BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
«Reply #30 on: July 30, 2006, 04:45:58 AM » |
|
dil mein hamko yun hi chupa ke rakhana apni nazar mein hame yun hi basa ke rakhna jab tum ho saath mere toh kya dar hai zamaane ka bas hame apna yun hi bana ke rakhana
khuda galat na kare koi karam mera mere dil mein hasta rahe sanam mera zindgi mein aayi hai khusiyon ke sitare liye khuda ne bheji hai ye hoor humare liye. yeh tere pyaar ki mehekti si raat fir aayi hai mere dil ki dharkano se bas teri hi pukaar aayi hai palko per saje hue hain na jaane kitne hi armaan aaj yeh tamana ke aanchal per sittre taange muraado ki raat aayi hai baithay isi armaan se tere pyaar ki raat to aaye. khuda se maangte dua, tujhse mulakaat ki raat ko aaye. sharm se aaker chupe tu humari baahon mein, aye! khuda aaj lubon per aisi baat to aaye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #31 on: July 30, 2006, 07:17:13 AM » |
|
aa ke ruki hain kai baate mere labo per kash meri nazaro ki baat tu kabhi samjh jaaye sama jaau teri bahaon mein ek nadi ki tarah main aur tu mera sagar koi gehra sa ban jaaye!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #32 on: July 30, 2006, 07:58:58 AM » |
|
aa ke ruki hain kai baate mere labo per kash meri nazaro ki baat tu kabhi samjh jaaye sama jaau teri bahaon mein ek nadi ki tarah main aur tu mera sagar koi gehra sa ban jaaye!!!!!!!
pyaar ke is weg se main bhi ghabra gaya. nazroon ki baat samjha to dil mein tofaan aa gaya. tu machalti main jub sagar ke bahoon mein giri. sach kahe to aaj sagar mein bhi ufaan aa gaya..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #33 on: July 30, 2006, 10:44:46 AM » |
|
aa ke ruki hain kai baate mere labo per kash meri nazaro ki baat tu kabhi samjh jaaye sama jaau teri bahaon mein ek nadi ki tarah main aur tu mera sagar koi gehra sa ban jaaye!!!!!!!
pyaar ke is weg se main bhi ghabra gaya. nazroon ki baat samjha to dil mein tofaan aa gaya. tu machalti main jub sagar ke bahoon mein giri. sach kahe to aaj sagar mein bhi ufaan aa gaya.. =D> bahut khob kavi ji.......superbbb... ab rok na mujhe inhi tufaano mein behene de ek payaas jo sadiyon se hai meri usko rawani ab dene de machal rahi hai aaj har aarzoo meri beqarar si hokar ek tamana hai jo dil ki woh aaj toh puri hone de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #34 on: July 30, 2006, 12:48:18 PM » |
|
aa ke ruki hain kai baate mere labo per kash meri nazaro ki baat tu kabhi samjh jaaye sama jaau teri bahaon mein ek nadi ki tarah main aur tu mera sagar koi gehra sa ban jaaye!!!!!!!
pyaar ke is weg se main bhi ghabra gaya. nazroon ki baat samjha to dil mein tofaan aa gaya. tu machalti main jub sagar ke bahoon mein giri. sach kahe to aaj sagar mein bhi ufaan aa gaya.. =D> bahut khob kavi ji.......superbbb... ab rok na mujhe inhi tufaano mein behene de ek payaas jo sadiyon se hai meri usko rawani ab dene de machal rahi hai aaj har aarzoo meri beqarar si hokar ek tamana hai jo dil ki woh aaj toh puri hone de Aaj ke is toofan ko rok pana muskil hai. pyaar mein had se gujar jaau mumkin hai. sadiyoon se hum bhi pyaase hai isi pyaar ke. labon ka amrit peeker mar jaau mumkin hai. aapne deedar ko aur.. na tadpa zalim leker kahi tujhe bahon hosh na rahega mumkin hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #35 on: July 30, 2006, 04:47:49 PM » |
|
bahut khoob ji....
hai rukh per haya aur baato mein ab ek hichak hai kya kahu tujhse ab mein ki yeh kaisi pyaari si kasak hai
phoolo ke dariche per yeh raat ka hasi masaum hai soya hai sara alam aur bas ek tum ho aur ek hum hai
har halki si aahat se aaj dil mera kaamp raha hai ek sehma sa mera armaan aaj tere aagosh mein aane ko tadap raha hai
bahut hasart liye aaj hum tere pehlu mein khone ko aaye hain aaj jo hai namumkin hum usi ko aaj mumkin karne aaye hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #36 on: August 09, 2006, 04:46:55 PM » |
|
bahut khoob ji....
hai rukh per haya aur baato mein ab ek hichak hai kya kahu tujhse ab mein ki yeh kaisi pyaari si kasak hai
phoolo ke dariche per yeh raat ka hasi masaum hai soya hai sara alam aur bas ek tum ho aur ek hum hai
har halki si aahat se aaj dil mera kaamp raha hai ek sehma sa mera armaan aaj tere aagosh mein aane ko tadap raha hai
bahut hasart liye aaj hum tere pehlu mein khone ko aaye hain aaj jo hai namumkin hum usi ko aaj mumkin karne aaye hain na machal jaaye pehle pyaar ke jasbaat na behak jaaye kahi hum aaj is raat, na toot jaaye kahi sharm-o-haya ki zanjeer, na bhar le tumhe in bahon mein bana ker ek tasveer. door raho armaan kahi machal na jaaye. shama ki law mein parwana kahi jal na jaaye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #37 on: August 10, 2006, 05:23:45 AM » |
|
wah bhondu ji ranju ji jawaab nahi aap dono ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #38 on: August 10, 2006, 05:35:10 AM » |
|
shukriya Gesu ..............bahut khoob kavi ji ...........
jo machle hain jajbaat toh machal jaane de aaj har zanjeer ko bas tu tut jaane de
hai aaj kuch shokhiyaa mere dil mein bhi sanam aaj bas nazaro se nazare ko mil jaane de
behek raha hai teri bahaon mein aake dil mera aaj bas is pal mein khud mein dub ke mujhe kho jaane de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #39 on: August 10, 2006, 07:06:12 AM » |
|
wah ranju ji its awesome....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #40 on: August 10, 2006, 08:36:19 AM » |
|
shukriya Gesu ....... :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #41 on: August 10, 2006, 02:21:21 PM » |
|
shukriya Gesu ..............bahut khoob kavi ji ...........
jo machle hain jajbaat toh machal jaane de aaj har zanjeer ko bas tu tut jaane de
hai aaj kuch shokhiyaa mere dil mein bhi sanam aaj bas nazaro se nazare ko mil jaane de
behek raha hai teri bahaon mein aake dil mera aaj bas is pal mein khud mein dub ke mujhe kho jaane de bahut aacha likha hai ab hum kya bole... khuda ne tujhe badi fursat mein taiyaar kiya hai. aapna her humar uhone tujhper nisar kiya hai. jaan se maar dalo per tadpaoo na yu jaalim aa jaao ab to bahon mein kyn itna bekarar kiya hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #42 on: August 10, 2006, 05:11:16 PM » |
|
shukriya ...kavi ji ...aap bole nahi likhe ... :D aapne bahut hi achaha likha hai .. badne do yeh beqarari ab toh sanam hain ab tere pass hi tujhse dur nahi hai hum hai ajab sa nasha aur hai yeh kaisa bharam bas tere hi deedar ke payaase hain yeh do nayan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #43 on: August 11, 2006, 08:45:03 PM » |
|
shukriya ...kavi ji ...aap bole nahi likhe ... :D aapne bahut hi achaha likha hai .. badne do yeh beqarari ab toh sanam hain ab tere pass hi tujhse dur nahi hai hum hai ajab sa nasha aur hai yeh kaisa bharam bas tere hi deedar ke payaase hain yeh do nayan badne laghi hai yeh bechani si dil mein hone laghi hai hulchul si mujhe kya ho raha hai...kyun mein uski yadoin mein hoon khoyi si jabh chote ho tum, tu charha jaata hai nasha tera mere jism mein karne laghi hoon behki behki si baatein..pyar mein khoye ja rahi hai yeh ladki anjani si!! :D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #44 on: August 12, 2006, 03:23:43 AM » |
|
too good anjani ...
hai yeh nasha bas tere naam ka sanam ki naam lete hi mujhe kuch hone lagta hai
badne lagti hain fir kuch betaabiyan yun ki tan mann bas tere pyaar mein sulagne lagta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|