HumTum
Guest
|
«Reply #15 on: June 20, 2005, 10:00:17 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #16 on: June 20, 2005, 10:34:56 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
bilkul sahi kaha humtum. "Mil jaaye jise mohabbat,samjho zindagi mil gayi, khiza ke phool pe bhi bahaarein khil gayin."
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vaibhav7143
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 20, 2005, 10:58:52 AM » |
|
[you] Dedicated To Meena[/you]
pyaar ka meetha "Ehsaas" dhilaney lagi hai tu ab to mujh se mujhi ko churaney lagi hai tu
teri chahtooN ka chaya hai saruur iss kadar har pal har jagah nazar aaney lagi hai tu
veeraan thi yeh zindgi tere aaney se pehley khushiyoon ke sapney mujhey dhikaney lagi hai tu
har pal mujhey hota hai bus tera hi "Ehsaas" iss kadar meri sansooN mein smaney lagi hai tu
ik pal ki bhi durri seh nhi pata hoon mein hoke juda kyun mujhey aajmaney lagi hai tu
rah chaltey huye aksar hota hai yeh gumaan ke ban saya sath mere aaney lagi hai tu
naam koi bhi luu to naam aaye tera labooN pe ban ke jadu meri rooh mein smaney lagi hai tu
teri yadoon se hi aksar hota hai dil munavar mera ghul ke sath lahoo ke nas nas mein samney lagi hai tu
janey kaun si door hai teri aur khinch le jati hai mujh ko apna dewana bnanaey lagi hai tu
tasvuur mein aksar hota hai yeh mehsoos mujhey chod ke duniya meri bahooN mein smaney lagi hai tu
yeh to bta ke kya naam du iss dewangi ko bechen ker ke har lamha mujhey tadpaney lagi hai tu
tere khayalooN se mehkney lagti hai zindgi meri mere zahen-o-dil pe iss kadar chaaney lagi hai tu
yeh masumiyaal yeh bolapan yeh sadgi teri mujh ko har adaa se ab staney lagi hai tu
zist ke rahooN mein dhoop thi har taraf apney pyaar ki barish ko barsaney lagi hai tu
kya iss baat ka tujhey "Ehsaas" hai "Meena" mere har sher mein har Gazal mein aaney lagi hai tu !!
HumTum
Phir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jayegi Zindagi Zulf Nahi Jo Phir Se Sanwar Jayegi Jo Khushi De Tumko Tham Lo Daman Uska Zindagi Ro Kar nahi Hans Kar Gujar Jayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 20, 2005, 11:01:32 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
bilkul sahi kaha humtum. "Mil jaaye jise mohabbat,samjho zindagi mil gayi, khiza ke phool pe bhi bahaarein khil gayin." waah kya baat hai Nidhi ji !!!
muhabat abbsharoon ki rawaani hai muhabat khud deewangi ki deewani hai muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 20, 2005, 11:04:49 AM » |
|
[you] Dedicated To Meena[/you]
pyaar ka meetha "Ehsaas" dhilaney lagi hai tu ab to mujh se mujhi ko churaney lagi hai tu
teri chahtooN ka chaya hai saruur iss kadar har pal har jagah nazar aaney lagi hai tu
veeraan thi yeh zindgi tere aaney se pehley khushiyoon ke sapney mujhey dhikaney lagi hai tu
har pal mujhey hota hai bus tera hi "Ehsaas" iss kadar meri sansooN mein smaney lagi hai tu
ik pal ki bhi durri seh nhi pata hoon mein hoke juda kyun mujhey aajmaney lagi hai tu
rah chaltey huye aksar hota hai yeh gumaan ke ban saya sath mere aaney lagi hai tu
naam koi bhi luu to naam aaye tera labooN pe ban ke jadu meri rooh mein smaney lagi hai tu
teri yadoon se hi aksar hota hai dil munavar mera ghul ke sath lahoo ke nas nas mein samney lagi hai tu
janey kaun si door hai teri aur khinch le jati hai mujh ko apna dewana bnanaey lagi hai tu
tasvuur mein aksar hota hai yeh mehsoos mujhey chod ke duniya meri bahooN mein smaney lagi hai tu
yeh to bta ke kya naam du iss dewangi ko bechen ker ke har lamha mujhey tadpaney lagi hai tu
tere khayalooN se mehkney lagti hai zindgi meri mere zahen-o-dil pe iss kadar chaaney lagi hai tu
yeh masumiyaal yeh bolapan yeh sadgi teri mujh ko har adaa se ab staney lagi hai tu
zist ke rahooN mein dhoop thi har taraf apney pyaar ki barish ko barsaney lagi hai tu
kya iss baat ka tujhey "Ehsaas" hai "Meena" mere har sher mein har Gazal mein aaney lagi hai tu !!
HumTum
Phir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jayegi Zindagi Zulf Nahi Jo Phir Se Sanwar Jayegi Jo Khushi De Tumko Tham Lo Daman Uska Zindagi Ro Kar nahi Hans Kar Gujar Jayegi Thanks Buddy !!
ab to ussi ki pnahooN mein guzarni hai zindgi woh apna le chahye ya thukra de humey uskey kucheey se uth ker bhi jayegey kha koi ho aur zznaat-e-yaar to bta de humey !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #20 on: June 20, 2005, 11:07:46 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
bilkul sahi kaha humtum. "Mil jaaye jise mohabbat,samjho zindagi mil gayi, khiza ke phool pe bhi bahaarein khil gayin." waah kya baat hai Nidhi ji !!!
muhabat abbsharoon ki rawaani hai muhabat khud deewangi ki deewani hai muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai
Shukriya humtum,sab kuch aapne keh diya ab main kya kahoon :lol: ,beautiful wok.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 20, 2005, 11:08:22 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
bilkul sahi kaha humtum. "Mil jaaye jise mohabbat,samjho zindagi mil gayi, khiza ke phool pe bhi bahaarein khil gayin." waah kya baat hai Nidhi ji !!!
muhabat abbsharoon ki rawaani hai muhabat khud deewangi ki deewani hai muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai
Shukriya humtum,sab kuch aapne keh diya ab main kya kahoon :lol: ,beautiful wok. Hahahahaa .... Shukriya Nidhi ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 20, 2005, 11:14:50 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
sukhriya hum tum ji aapki itne ache lafzo ko padh ke ek kosish ki thi kuch likhne ki aapko pasand aaya meri khushkismati hai mili hai jab se mahobat duniya rangeen ho gai hai paake tum sab ki duaien zindagi meri hasin ho gayi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 20, 2005, 11:28:52 AM » |
|
nice hum tum ji really good ........kya likha hai aapne .......bahtu hi khoob
diwane teri baat ne hume mahobaat se mahobat kara di humtum tuh dur the kitne hi iss naam se abh tak Aap ka bahut bahut shukriya Sandhaya ji ...... hamesha ki trah kya khoob likha hai aap ney !!
muhoobat to ik behtreen nidamat hai khuda ki khushkismat hota hai woh jisko mil jati hai yeh !!
sukhriya hum tum ji aapki itne ache lafzo ko padh ke ek kosish ki thi kuch likhne ki aapko pasand aaya meri khushkismati hai mili hai jab se mahobat duniya rangeen ho gai hai paake tum sab ki duaien zindagi meri hasin ho gayi hai waah .... are kamal ka likhti hai aap !!!
muhhobat shai hi aasii hai "Sandhaya" jisko paa ke zindgi haseen lagti hai milti hai jab mhoobat dilbhar se to uski har baat behtreen lagti hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 20, 2005, 11:36:37 AM » |
|
sukhriya par aapse acha nahi likhti ...nice pone again
baatonn ka jadu uski aisa chala mujhpe ki kuch bhi yaad nahi rehta hai abh uske siva kaise karun main bardasht abh usse duri ki jor bhi nahi chalta hai koi abh mera mujhpe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 20, 2005, 11:39:13 AM » |
|
kya khoob likha hai Sandhaya ji ....
ik pal ki bhi durri ab shi nhi jati hai har lamha yaad mere dilbhar ki aati hai yeh kya dewangi chai hai mujh pe har shai mein uski tasveer nazar aati hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 20, 2005, 11:42:20 AM » |
|
good good...!!! bahut mast baat kahi hai yaha to sabhi ne..!!! ..................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 20, 2005, 11:43:26 AM » |
|
good good...!!! bahut mast baat kahi hai yaha to sabhi ne..!!! .................................. lekin aap ne kuch nhi likha ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 20, 2005, 11:55:26 AM » |
|
Socha deewano ke is mahifil main khamoshi se nazar bicha le kya kare koi khas aagaya saamne aakhon ke dil se kuch nikta isse pahele ojhal vo ho gaya hum to yaha yuhi takte rahe gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 20, 2005, 12:01:27 PM » |
|
hummmmm to yeh baat hai Tosha ji !!
ghum na ker dost woh jruur pas tere aayega tere kuchey ke siwa bhalaa aur kha jayega gar pyaar hai tera sacha to yeh bhi jaan le woh tere dil ko "pyaar ke ehsaas" se bhar jayega !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|