Phir Se Mohabbat Hui,..

by Jaanasheen on May 19, 2006, 04:01:23 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 7333 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Phir Se Hogayi Mohabbat Mujhe Aaj In zindagi Ki Raahon Mein,..
Basa Lenge apni Duniya Usmein So Jaayeinge Uski Baahon Mein,..

Jab Dhoka Mila Hume, Mohabbat Ke Naam Se Nafrat Si Hogayi,..
Ab Jeena Sakenge Iske Bina Aaj Hume Mohabbat Ki Zaroorat Si Hogayi,..

Ye Andaaz Galat Tha Apna Ke Mohabbat Sab Ko Barbaad Karti Hai,..
Mohabbat Se Chalti Hai Duniya ,Mohabbat Duniya Abaad Karti Hai,..

Chot Khaane ke Baad Mohabbat Mein, Aas Na Thi Phir Dil Lagaane Ki,..
Ab Hogaayi Hume Phir Se mohabbat Dua Hai Ke Nazar Na Lage Zamaane Ki,..

Mohabbat Na Hoti To Jeene Ka Kisi Ko Mazaa Na Milta,..
Mohabbat Na Hoti To Gulon Ko Wo Haseen Khizaa na Milta,..

Mohabbat Paak Hai Log Iskaam Naam Leke Sab Ko Barbaad karte Hain,..
Aur Jo Barbaad Hote Hain Wo Na Jeete Hain Aur Nahi Marte Hain.,..

Bharosa Hai Ke Phir Na Dukhega Dil Hamara Mohabbat Ke Naam Se,..
Kyun Ki Chahte Hain Hum Use Jaanasheen Apne Dil-o-Jaan Se,..

______________________-Azeem-_______________________-
Logged
mehek
Guest
«Reply #1 on: May 19, 2006, 04:07:41 PM »
Reply with quote
bohat khoob jaanasheen Usual Smile
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2006, 05:43:08 PM »
Reply with quote
good one janasheen...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 20, 2006, 01:54:42 PM »
Reply with quote
Shukriya mehek Ji And Mkotias Ji,..
Gar App Do Line Likh Dete To Hume Bhi Kuch Seekhne Ko Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 20, 2006, 03:18:54 PM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Kisi Ki Khone Ko Acha Lagta Hai,..
Tayyarna Bhi Hume Aata To Dubna Acha Lagta Hai,..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #5 on: May 20, 2006, 05:29:18 PM »
Reply with quote
jab aapka koi jawab nahin hum kya likh pate... janab janasheen...

Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,
Shama parwane ko jalna sikhati hai....
Girne wale ko hoti toh hai taqleef,
Par thokar insaan ko chalna sikhati hai...

N/M


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya mehek Ji And Mkotias Ji,..
Gar App Do Line Likh Dete To Hume Bhi Kuch Seekhne Ko Milta,..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #6 on: May 20, 2006, 05:29:35 PM »
Reply with quote
jab aapka koi jawab nahin hum kya likh pate... janab janasheen



Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya mehek Ji And Mkotias Ji,..
Gar App Do Line Likh Dete To Hume Bhi Kuch Seekhne Ko Milta,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #7 on: May 20, 2006, 09:49:55 PM »
Reply with quote
BAHOOT HI KHOOBSURAT LINES LIKHI HAI APNE MK JI!!!

NSheen kamal ka likha hai apne!!! bahoot khoob!!
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #8 on: May 20, 2006, 10:04:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
BAHOOT HI KHOOBSURAT LINES LIKHI HAI APNE MK JI!!!

NSheen kamal ka likha hai apne!!! bahoot khoob!!
thank you and welcome to yoindia... pankhuri
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 21, 2006, 06:22:37 AM »
Reply with quote
Mrkotians Bhai App ka Likha Hua To Dil Ki Gehraaion Tak Jaat Hai,..
And Shukriya Pankhuri Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 21, 2006, 06:27:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
jab aapka koi jawab nahin hum kya likh pate... janab janasheen...

Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,
Shama parwane ko jalna sikhati hai....
Girne wale ko hoti toh hai taqleef,
Par thokar insaan ko chalna sikhati hai...

N/M


Suraj Dhalta Hai Isliye Ke Use Mohabbat Hai Chand Se,..
Wo Chand Ke Aane Ke Intezaar Mein Dhal Jaata Hai,..

Parwaana Jalta Hai Isliye ke Wo Khud Ko Mitaa Kar Bhi,..
Shaama Ko Roshan Karna Chahta Hai,..

Mohabbat Mein Thokarein To Milti Rehti Hai Har Mord Pe,..
Magar Jisne Thokar Khakar Ismein Phir Se sambhala Ho,..
Wo To Toofano Mein Bhi Sambhalne Seekh Jaata Hai,..

__________________-Azeem-_____________________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #11 on: May 21, 2006, 06:28:24 AM »
Reply with quote
good one JaanSheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 21, 2006, 06:29:58 AM »
Reply with quote
Shukriya App Kyun Nahi Likhte,..Ji
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #13 on: May 21, 2006, 06:56:06 AM »
Reply with quote
kuch samjh na ayya ki kaya likha jaye
muhobaat ko ek baar phir jiya jaaye
khumar-e-ishaq ka jaadoo kab ruk pata hai
hota hai jab Ishaq, sara jahan kadmo tale najar atta hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 21, 2006, 07:08:00 AM »
Reply with quote
Nice One Pankhuri,..

Mohabbat Ko Jisne sab Kuch Manaa,..
Uske Kadmo Tale Hai Ye Zamaana,..
Pehle Tha Main Bhi Mohabbat Se Anjaana,..
Lekin Ab Kisi Ki Chahat Mein Hogaya Hoon Deewana,..
Ab To Mohabbat Ko Har Haal Mein Hai Nibhaana,..
Chahe Kyun Na Hume Ho Apna Khoon Bahaana,..
Hoga Hamara Bhi Kahin Duniya Mein Mohabbat Ka Fasaana,..
Jise Bahoot Mushkil Hoga Sab Ko Mitaana,..

_______________-Azeem-_________________
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 12:59:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer