Pyaar Hai To Zindagi Haseen Hai,..

by Jaanasheen on March 13, 2006, 09:27:42 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4171 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Mohabbat karne Ke Baad,.
Jaana hai zindagi Kitni Haseen Hai,..
Unse Dil lagane Ke Baad,..
Jaana Hai Khushi Kitni Haseen hai,..
Raatt Hui Jab Shaam ke Baad,..
Jaana Hai Raat Kitni Haseen hai,..
Ye sab To Karish Ma Hai Use Dil Lagane Ka,..
Warna Kis Ko Pata Zindagi Kitni Rangeen Hai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
<<<<<<Zindagi haseen hai.......>>> by hariom in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zindagi ke haseen pal aur intezaar........ by aamna_zoya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi, Utni Haseen Nahi jitni kay nazar aati hai! by Neralla Narayanswami in Shairi - E - Zindagi
Kuch Pal Ki Haseen Zindagi Mein.. Rishi by Rishi Agarwal in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
HASEEN ZINDAGI by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #1 on: March 13, 2006, 11:02:57 AM »
Reply with quote
wah wah kya likha hai jahnasheen ji!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 14, 2006, 06:40:52 AM »
Reply with quote
Shukriya Gesu
Logged
gumnam
Guest
«Reply #3 on: March 14, 2006, 01:39:43 PM »
Reply with quote
BAHUT ACHHA LIKHA


   
"YE ADNA SA KARISHMA HAI USKE PYAR KA,
                                 KI MAR GAYA HU MARNE KA GUMAAN NAHI HOTA."
Logged
chitra
Guest
«Reply #4 on: March 14, 2006, 02:05:36 PM »
Reply with quote
Jab dube nigaho mein apki to jana
Bekhudi kitni hasheen hai

Chadaa rang apke pyar ka to jana
safar zindagi ka ho gaya rangeen hai

in rahoon pe rafta rafta chalna
dilwalo ka ye rasta badaa sangeen hai
Logged
gumnam
Guest
hi
«Reply #5 on: March 14, 2006, 02:20:06 PM »
Reply with quote
bahut achha chitra ji.



TERI NIGAHO MEIN WO JAADU HAI KI,
PATA NAHI CHALTA JINDAGI KE BIKHARNE KA.
Logged
chitra
Guest
«Reply #6 on: March 14, 2006, 03:03:56 PM »
Reply with quote
GUMNAM ji

itna mat bikharna k hum samet bhi na paye
jo jaadu shuru kiya hai use pura bhi na kafr paaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: March 14, 2006, 03:09:52 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob Chira, Gumnam and Jaanasheen!!!

Tumse mil kar, yah duniyan hanseen ho gai
Pathar si thi mai, chu kar tuje Sona ho gai

Duniya wo hi hai, magar ab duniyan hansin ho gai
Tujse kaya mili, seheliyion mai bhi tanha ho gai

ek masti, ek khumar, tan man per chaya hai
mere gungunane se, shaq gharwalo ko ho ayya hai

Teri preet ne, mera din raat mahkaya hai
yah tera payaar hai, jisne Zindagi ko baharo se sajaya hai!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 15, 2006, 07:55:02 AM »
Reply with quote
Shukriya,..

Naa Main Pehle Itna Khush Tha Jitna Ab Hoon,..
Ye To Sab Khel Hai Mohabbat Ka,..
Warna Meri Sari Zindagi Gham Mein Doob Jaati,..
Logged
chitra
Guest
«Reply #9 on: March 15, 2006, 07:59:01 AM »
Reply with quote
Doobna hi hai to nigaho mein humari dekho
ye to shuruaat hai mohbbat mein age aker to dekho
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 15, 2006, 08:12:46 AM »
Reply with quote

Unki Nigahon Mein Aisa Nashaa Hai,,.
Jo Naa Dube Usko Madhosh Kar De,..
Agar Doob Jaaye To Kya Hoga,..
Logged
chitra
Guest
«Reply #11 on: March 16, 2006, 11:52:18 AM »
Reply with quote
Be-kauf doob jaaiye nigaho mein
madhosh ho jaaiye baaho mein
ye pahla oosul hai ishq ka
ashiq anzaam ki parwaah nahi karte mohabbato mein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 17, 2006, 09:07:31 AM »
Reply with quote
Khauf Kisi Hai Mohabbat Karne Ko..
Hum To Sirf Unki Berukhi SE Darte Hai,..
Aur Dil-o-Jaan SE Unse Hi Mohabbat Karte Hain..
Ki Jo Be-Khauf Mohabbat Karta Hai,..
Use Duniya Bhi Yaad Karti Hai,..
Logged
chitra
Guest
«Reply #13 on: March 17, 2006, 09:39:15 AM »
Reply with quote
Dil_lagee kar kisi se berukhi kare
meri JAAN.... ye humari aadat nahi

khyaal ye aaya tere man mein kaise
lagta hai sachchi tumhari chahat nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 17, 2006, 09:42:19 AM »
Reply with quote
Na kaho hamari Chahaton Ko Jhoota,.
Tumhe Kya Maloom Humne Tumhe kaise Paya Hai,..
Humne To Apni hasti Mita Di App Ki Khateer,.
Magar Phir Bhi Apne Hume Aazmaya Hai,,,
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:44:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer