Tosha
Guest
|
«Reply #90 on: April 05, 2005, 08:30:42 AM » |
|
mohobaat mein..
ab apni bhi tabiyat kuch juda lagti hai.. saans leta hoon to jakhmo ko hawa lagti hai.. kabhi mujhse khush kabhi khafa lagti hai.. "anutosha" tu hi bata tu meri kya lagti hai..
uttam(lifemeansu) yeh wo alam hai balam suhana sama hai 'uttam' pyaar ke berukhi hai deedar ka hai alam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #91 on: April 09, 2005, 07:14:50 AM » |
|
mohobaat mein...
sathi ne diya jam hum tera naam dhoondhte hain.. iss madhoshi ki duniya mein ek haseen paigam dhoondhte hain.. doondhate hain aaj tum-me apni mohobaat ko.. teri ankhoon mein nasha, hoontho per tera naam dhoodhte hain..
uttam(lifemeansu) nasha is kadar chaya humpe hum jaam peena bhool gaye teri mohabbat main sanam aapna naam bhi bhool gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #92 on: May 18, 2005, 11:32:26 AM » |
|
yeh tanhai bhi gudgudati hai hasi labo pe aajati hai aachal main samit lun teri yaado ko yeh mujhe har pal tera ahesas dilati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #93 on: May 18, 2005, 12:44:35 PM » |
|
yeh tanhai bhi gudgudati hai hasi labo pe aajati hai aachal main samit lun teri yaado ko yeh mujhe har pal tera ahesas dilati hai kiska ehsaas?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #94 on: May 18, 2005, 01:26:59 PM » |
|
yeh tanhai bhi gudgudati hai hasi labo pe aajati hai aachal main samit lun teri yaado ko yeh mujhe har pal tera ahesas dilati hai kiska ehsaas? jante ho tum phir yeh sawal kaisa kya tumse koi raz kabhi hai chupa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #95 on: May 21, 2005, 01:45:59 PM » |
|
mohobaat mein..
ab apni bhi tabiyat kuch juda lagti hai.. saans leta hoon to jakhmo ko hawa lagti hai.. kabhi mujhse khush kabhi khafa lagti hai.. "anutosha" tu hi bata tu meri kya lagti hai..
uttam(lifemeansu) bahut khoob uttam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Soumya
Guest
|
|
«Reply #96 on: June 06, 2005, 05:57:51 PM » |
|
Khamosh se tum rehne lage ho Intezaar kisi ka karne lage ho Yakinan hui hai kisi se mohabbat Bina baat ke hi muskurane lage ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #97 on: June 06, 2005, 07:17:00 PM » |
|
Khamosh se tum rehne lage ho Intezaar kisi ka karne lage ho Yakinan hui hai kisi se mohabbat Bina baat ke hi muskurane lage ho buhat khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #98 on: June 11, 2005, 05:31:28 AM » |
|
de daroo ke do guth hi pe lun mohabbat main to sirf gum he piya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #99 on: June 13, 2005, 01:01:08 PM » |
|
nasha iss sharaab mein kahan itna jitna kambakht iss mohobat mein meri.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #100 on: June 14, 2005, 09:15:26 AM » |
|
mohabbat ka nasha bhulne nahi deta gum mohabbat main] humme to peeni hai ke bhool jaye ke hum zinda hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #101 on: June 14, 2005, 08:24:34 PM » |
|
Waqt Ke Saath Badal Jaaye Use Pyaar Nahi Kehte Musibat Se Jo Darr Jaaye Use Yaar Nahi Kehte
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #102 on: June 17, 2005, 02:16:54 PM » |
|
down down deep down inside have i hidden a gem called trust come along touch my heart i'll bless you with my love
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #104 on: June 24, 2005, 11:35:33 PM » |
|
taresti yeh nazre yuh jhuki jhuki kuch arman sajaye baithe hai baat bhar yeh band na hui teri yaad main palkhe bichati hai raz kuch aise chupake yeh nazre muskrati hai dekha karti hai tere hi sapne deewana mujhe banati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|