Phir Main Hun Aur Meri Tanhayee hai

by javedarshad on November 11, 2007, 03:04:37 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 849 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
Phir Main hun aur meri tanhayee hai
Aur yeh shab hai Jis ne
Tri yaad ki shamaa jalayee hai

Jab Shaam ke saaye badhne lagte hain
Kuch aajeeb se jazbe bikherne lagte hain
Kabhi hathoon ki sersarahat shanoon per
Kabhi ser ka ehsas kandhoon per

Kabhi tumhari bahakti taaiz sansain
Mil jaati hain meri saansoon mein
Kabhi tumahre badan ki khushboo
Sama jaati meri saansoon mein

Yeh kis ehsaas mein kho jata hun
Yeh kis khayal mein gum ho jata hun
Kabhi tumhare khanakte qahqahe
Goonjte hain mere kanon mein
Kabhi tumhare aansuon ki namee
Mahsoos hooti hai mere galon mein

Sherma ker yun kabhi
Saherzada aankhon se dekhna tera
Aur achanak hath pakad ker
Ghabra ker bahon mein sametna tera

Phir tere badan ki khushboo
Aur sansoon ki hararat mein
Tere khaboon mein kho jata hun
Isi kashmakash mein kuch dare so jata hun

Yakayak
Tere hathoon ke lams se uth jata hun
Aur phir main hun aur meri tanhayee hai
yeh shab hai jis ne
Teri yaad ki shamaa jalayee hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Sabse Acchi ...Poetry Shayad (Tanhayee ki mehfil ) by clicksahil in Shayri-E-Dard
MAIN PHIR SE HAARA by BHONDU in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
phir bhi chal raha hoon main.......... by purani_jeans_aur_guitar in Shayri-E-Dard
~*~ Aaj Phir Us Gali Se Main Guzra ~*~ by samir_bc in Shayri for Khumar -e- Ishq
Phir Meri Kami Hogi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
sabreena
Guest
«Reply #1 on: November 15, 2007, 05:24:45 PM »
Reply with quote
VERY GOOD....'=d>'
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 18, 2007, 12:03:20 PM »
Reply with quote
Nice One Jawed Ji,.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2008, 11:25:24 AM »
Reply with quote
Sabreena Sahiba Aur Janasheen Sb .

AAp dono ka bahut bahut shukria




javed
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: January 22, 2008, 11:32:41 AM »
Reply with quote
Phir Main hun aur meri tanhayee hai
Aur yeh shab hai Jis ne
Tri yaad ki shamaa jalayee hai

Jab Shaam ke saaye badhne lagte hain
Kuch aajeeb se jazbe bikherne lagte hain
Kabhi hathoon ki sersarahat shanoon per
Kabhi ser ka ehsas kandhoon per

Kabhi tumhari bahakti taaiz sansain
Mil jaati hain meri saansoon mein
Kabhi tumahre badan ki khushboo
Sama jaati meri saansoon mein

Yeh kis ehsaas mein kho jata hun
Yeh kis khayal mein gum ho jata hun
Kabhi tumhare khanakte qahqahe
Goonjte hain mere kanon mein
Kabhi tumhare aansuon ki namee
Mahsoos hooti hai mere galon mein

Sherma ker yun kabhi
Saherzada aankhon se dekhna tera
Aur achanak hath pakad ker
Ghabra ker bahon mein sametna tera

Phir tere badan ki khushboo
Aur sansoon ki hararat mein
Tere khaboon mein kho jata hun
Isi kashmakash mein kuch dare so jata hun

Yakayak
Tere hathoon ke lams se uth jata hun
Aur phir main hun aur meri tanhayee hai
yeh shab hai jis ne
Teri yaad ki shamaa jalayee hai

Maasha-allah.. Usual Smile
Bahut Khoob likha hai Javed ji..
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2008, 11:37:30 AM »
Reply with quote
Subhaanallah
kia dad de hai aap ne
nawazish hai serkaar ki


shukria


javed
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:34:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer