~~"NEEND LUTT GAYI HAI"~~

by k.shael on March 25, 2009, 10:07:12 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2046 times)
k.shael
Guest
Reply with quote
Jiss din se mukhatib hue hai uski aankhon se,
Khuda kasam hamari raatoon ki neend lutt gayi hai,

Aks usi ka aata hai nazar aaine me bhi iss kadar,
Ki apni surat dekhe hue ek umar beet gayi hai,

Paimane ko pakad to leta ho shonk se mehfil me,
Par peene ki wo behisaab pehle wali aadat na rahi hai,

Uske chehre ko dekhkar u lagta hai maano aankhein
Noor-e-falak se ro-b-ro hui hai…

Ek chah thi ki paa le uski mohabbat ko aur iss chah
me hasti apni khaak-e-zameen hui hai,

Har panne pe likh di hai taarief-e-yaar par aab bhi
Lagta hai jaise koi kami reh gayi hai,

Dil ki har baat lafzo ne bata di badi shiddat se kalam ko
Par aabhi bhi jo hai baaki wo ruswayi-e-yaar ki ghadi hai.

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"K" AADAT PAD GAYI by k.shael in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~"TOOT TO GAYI PAR BIKHRI NA ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
"neend" by aaina in Shayri for Khumar -e- Ishq
Reh gayi main aur meri "yadein" by nidhi_yadein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
"Tuut Gayi Tumpe" -SKY- by SkykiTears in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 25, 2009, 10:13:14 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah,. Kya KHoob Likha Hai Shally Behna,.

Bohat Achche, Bohat Romantic Ehsaas Hai,.

Yunhi LIkhte Rahiye,.

May Allah Bles You,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #2 on: March 25, 2009, 10:16:31 AM »
Reply with quote
Jiss din se mukhatib hue hai uski aankhon se,
Khuda kasam hamari raatoon ki neend lutt gayi hai,

Aks usi ka aata hai nazar aaine me bhi iss kadar,
Ki apni surat dekhe hue ek umar beet gayi hai,

Paimane ko pakad to leta ho shonk se mehfil me,
Par peene ki wo behisaab pehle wali aadat na rahi hai,

Uske chehre ko dekhkar u lagta hai maano aankhein
Noor-e-falak se ro-b-ro hui hai…

Ek chah thi ki paa le uski mohabbat ko aur iss chah
me hasti apni khaak-e-zameen hui hai,

Har panne pe likh di hai taarief-e-yaar par aab bhi
Lagta hai jaise koi kami reh gayi hai,

Dil ki har baat lafzo ne bata di badi shiddat se kalam ko
Par aabhi bhi jo hai baaki wo ruswayi-e-yaar ki ghadi hai.

Shally.


bhut achy shally ji.................
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: March 25, 2009, 12:45:10 PM »
Reply with quote
bahot bahot bahot khoob shally sis! kya romantic tareeke se paesh kiya aapne! specially ye lines:
Jiss din se mukhatib hue hai uski aankhon se,
Khuda kasam hamari raatoon ki neend lutt gayi hai,

Aks usi ka aata hai nazar aaine me bhi iss kadar,
Ki apni surat dekhe hue ek umar beet gayi hai,

Paimane ko pakad to leta ho shonk se mehfil me,
Par peene ki wo behisaab pehle wali aadat na rahi hai,

Uske chehre ko dekhkar u lagta hai maano aankhein
Noor-e-falak se ro-b-ro hui hai…


too good hai yaar!
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2009, 01:19:21 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Shally.... bahut accha laga padkar .. keep up  Thumbs UP
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: March 26, 2009, 08:51:28 AM »
Reply with quote
Yeh hui na baat, Maza aa gaya yaar, This is one of your best and without any Flaw.

Perfect Kalaam dad kabool ho, isme zaroor kuch likhuga.... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: March 26, 2009, 09:55:18 AM »
Reply with quote
bahut hi umda kalam hai shally dear
har lafz mein kuch khaas ehsaas hai
too good ...  Applause Applause Applause

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: March 26, 2009, 10:20:39 AM »
Reply with quote
wah wah bahut khoob SHALLY, bahut khoob

jasbir singh
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: March 30, 2009, 12:03:38 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah,. Kya KHoob Likha Hai Shally Behna,.

Bohat Achche, Bohat Romantic Ehsaas Hai,.

Yunhi LIkhte Rahiye,.

May Allah Bles You,.

Shukriya Azeem Brother,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: March 30, 2009, 12:04:20 PM »
Reply with quote
bhut achy shally ji.................

Shukriya Aaina Ji,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #10 on: March 30, 2009, 12:05:22 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Shally.... bahut accha laga padkar .. keep up  Thumbs UP

Shukriya Roza didi,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: March 30, 2009, 12:06:23 PM »
Reply with quote
bahot bahot bahot khoob shally sis! kya romantic tareeke se paesh kiya aapne! specially ye lines:
too good hai yaar!

Shukriya Sidra Dear,
thanx a lotttt for visting my thread,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: March 30, 2009, 12:07:27 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Shael Ji...Keep It Up..

Jiske Intazar Mein Har Ghadi Kat Ti Hai
Uski Mehfile To Ab Kahin Aur Hi Sajti Hai

Mere Tadapne Par Use Yun Lutf Aata Hai Ki
Ab Meri Khushi Pe Use Khushi Nahi Hoti Hai





Shukriya Shihab Ji,

Aur bahut khoob likha aapne agar kuch bana to zaroor
reply karoongi,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: March 30, 2009, 12:09:04 PM »
Reply with quote
Yeh hui na baat, Maza aa gaya yaar, This is one of your best and without any Flaw.

Perfect Kalaam dad kabool ho, isme zaroor kuch likhuga.... Clapping Smiley Clapping Smiley



Shukriya Sajid Ji,

Aapke comments padke to bilkul bahut khushi hui,
aapne itna pasand kiya hamare kalam ko bahut badi baat hai

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: March 30, 2009, 12:11:04 PM »
Reply with quote
bahut hi umda kalam hai shally dear
har lafz mein kuch khaas ehsaas hai
too good ...  Applause Applause Applause



Shukriya Diya Dear,

Tumne iss kalam ki feelings ko samjha thanx a lot

Shally.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:18:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer