PREMANSHU
Guest
|
Dear Friends This is some thing I wrote in 2001 when I had not met PREET. I hope all of you will like it.
This is wht I thght abt Her.
Khushboo teri saanso ki meri Meri Saanso Mein Mekhkti hai Chamk Teri annkhon Ki Meri Annkhon mein Chamkti Hai
Chaal Mein meri Jhalakti hai Teri Mastani Chaal Dhadkan Tere Dil ki Mere Seene mein Dhadakti hai Khusboo teri saanso ki . . .
Hai teri Madhur Muskan Ab bhi mere hoton par Ruk si Jaati hai yeh Duniya Jab kabhi tu hasti hai Khusboo Teri saanso ki . . .
Sagar Jaise Zhumte Lehraate tere baal Uff tei yeh Zhulfen Ghyal hum ko kar de ti hai Khushboo tesi Saanson ki . . .
Ek baar tujse milne ke liye Hum hain bahut betab Hai Intezaar us waqt ka Tu Kab "PREM" se Milti hai
Khushboo teri saanso ki meri Meri Saanso Mein Mekhkti hai Chamk Teri annkhon Ki Meri Annkhon mein Chamkti Hai
......................................... 150 .......................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 09, 2005, 08:46:06 AM » |
|
Shukriya Faree . . .
Thats 150th post on yoindia
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 09, 2005, 08:49:55 AM » |
|
kya baat hai prem ji .............very nice .......
Prem ke prem main diwani hui preet sunke teri alfaz khud se begani hui Preet abh tuh zindagi tere hi naam kar di humne abh tuh teri hi ass hai dil ko teri zindagani hui Preet
|
|
|
Logged
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 09, 2005, 08:51:50 AM » |
|
OK NO THANX & SORRY i M Happy That V R FRIENDS :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 09, 2005, 09:00:23 AM » |
|
kya baat hai prem ji .............very nice .......
Prem ke prem main diwani hui preet sunke teri alfaz khud se begani hui Preet abh tuh zindagi tere hi naam kar di humne abh tuh teri hi ass hai dil ko teri zindagani hui Preet thak u sandhya ji . . . May 2002 I decided what will I call her & wrote. . . Ke ab tera intezaar karte hi nahi Nibhate is tarah Pyaar ki Reet Tu khahan hai mujse juda ek pal ke liye Mein agar hun PREM tuje kehta hu PREET[/b] [/img]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 09, 2005, 09:26:08 AM » |
|
Na jaane mera yeh intezaar khatam hoga kab
Sochta toh hun har pal tumhe Par jaane tera deedar hoga kab
Pyaar hain hume beintehaah tumse Lekin is pyaar ka Ikraar hoga kab
Tujse milne ki aas mein jee rahe hai hum Nahin paata PREM ka PREET se milna hoga kab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 09, 2005, 09:28:52 AM » |
|
Na jaane mera yeh intezaar khatam hoga kab
Sochta toh hun har pal tumhe Par jaane tera deedar hoga kab
Pyaar hain hume beintehaah tumse Lekin is pyaar ka Ikraar hoga kab
Tujse milne ki aas mein jee rahe hai hum Nahin paata PREM ka PREET se milna hoga kab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 09, 2005, 09:55:34 AM » |
|
Prem hai tuh Preet aa hi jayegi tujhse dur vo bhi nahi reh payegi ki baste ho ek duje ke dil main tum tu bhulayega jab bhi vo duhdhi chali aayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
PREMANSHU
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 09, 2005, 10:02:45 AM » |
|
Prem hai tuh Preet aa hi jayegi tujhse dur vo bhi nahi reh payegi ki baste ho ek duje ke dil main tum tu bhulayega jab bhi vo duhdhi chali aayegi Aaj ka din mein kabhi na bhulaunga Ki andhere mein roshan aftaab nazaar aaya hai Bana sakta hun mein aaj teri tasveer aaj tera chera khwaab mein nazaar aaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 09, 2005, 10:30:01 AM » |
|
good........
har din ek nahi yaad lata hai tera chehra mujhe bhulata hai chal padhti hun main teri aur uthke aur phir ye tha sapna samaj aata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|