~~"NEEND LUTT GAYI HAI"~~

by k.shael on March 25, 2009, 10:07:12 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2058 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: March 30, 2009, 12:12:46 PM »
Reply with quote
wah wah bahut khoob SHALLY, bahut khoob

jasbir singh

Shukriya Jas Ji,

Ki aapne saraha iss naacheez ko,

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"K" AADAT PAD GAYI by k.shael in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~"TOOT TO GAYI PAR BIKHRI NA ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
"neend" by aaina in Shayri for Khumar -e- Ishq
Reh gayi main aur meri "yadein" by nidhi_yadein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
"Tuut Gayi Tumpe" -SKY- by SkykiTears in Shayri for Dard -e- Judai
Pooja
Guest
«Reply #16 on: March 30, 2009, 10:11:29 PM »
Reply with quote
Good work all
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #17 on: March 31, 2009, 05:15:44 AM »
Reply with quote
Bohat khoob shally sis nice creation dear.. Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: March 31, 2009, 06:00:06 AM »
Reply with quote
Wah wah Very NICe Shally! Beautiful written
Logged
salma786
Guest
«Reply #19 on: March 31, 2009, 08:17:31 AM »
Reply with quote
Very nice shally... simple the best Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #20 on: March 31, 2009, 08:19:22 AM »
Reply with quote
Acha sath diya shihab ji!!
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #21 on: April 05, 2009, 07:06:46 AM »
Reply with quote
Jiss din se mukhatib hue hai uski aankhon se,
Khuda kasam hamari raatoon ki neend lutt gayi hai,

Aks usi ka aata hai nazar aaine me bhi iss kadar,
Ki apni surat dekhe hue ek umar beet gayi hai,

Paimane ko pakad to leta ho shonk se mehfil me,
Par peene ki wo behisaab pehle wali aadat na rahi hai,

Uske chehre ko dekhkar u lagta hai maano aankhein
Noor-e-falak se ro-b-ro hui hai…

Ek chah thi ki paa le uski mohabbat ko aur iss chah
me hasti apni khaak-e-zameen hui hai,

Har panne pe likh di hai taarief-e-yaar par aab bhi
Lagta hai jaise koi kami reh gayi hai,

Dil ki har baat lafzo ne bata di badi shiddat se kalam ko
Par aabhi bhi jo hai baaki wo ruswayi-e-yaar ki ghadi hai.

Shally.


Shally aajkal Tum Udru Ki Pehchaan bann rahi Ho..

Waqaee badhiya Tarteeb se Lafzo ko Tarasha Hai..
Bahot hi khoob Hai Nazm ye
waah.   
Logged
salil2002
Guest
«Reply #22 on: April 06, 2009, 06:25:59 AM »
Reply with quote
gud wrk shally ........bahut khoobsoorti se bayaan kiya gaya hai zazbaaton ko

mohabbat EK lafz hai ya kaiyenaat hai
hum waaqif hai isse aur iske raazdaar bhi
yeh khel hai sheeshon ka ya maut hai
hum bewafa bhi hai aur wafadaar bhi
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #23 on: April 09, 2009, 08:49:06 AM »
Reply with quote
Jiss din se mukhatib hue hai uski aankhon se,
Khuda kasam hamari raatoon ki neend lutt gayi hai,

Aks usi ka aata hai nazar aaine me bhi iss kadar,
Ki apni surat dekhe hue ek umar beet gayi hai,

Paimane ko pakad to leta ho shonk se mehfil me,
Par peene ki wo behisaab pehle wali aadat na rahi hai,

Uske chehre ko dekhkar u lagta hai maano aankhein
Noor-e-falak se ro-b-ro hui hai…

Ek chah thi ki paa le uski mohabbat ko aur iss chah
me hasti apni khaak-e-zameen hui hai,

Har panne pe likh di hai taarief-e-yaar par aab bhi
Lagta hai jaise koi kami reh gayi hai,

Dil ki har baat lafzo ne bata di badi shiddat se kalam ko
Par aabhi bhi jo hai baaki wo ruswayi-e-yaar ki ghadi hai.

Shally.


SHALLY.. Bahut Bahut Pyaare alfaaz Likhe Hain aapne.. Aashiqi Me Doobe ek Dil ke Ehasaason Ko Bahut Khubsoorat se Pesh kiya Hai aapne.. !! Yunhi Likhte Rahiye..!! Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: May 15, 2009, 07:55:05 AM »
Reply with quote
Shukriya Dear Friends,Apna keemti waqt dene ke liye..

Shally.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:16:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer