nazm se din............

by mamta bajpai on April 21, 2010, 02:48:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2101 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nazm by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ek nazm by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek nazm by deetri1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~*~*~*~NAZM*~*~*~*~*~* by shad in Share:Love Poetry
°Nazm° Sab hi kahte The Husn-o-Shabaab Ki Nazm by vipul kumar in Ghazals
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: April 21, 2010, 02:51:43 PM »
Reply with quote
bahut khoob Mamta ji... bahut khoob...!!!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #2 on: April 21, 2010, 02:56:28 PM »
Reply with quote
Shihabji,Klaskarji aap dono hzarat ka dil se shukriya...
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: April 22, 2010, 05:59:31 AM »
Reply with quote
nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten
Wah kya baat hai         Mamta Bajpai ji....



Nazm sey din gujren aur ghazal si gujren har raat
isey zada kya maangu khuda bas itni si dua dena
yun hi zindagi ka har pal gujren unke saath....
Logged
Saba_Saba is back
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2010, 06:05:29 AM »
Reply with quote
nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten

Bohat KhuuB Mamta Ji...

Logged
riyaz106
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2010, 10:51:46 AM »
Reply with quote
Marhaba Mamta ji kya hi khub andaaz mein sunder poem likhi hai aapne. Lafzon ka intekhab jis mafhoom ke saath kiya hai hai wo behad khoobsurat hai. Keep writing.
nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten
Logged
sideffect assured
Guest
«Reply #6 on: April 23, 2010, 10:20:07 AM »
Reply with quote
nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten
Devi ji !!! aap bahut achha likhti hein  Applause Applause Applause
kitni asani aap hale dil bayan karti kabile tareef hai
is sher ko thik kariye pls mujhe kafiye ki samazh nahi hai, kuch gadbad dikhti hai ismein abhi

Tumko kya hai tum to gazalein kah kar dil ki aag bujha logi,
uske ji se poocho jo patthar ki tarah chup rahta hai....
badi muddat hui unke rukhsar ki dhup nahi ayi,
yuhi hi nahi mera zehan itna thanda rahta hai....
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #7 on: April 23, 2010, 07:30:20 PM »
Reply with quote
Shukriya sahib!!zahe-naseeb !aap ki taareef ne humare kamjor hauslon ko bulndi ata farmayee.bahut bahut achcha laga.
aap chahen to kuch yoon bayan ki ja sakti  hai ye line


KAHIN LAFZON KE DARIYA ME KOI DIL KE SHOLEY DHOTA HAI
IDHAR MERE DIL SE POOCHO JO PATTHAR KI TARAH CHUP RAHTA HAI
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #8 on: April 23, 2010, 07:42:29 PM »
Reply with quote
YA PHIR IS TARAH

KAHIN LAFZON KE SAMANDAR ME KOI DIL KI KASTI DUBOTA HAI
IDHAR MERE DIL KO DEKHO,PATTHAR KI TARAH CHUP RAHTA HAI

Shukriya, nawazish aap ne hume is qabil samjha.........
rounq-e-mahfil badhate rahiye............
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: April 23, 2010, 07:57:42 PM »
Reply with quote
Wah! Mamta ji kamaal ka likha hai aap ne
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #10 on: April 23, 2010, 08:05:17 PM »
Reply with quote
Dhanywad Harish ji! khayal ka moti to side ji ne hi diya maine to sirf unhen piroya bhar hai.
Logged
sideffect assured
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2010, 10:09:52 AM »
Reply with quote
Shukriya sahib!!zahe-naseeb !aap ki taareef ne humare kamjor hauslon ko bulndi ata farmayee.bahut bahut achcha laga.
aap chahen to kuch yoon bayan ki ja sakti  hai ye line


KAHIN LAFZON KE DARIYA ME KOI DIL KE SHOLEY DHOTA HAI
IDHAR MERE DIL SE POOCHO JO PATTHAR KI TARAH CHUP RAHTA HAI

Aye zindgi zindgi humse kya kami rah gayi....
uski ankh ki kor mein kyu nami rah gayi.....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #12 on: April 24, 2010, 10:32:22 AM »
Reply with quote
Wah wah wah Mamtaji bade sunder shabdo se
sawaaraa hai aapne aapka ye khayaal... Applause Applause Applause Applause Applause

Milte hain unnsay hum sehme sehme
Bade khush-gawar hain ye hasin lamhe

Badi rochak hoti hain unki baatein
Hoti rahein unse yu he mulakaatein



nazm se din hain aur gazal si raaten
khayyam ki rubai si dilkash teri baaten
ay chand!thahar mahfil me sitaron ki zara
baqi unse hain abhi kuch khas mulaqaten
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: April 24, 2010, 10:47:55 AM »
Reply with quote
wah mamta ji wah. icon_flower icon_flower icon_flower
achhi lines hain.
comparision is good.
feeling is very good.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: April 24, 2010, 11:52:33 AM »
Reply with quote
Sideffect-ji ek koshish mai bhi kar rahi hu aapke sher ko kafia dene ki...
Pasand aaye tou daad dijiyega.....


Tumne tou apna sab dard shabdo mein dhaal deeya
Mujhe dekho pahaad sa dard patthar ban seh leeya

Muddat hui unke rukhsar ki dhup ayi nahi,
Warnaa Mera zehan itna thanda rahta nahi...


Devi ji !!! aap bahut achha likhti hein  Applause Applause Applause
kitni asani aap hale dil bayan karti kabile tareef hai
is sher ko thik kariye pls mujhe kafiye ki samazh nahi hai, kuch gadbad dikhti hai ismein abhi

Tumko kya hai tum to gazalein kah kar dil ki aag bujha logi,
uske ji se poocho jo patthar ki tarah chup rahta hai....
badi muddat hui unke rukhsar ki dhup nahi ayi,
yuhi hi nahi mera zehan itna thanda rahta hai....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:52:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer