Pahli Mulakat............Rishi

by Rishi Agarwal on October 31, 2009, 09:57:37 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2053 times)
Abhinav Garg
Guest
«Reply #15 on: November 01, 2009, 01:04:42 PM »
Reply with quote
Rishi Ji kis khubsurati se aappne pehli mulaqat ko pesh kiya hai bahut hi lajjawab hai aur mujhe ye padhkar bahut hi accha laga
kya aap mujhe apni mail id de skte ho  Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mulakat by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mulakat by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
Pahli Muhabbat by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pahli Barish Ki Bunden Kuch Kahti Hai Tum Se..!!..Miru by Miru;;;; in Ghazals
pahli kavita pahla pyar by robinatri09 in Share:Love Poetry
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #16 on: November 01, 2009, 01:09:50 PM »
Reply with quote
Rishi Ji kis khubsurati se aappne pehli mulaqat ko pesh kiya hai bahut hi lajjawab hai aur mujhe ye padhkar bahut hi accha laga
kya aap mujhe apni mail id de skte ho  Applause Applause Applause

Bahut bahut shukriya aapka bro aur mujhe bahut khushi huvi ki aapko meri post pasand aai
aur meri mail id aap mere nam pe click kr lena wo aapko meri profile me mil jayegi
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #17 on: November 01, 2009, 02:05:05 PM »
Reply with quote
to good......
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #18 on: November 01, 2009, 02:18:34 PM »
Reply with quote
Wah wah bohat acha likha hai aap ne its really nice... Applause Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #19 on: November 01, 2009, 02:28:48 PM »
Reply with quote
to good......

Thnx thinkhattk ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #20 on: November 01, 2009, 02:30:39 PM »
Reply with quote
Wah wah bohat acha likha hai aap ne its really nice... Applause Applause Applause Applause

Thnx Khushi Ji
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #21 on: November 04, 2009, 07:27:58 AM »
Reply with quote
Rishi jee:

namaste!

pehli mulaaQaat ke ye ehsaas aapne jo bayaa.n kiye hai.n bahot Khoob rahe.n .. seedhe dil se nikle huye pyaar bhare lafz..  

iN Pyaar bhare lafzoN ko paRh ke Kaifi Azmi jee kaa Pyaaraa saa aik Sher arz kar rahaa huuN

mere dil men tuu hii tuu hai dil kii davaa kyaa karuuN
dil bhii tuu hai jaaN bhii tuu hai tujhape fidaa kyaa karuuN


liKhate raheN yuuNhi.. daad!

KhuSh raheN... apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
 
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #22 on: November 04, 2009, 07:34:04 AM »
Reply with quote
Rishi jee:

namaste!

pehli mulaaQaat ke ye ehsaas aapne jo bayaa.n kiye hai.n bahot Khoob rahe.n .. seedhe dil se nikle huye pyaar bhare lafz.. 

iN Pyaar bhare lafzoN ko paRh ke Kaifi Azmi jee kaa Pyaaraa saa aik Sher arz kar rahaa huuN

mere dil men tuu hii tuu hai dil kii davaa kyaa karuuN
dil bhii tuu hai jaaN bhii tuu hai tujhape fidaa kyaa karuuN


liKhate raheN yuuNhi.. daad!

 


Thnx Dhaval Ji and aapne bhi bahut accha likha hai aur aapka ye likhne ki style hume bha gai yar
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #23 on: November 04, 2009, 07:50:06 AM »
Reply with quote
Rishi jee wo Sher jo maine arz kiyaa hai "Kaifi Azmi jee" kaa liKhaa huaa hai Usual Smile..

aap yuuNhi liKhate raheN..!

KhuSh raheN..!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #24 on: November 04, 2009, 08:18:31 AM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Dhaval ji,lovely lines.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #25 on: November 04, 2009, 11:28:40 AM »
Reply with quote
Rishi jee wo Sher jo maine arz kiyaa hai "Kaifi Azmi jee" kaa liKhaa huaa hai Usual Smile..

aap yuuNhi liKhate raheN..!

KhuSh raheN..!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


Dhaval Ji aapka yuhi sath rha to hum jarrur accha hi likhte rhenge aur aapki wo line hume bahut hi acchi likhi hai aur thnx jo aapne ye bataya ki ye line kisne likhi hai meine kabhi inka nam to nahi suna per Jo bhi hai bahut hi sundar line likhi hai
aur tahe dil se me aapka bahut hi shukriya kar rha hu
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #26 on: November 05, 2009, 02:27:09 PM »
Reply with quote
Bhai Koi Jawab Nahi Aapke Post Ka
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #27 on: November 05, 2009, 02:30:45 PM »
Reply with quote
Bhai Koi Jawab Nahi Aapke Post Ka

Thnx Bhai
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:28:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer