NAZRON SE JHALAKTA PYAR..

by punam on October 08, 2007, 05:34:39 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 7283 times)
Roja
Guest
«Reply #45 on: January 21, 2008, 02:07:55 PM »
Reply with quote
Dil me chupaye ho jo mohabbat apni
chupa nahi sakte ho nazron se apni

saath le chalo bhulado duniya
chupalo mujhe palko ke saaye me apni

tere saath jeene marne ki aarzoo hai apni
chupalo mujhe bahon me apni...

kahin toot k bikhar na jaye yeh sapna
aa jao le chalo mujhe deke bahon ka sahara apni..


haiy re rabba... kya baath hai madam punam...
Bahut khoob likha hai aapne. her ek alfaz main pyar
bara ban pada hai. Daad hazir hai punam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
NazroN ko churaate ho aise by Ghulam Haider in Shayri for Khumar -e- Ishq
lab par dua,jehan me khuda jhalakta hai by mrigank in Shairy-E-Watan
~Nazron se nazrein~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
NAZRON SE by saahill in English
!!lolup nazron se……!! by sarfira in Shayri for Khumar -e- Ishq
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #46 on: January 21, 2008, 02:49:13 PM »
Reply with quote
woh dekhe hame kuch iss tarah k
nazar se nazar milayi na ja saki

dil ko kiya nazron se aisa ghayal k
uske siva kahi aur nazar tik na saki

lakh koshish ki zahir hone na dun dil ki baat
nazaron se padh liye woh main kuch chupa na saki..

bahut aache punam ji...

dil mein bhar jasbaat khud ko jalane chali thi,
aap pyaar se hi pyaar chupane chali thi thi.
mohabbat to khud ko bhi bhula deti hai yaar,
aap wahi mohabbat bhulane chali thi...
Logged
punam
Guest
«Reply #47 on: January 22, 2008, 02:18:43 PM »
Reply with quote
Dil me chupaye ho jo mohabbat apni
chupa nahi sakte ho nazron se apni

saath le chalo bhulado duniya
chupalo mujhe palko ke saaye me apni

tere saath jeene marne ki aarzoo hai apni
chupalo mujhe bahon me apni...

kahin toot k bikhar na jaye yeh sapna
aa jao le chalo mujhe deke bahon ka sahara apni..


haiy re rabba... kya baath hai madam punam...
Bahut khoob likha hai aapne. her ek alfaz main pyar
bara ban pada hai. Daad hazir hai punam

thanx roja di...chalo aap ko acha laga..
Logged
punam
Guest
«Reply #48 on: January 22, 2008, 02:19:48 PM »
Reply with quote
woh dekhe hame kuch iss tarah k
nazar se nazar milayi na ja saki

dil ko kiya nazron se aisa ghayal k
uske siva kahi aur nazar tik na saki

lakh koshish ki zahir hone na dun dil ki baat
nazaron se padh liye woh main kuch chupa na saki..

bahut aache punam ji...


dil mein bhar jasbaat khud ko jalane chali thi,
aap pyaar se hi pyaar chupane chali thi thi.
mohabbat to khud ko bhi bhula deti hai yaar,
aap wahi mohabbat bhulane chali thi...

thanx vikram ji...

and bahot acha likha aap ne...

khwaabon ka diya aankhon me lekar jiye ja rahi thi
yun he bewajah se waqt kaat rahi thi
door se kisi ki awaaz kaano mein goonji kuch aise
dil me diya jal utha..jeene ki koi wajAh mil gayi jaise...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #49 on: January 22, 2008, 03:00:18 PM »
Reply with quote
bahut khoob sab ne khoob likha

unse nazrein jo ek baar mili,to phir nazrein jhuki ki jhuki rahi
baat labo par aayi thi,par alfaaso ne saath na dia
dil ki baat dil hi mein dabi rahi

unke saath har kadam pe aisa laga
jaise har khushi mera hi pata leke aayi ho
unsa kabhi door hua to "khwaish Ki
aankhon bhari ki bhari rahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #50 on: January 22, 2008, 08:05:51 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Punam, Vikram ji and khwaish ji!!!
Logged
punam
Guest
«Reply #51 on: January 23, 2008, 01:16:13 PM »
Reply with quote
Thanx pooja di...

Logged
punam
Guest
«Reply #52 on: January 23, 2008, 01:17:50 PM »
Reply with quote
bahot acha likha aapne khwaish ji...

Aaye woh paas awaaz bhi nahi diye
unki aadat thi hame satane ki bas aur kuch nahi..

muskurate the woh jab bhi milti thi nazar
shararat chalakti thi nazron se bas aur kuch nahi..

nazron ke teer se dil ko ghayal karte the
shararat thi uss nazron me bas aur kuch nahi...

zuban se kuch nahi kehte the, nazron se chalkate the pyar
bade nat khat the woh bas aur kuch nahi....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #53 on: January 23, 2008, 05:09:46 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob Punam!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #54 on: January 30, 2008, 03:43:41 AM »
Reply with quote
thanx vikram ji...

and bahot acha likha aap ne...

khwaabon ka diya aankhon me lekar jiye ja rahi thi
yun he bewajah se waqt kaat rahi thi
door se kisi ki awaaz kaano mein goonji kuch aise
dil me diya jal utha..jeene ki koi wajAh mil gayi jaise...
thank q poonam ji..

khawaboon ka diya aankhon mein jalta hi rahega,
pyaar uska dil mein mein palta hi rahege.
bechain hota hai mann ki aa jaau uski bahon mein,
jub tak hai ishq ye armaan machalta hi rahega
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #55 on: January 30, 2008, 03:52:10 PM »
Reply with quote
Unki nazrein jo uthi to savera ho jaaye
unki nazrein jo jhuki to raat dhal jaaye
unke pyaar mein koi aisa bhi pal aaye
jab hum kuch na kahe unse,
aue woh sab samaj jaaye...

mohabbat ka teer jo nikla hai unki aankhon se
darta hoon kahin "khwaish" ko ghayal na kar jaaye...

kisi aur nashe ka shauk nahi mujhe
 bas unke pyaar ke nasha ka talabdaar hoon
kaash woh aakar izhaar-e-mohabbat kare,
to khushi ke maare "khwaish" ki jaan hi nikal jaaye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: January 30, 2008, 04:02:24 PM »
Reply with quote
bahoot khoob khwaish jiii
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: January 31, 2008, 11:47:36 AM »
Reply with quote
Unki nazrein jo uthi to savera ho jaaye
unki nazrein jo jhuki to raat dhal jaaye
unke pyaar mein koi aisa bhi pal aaye
jab hum kuch na kahe unse,
aue woh sab samaj jaaye...

mohabbat ka teer jo nikla hai unki aankhon se
darta hoon kahin "khwaish" ko ghayal na kar jaaye...

kisi aur nashe ka shauk nahi mujhe
 bas unke pyaar ke nasha ka talabdaar hoon
kaash woh aakar izhaar-e-mohabbat kare,
to khushi ke maare "khwaish" ki jaan hi nikal jaaye...

bahut khoob khwaish ji..

muddatoon ke baad jub ijhar-e-sanam hota hai.
nikalti hai jaan to jaan per karam hota hai.
soochte ho in khusiyon se mar jaaoge aap,
per e maut to sirf ek bharam hota hai..
Logged
punam
Guest
«Reply #58 on: January 31, 2008, 06:06:46 PM »
Reply with quote
wowwwww bahot khoob khwaish ji...
vikram ji aap bhi bahot acha likhe...
Logged
punam
Guest
«Reply #59 on: January 31, 2008, 06:08:23 PM »
Reply with quote
 Nazar se milte hi nazar jhuk jaati hai
par jab wo paas nahi hote hain ..
nazar unhi ko dhoondti rehti hai hamesha..
yeh unko main bataun kaise..

unka hi chehra nazar aata hai har shai me
unke naam ke sahare yeh saans chalti hai..
yeh unko main samjhaun kaise...

bin unke mera wajood kuch bhi nahi
unko apni wafa ka yekeen dilaun main kaise..
dil me hai unki tasveer ..
unko main dikhaun kaise ...
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:30:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.316 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer