayein
 humne bhi apni zindagi inh ansu ke bheech mein bithayi hai



Nice One Anjani



Mujhe naaz hai ke too mera pyar hai,
Tum ho to mujhe jine ka armaan hai,
Tumhe milne se dil khil uthta hai,
Meri zindagi ki ek toohi pahechaan hai,
Tere siwa mujhe kisi se kya kaam hai,
Tere bina mera jina bhi bekaar hai,
Mujhe naaz hai ki toohi mera pyar hai.






Logged
Roja
Guest
«Reply #58 on: February 01, 2007, 11:54:14 PM »
Reply with quote
Thank you very much for reading us anjani ji..

Mitaye kaun tera pyar ka kazana mere dilse
Yahi toh ek sacchi mohabbat ki nishani hai
Hazaro dard aur gham k bawajood bhi wo yaad aate hai
Ye unki meharbani hai..!! :lol:
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #59 on: February 02, 2007, 07:32:56 PM »
Reply with quote






Tere pyaar ka rang chadhha hai hum par,
Tabhi to itne pyaare lagte hain,
Teri parchhai hain jaan hum to tujhko thaame,
Tere saath saath chalte hain







Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 21
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:05:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer