pehla pyaar

by BHONDU on July 23, 2006, 03:48:58 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6793 times)
samir_bc
Guest
«Reply #45 on: August 12, 2006, 08:43:48 AM »
Reply with quote

tum meri kon ho kuch tumhi batao mujhe
kiyon khayalon me mere chayi rehti ho
kiyon dil chahta hai milna tumse
kiyon tum mujhko tadpaati rehti ho
tum agar meri kuch bhi nahi lagti
phir kiyon har taraf dikhayi deti ho



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar ka pehla pehla kadam... by dhadkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pehla Pyaar by shyam4u in SMS , mobile & JOKES
pehla pyaar by pankaj_pawar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pehla Pehla Pyaar Tum ho by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pehla pyaar! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #46 on: August 12, 2006, 09:05:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya ...kavi ji ...aap bole nahi likhe ... :D aapne bahut hi achaha likha hai .. Usual Smile

badne do yeh beqarari ab toh sanam
hain  ab tere pass hi tujhse dur nahi hai hum
hai ajab sa nasha aur hai yeh kaisa bharam
bas tere hi deedar ke payaase hain yeh  do nayan


deedar ke pyaase naino ko deedar nhi hota.
sanam ab aur.. intzaar nhi hota.
pani ke bulbule sa phoolta jaa raha hu.
tere pyaar mein khud ko hi bhulta jaa raha hu.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: August 12, 2006, 09:49:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob samir .....kavi ji dono ne bahut sunder likha hai ..

hum tere ruhte hue khawabo ko fir se jaagane aaye hain
dekh tu apne lafazo mein hum hi toh geet  ban kar chhaaye hain
jal raha hai jo deep tere dil mein meri mohbbat ka sanam
hum usi deep ki jalti hui baati ke roshan se saaye hain
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #48 on: August 12, 2006, 12:38:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob samir .....kavi ji dono ne bahut sunder likha hai ..

hum tere ruhte hue khawabo ko fir se jaagane aaye hain
dekh tu apne lafazo mein hum hi toh geet  ban kar chhaaye hain
jal raha hai jo deep tere dil mein meri mohbbat ka sanam
hum usi deep ki jalti hui baati ke roshan se saaye hain


Gud Going every One......

Jal rahi Zindagi toh use Roshni na kahiyega......
Tilmilati hai aagni Seene me use meri Badnaami na kahiyega......

Mahobbat ka hai gulistaan usme Dard nahi hota......
Ho agar Dard tumhe iss karam se toh use Mahobbat na kahiyega.......!!!!!!!!!!!!
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #49 on: August 13, 2006, 03:14:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob samir .....kavi ji dono ne bahut sunder likha hai ..

hum tere ruhte hue khawabo ko fir se jaagane aaye hain
dekh tu apne lafazo mein hum hi toh geet  ban kar chhaaye hain
jal raha hai jo deep tere dil mein meri mohbbat ka sanam
hum usi deep ki jalti hui baati ke roshan se saaye hain



all of u really nice


jo ruthe hue khuwab tune jagaye hain mere
tum yunhi deti rahi saath to woh sach bhi ho jayenge
mehsus kiya hai humne teri chahat ko tere lafzon me
dil to tujhe dehi chuke yeh saanse bhi tere naam kar jayenge


Logged
ranjana
Guest
«Reply #50 on: August 13, 2006, 04:46:24 PM »
Reply with quote
bahut khoob samir.....and gaurav........

yun toh is zindagi ki raha mein mile bahut
magar koi hamsafar na ban saka
mil jaaye jis ke lafazo se meri jubaan
aisa koi geet mere labo per saj na saka
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #51 on: August 15, 2006, 05:08:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob samir .....kavi ji dono ne bahut sunder likha hai ..

hum tere ruhte hue khawabo ko fir se jaagane aaye hain
dekh tu apne lafazo mein hum hi toh geet  ban kar chhaaye hain
jal raha hai jo deep tere dil mein meri mohbbat ka sanam
hum usi deep ki jalti hui baati ke roshan se saaye hain


Gud Going every One......

Jal rahi Zindagi toh use Roshni na kahiyega......
Tilmilati hai aagni Seene me use meri Badnaami na kahiyega......

Mahobbat ka hai gulistaan usme Dard nahi hota......
Ho agar Dard tumhe iss karam se toh use Mahobbat na kahiyega.......!!!!!!!!!!!!


bhut aacha likha hai gaurav ji,

chaman hai dil mein bhi ek,
mohabbat ke phool khilete hai,
badi rehmat hoti hai khuda ki,
jub pyaar kernewale milte hai,
per pyaar kernewala bhi hume chorker jaata hai,
kyn her chaman mein patjhar ka mausam aata hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: August 25, 2006, 05:49:13 AM »
Reply with quote
bahoot khoob BS JI, Ranju and Dost Kavi....

khil gaya dil wo jo dekh kar muskura diye
chaman ka her ek phool jaise khila diye
Logged
ranjana
Guest
«Reply #53 on: August 25, 2006, 06:00:39 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB POOJA .........

dil ki kali khil gayi yeh kiske aane se
dil kyu aaj betaab sa hua jaata hai

aa rahe hain woh mere dil ke kareeb
in aati thandi hawao se unka peghaam aata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #54 on: August 25, 2006, 09:28:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
BAHUT KHOOB POOJA .........

dil ki kali khil gayi yeh kiske aane se
dil kyu aaj betaab sa hua jaata hai

aa rahe hain woh mere dil ke kareeb
in aati thandi hawao se unka peghaam aata hai


bahut aache ranjana ji...

ye thandhi hawayein unka paigaam laa rahi hai.
ye kasis unke aankho ki ishq jaga rahi hai.
ye lajrati baahen tumko bhula rahi hai,
teri tanhaaye ho hi seene se laga rahi hai.
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #55 on: August 25, 2006, 11:51:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"


chaman hai dil mein bhi ek,
mohabbat ke phool khilete hai,
badi rehmat hoti hai khuda ki,
jub pyaar kernewale milte hai,
per pyaar kernewala bhi hume chorker jaata hai,
kyn her chaman mein patjhar ka mausam aata hai.


wah ji wah gud hai ji..........

Aaye na kabhi patjhar ka mausam kabhi
Do pyar karne waale ki bahaar mein,
Milte rahe woh phool aur bhawre se,
Dhalke na saaya khuda ki rehamatt ka kabhi.....

gesu's koshish!!!!!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #56 on: August 26, 2006, 04:28:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Quote from: "BHONDU"


chaman hai dil mein bhi ek,
mohabbat ke phool khilete hai,
badi rehmat hoti hai khuda ki,
jub pyaar kernewale milte hai,
per pyaar kernewala bhi hume chorker jaata hai,
kyn her chaman mein patjhar ka mausam aata hai.


wah ji wah gud hai ji..........

Aaye na kabhi patjhar ka mausam kabhi
Do pyar karne waale ki bahaar mein,
Milte rahe woh phool aur bhawre se,
Dhalke na saaya khuda ki rehamatt ka kabhi.....

gesu's koshish!!!!!!!!!!!


jub patjhar nhi hogi to,
bahar ka aana kaise pata hoga,
judai ke din kabhi dekhe nhi to,
pyaar ka aana kaise pata hoga.
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #57 on: August 26, 2006, 05:19:45 AM »
Reply with quote
kya baat hai bahut hi sunder thread.. bahut khoob likha hai sabne........
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #58 on: August 27, 2006, 10:13:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
kya baat hai bahut hi sunder thread.. bahut khoob likha hai sabne........


 sukriya gesu ji
Logged
ranjana
Guest
«Reply #59 on: August 27, 2006, 01:54:59 PM »
Reply with quote
Quote
jub patjhar nhi hogi to,
bahar ka aana kaise pata hoga,
judai ke din kabhi dekhe nhi to,
pyaar ka aana kaise pata hoga.


milagi nah nazaro se nazre toh fasaana kaise banega
jab tak dharekega nahi dil kisi ke naam se toh pyaar kaise hoga
dega nahi jab tak koi dil ko sada pyaar se
toh yeh safar mohbbat ka fir kaise taye hoga ..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:13:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer