Phir Se Mohabbat Hui,..

by Jaanasheen on May 19, 2006, 04:01:23 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 7334 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #15 on: May 21, 2006, 07:19:25 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob!!!

Rub se dua hogi ki app kamyaab raho
milan ke geet hamesha hi gaty raho
duniya mai fasaana app apna gungunaaty rahe
her anne wali deewar ko mitaaty rahe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 21, 2006, 07:25:48 AM »
Reply with quote
Shukriya Dost,..Aur Apne Bhi Bahoot acha Likha hai,..Lage Raho,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: May 21, 2006, 07:29:58 AM »
Reply with quote
ayye hai mehfil mai to sath nibhayegy
app likhty rahe, hum bhi likhaty jayegy
waqat waise to ab bahoot ho chuka
jaag rahe hai hum hi, jamana to kab ka so bhi chuka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 21, 2006, 07:42:01 AM »
Reply with quote
Nice One Majid Bhai And Pankhuir,..

Kehte Hain Log Ki Mohabbat Sab Barbaad Karti Hai,..
Unhe Kya Khabar Hai Ke Mohabbat Zindagi Abaad Karti Hai,..

Zamaane Se Dushman Bante Aayein Hain Log Mohabbat Ke,..
Aur Jisne Nibhaai Hai Mohabbat Dil-o-Jaan Se Unhe Duniya Yaad Karti Hai,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #19 on: May 21, 2006, 07:43:42 AM »
Reply with quote
bahoot sahi kaha apne Jsheen ji!!! bahoot acha likhty hai app!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 21, 2006, 07:52:23 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji Aur App To Aisa Likhte Hain Ke Har Alfaaz Dil Se Takraate Hain,.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #21 on: May 21, 2006, 07:57:40 AM »
Reply with quote
dil mai aai baat shabdo mai likh jaati hu
khayalo ki bagiyan se phool utha laati hu
kuch haqiqat aor kuch khawab piro jaati hu
bas issi tarah se apni baat yaha likh jaati hu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 21, 2006, 01:27:35 PM »
Reply with quote
Nice One,...

Shayari Likhne Ke Liye Dil Mein Dard Hona Chahiye,..
Ya Kisi Ke Liye Be-Intehaa Mohabbat Hona Chahiye,..
Waise To Hum Likhte Hain Shayari Dard Ki Khateer,..
Aur Dard Ko Dil Se Nikal Ne Ke Liye Shayari Hona Chahiye,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 21, 2006, 02:08:04 PM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Teri Hume Doobne Ko Dil Karta Hai,..
Jeena Bhi Hai Ismein Aur Marne Ko Bhi Dil Karta Hai,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 27, 2006, 10:40:19 AM »
Reply with quote
Mohabbat Kabhi Maine Ki To Nahi Thi,..
Kisi Ki Nigaahon Se Pee To Nahi Thi,..
Magar Ye Achanak Hua Kya,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #25 on: May 27, 2006, 11:48:20 AM »
Reply with quote
Nice To All,..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #26 on: May 27, 2006, 02:06:14 PM »
Reply with quote
hua kya???
tab tak usko dekhi nahin thi
dekhne ke baad mann hadh mein nahin thi
zindagi mein bhi bas usi ki kami thi
uske baad hua kya..Huh?

janab...janasheen...poora kijiye...


Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat Kabhi Maine Ki To Nahi Thi,..
Kisi Ki Nigaahon Se Pee To Nahi Thi,..
Magar Ye Achanak Hua Kya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: May 27, 2006, 02:42:59 PM »
Reply with quote
Bhai Ye Ek Sonu nigam Ke Gaane ke lines The,..
Aage Tumne Bahoot Acha Likha hai
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #28 on: May 28, 2006, 07:28:13 AM »
Reply with quote
Nice One

Anjaan Tha Mohabbat Se Main Faraaz,-
Tere Aane Se Mujhe zindagi Se mohabbat Hogi,-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 28, 2006, 08:15:25 AM »
Reply with quote
Nice One Kismat,..

Mohabbat Humne Manaa Zindagi Barbaad Karti Hai,..
Ye Kya Kam, Hai Ke Marjaane Se Duniya Yaad Karti Hai,..

Kisi Ke Ishq Mein Sab Kuch Lootakar Hum Bhi Dekheinge,..
Teri Mehfil Mein Kismat Azmaakar Hum Bhi Dekheinge,..

_________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 01:03:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer