-----/// Pehli mulaquaat ///----- Hriday

by ~Hriday~ on January 14, 2013, 03:06:12 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1132 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote



tumhaaraa   aanchal  sarak  rahaa  thaa , tum  use   bachaa   rahi   thi
main  aakhen  gadaaye  baithaa  thaa  tumpe, tum  sharmaa  rahi  thi

chhoo  letaa  jab   bhi  main   tumhaaraa  haath apne  haathon  se to
tum chhin leti  apnaa   haath   mujhse , aur    fir   muskuraa   rahi  thi

jaise   kuch  khoobsurat sa haadsaa huwaa  ho tumhaare saath us pal
mere haathon se apnaa  haath  chuudaake  usi ko  dekhe  jaa rahi thi

mujhe to  yaad  bhi  nahi  ki  us  din tumne  mujhse  kyaa  baat  ki thi
tumhaari wo  aankhen  yaad hain  bas jo mujhe kuch kahe jaa rahi thi

tumhaaraa  wo  haathon se  zulfon ko hathaanaa,  nazren  jhukaanaa
main thodi  der  tumhe  dekh  letaa  to  tum chehraa  chhipaa rahi thi

tumhaaraa wo kehnaa  mujhse 'chhodo  naa, kyun chhedte ho mujhe'
mere  kaano  me  aaj  bhi   gunj  rahi   hai   jaise  tum  bataa  rahi  thi

haaye, tumhaari maasoom si baatein,  tumhaari  maasomiyat us pal ki
main tum me hi gum thaa, aur tum bhi mujhme gum huye jaa rahi thi

sach,  kuch  alag  saa hi nashaa  thaa us pal kaa hum dono pe hai naa
main thaa nahi khud me, tum mujhe mujhse aur duur kiye jaa rahi thi


*****HRIDAY*****




Logged
boby9457
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2013, 03:23:34 PM »
Reply with quote
Wah janab bahut khoob likha hai. Very nice
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2013, 03:35:50 PM »
Reply with quote



tumhaaraa   aanchal  sarak  rahaa  thaa , tum  use   bachaa   rahi   thi
main  aakhen  gadaaye  baithaa  thaa  tumpe, tum  sharmaa  rahi  thi

chhoo  letaa  jab   bhi  main   tumhaaraa  haath apne  haathon  se to
tum chhin leti  apnaa   haath   mujhse , aur    fir   muskuraa   rahi  thi

jaise   kuch  khoobsurat sa haadsaa huwaa  ho tumhaare saath us pal
mere haathon se apnaa  haath  chuudaake unhi ko dekhe jaa rahi thi

mujhe to  yaad  bhi  nahi  ki  us  din tumne  mujhse  kyaa  baat  ki thi
tumhaari wo  aankhen  yaad hain  bas jo mujhe kuch kahe jaa rahi thi

tumhaaraa  wo  haathon se  zulfon ko hathaanaa,  nazren  jhukaanaa
main thodi  der  tumhe  dekh  letaa  to  tum chehraa  chhipaa rahi thi

tumhaaraa wo kehnaa  mujhse 'chhodo  naa, kyun chhedte ho mujhe'
mere  kaano  me  aaj  bhi   gunj  rahi   hai   jaise  tum  bataa  rahi  thi

haaye, tumhaari maasoom si baatein,  tumhaari  maasomiyat us pal ki
main tum me hi gum thaa, aur tum bhi mujhme gum huye jaa rahi thi

sach,  kuch  alag  saa hi nashaa  thaa us pal kaa hum dono pe hai naa
main thaa nahi khud me, tum mujhe mujhse aur duur kiye jaa rahi thi


*****HRIDAY*****

wah hriday jee... aap to aajkal kamal damal ka likh rahe hai. each and every day nikar
aa raha hai. excellant work .. bahut bahut mubarak  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #3 on: January 14, 2013, 03:41:35 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #4 on: January 14, 2013, 06:04:53 PM »
Reply with quote
kya baat kya baat Hriday ji.....bahut khoob......khoobsurat zazbaat jo har pal ko khoobsurat bna de...aise hi khoobsurat palon se sazi hai aapki ye rachna aur sabse khoobsurat aanchal ka zikr...sach mein kya kahe...aajkal ki mostly ladkiyon ko toh iss se parhej hi h....well...bahut hi khoobsurat rachna likhi aapne Hriday ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: January 14, 2013, 06:12:01 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
hriday jee ek lajawab peshkash rahi.dili mubarakbad qubool kare.bahut hi khoob likha hai aapne. jitni tareef kee jaye kam hai.

Logged
prashad
Guest
«Reply #6 on: January 15, 2013, 03:00:50 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: January 15, 2013, 03:24:49 AM »
Reply with quote
bohut khub hridhay ji
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #8 on: January 15, 2013, 07:43:58 AM »
Reply with quote
wah wah, dhero dad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: January 18, 2013, 08:56:48 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Boby ji.....!!!

Wah janab bahut khoob likha hai. Very nice
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: January 20, 2013, 04:20:34 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Suman ji.....!!!

wah hriday jee... aap to aajkal kamal damal ka likh rahe hai. each and every day nikar
aa raha hai. excellant work .. bahut bahut mubarak  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: January 20, 2013, 08:59:36 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Shireen ji.....!!!

Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: January 21, 2013, 04:56:34 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Pooja ji....!!!

kya baat kya baat Hriday ji.....bahut khoob......khoobsurat zazbaat jo har pal ko khoobsurat bna de...aise hi khoobsurat palon se sazi hai aapki ye rachna aur sabse khoobsurat aanchal ka zikr...sach mein kya kahe...aajkal ki mostly ladkiyon ko toh iss se parhej hi h....well...bahut hi khoobsurat rachna likhi aapne Hriday ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: January 22, 2013, 06:45:47 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaaa Aqsh ji.....!!!

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
hriday jee ek lajawab peshkash rahi.dili mubarakbad qubool kare.bahut hi khoob likha hai aapne. jitni tareef kee jaye kam hai.


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: January 23, 2013, 02:54:33 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Prashad ji.....!!!

bahut khoob
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:46:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer