...~~Pyaar Ka Ehsaas~~...

by HumTum on June 15, 2005, 03:58:52 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 9646 times)
sandeepparker
Guest
«Reply #60 on: July 02, 2005, 04:57:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "sandhaya"
sukhriya meena ji ..............
and this is for you ..........

tumhne dua ki thi sayad vahi rang lai hai
mere garh main bhi tabhi baj rahi aaj sehnai hai
charon aur dum se duaon ke teri khushi chai hai
teri dua hi hai sayad jisne meri kismat banai hai


wow sandhaya ji par mai to kuch yuh kahongi:

mai kaun hoti hoon tujhe kushi dene wali,
tumari kismat me jo tha tujhe wohi mila,
Khuda ne bhi dekhi hogi teri udas tanhai,
isslyie tere angan me bhi pyar ka ek phool khila!


 :D


kismat main jo hai vo milega hi
par teri duaon se mera chehra kilega hi
dost tuh hote hai jahan main fariston jaise
har dard har zakm tujhse milne par silega hi



bahut khoob


Kisi ki meethi bato per fisal jana nahi achha
Fisal ker apne dil ka raaz batana nahi achha
Jise tum raaz samjoge vo badnaam ker dega
Har ek ko apne dil ka jaam pilana nahi achha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
EK EHSAAS... by azeemssj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ehsaas by Nino in Shayri-E-Dard
ehsaas by Pooja in Shairi - E - Zindagi
*Pyaar Ka Ehsaas* by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Har ehsaas me pyaar.. by nashwani in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
sandeepparker
Guest
«Reply #61 on: July 02, 2005, 04:59:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Quote from: "sandhaya"
sukhriya meena ji ..............
and this is for you ..........

tumhne dua ki thi sayad vahi rang lai hai
mere garh main bhi tabhi baj rahi aaj sehnai hai
charon aur dum se duaon ke teri khushi chai hai
teri dua hi hai sayad jisne meri kismat banai hai


wow sandhaya ji par mai to kuch yuh kahongi:

mai kaun hoti hoon tujhe kushi dene wali,
tumari kismat me jo tha tujhe wohi mila,
Khuda ne bhi dekhi hogi teri udas tanhai,
isslyie tere angan me bhi pyar ka ek phool khila!


 :D


kismat main jo hai vo milega hi
par teri duaon se mera chehra kilega hi
dost tuh hote hai jahan main fariston jaise
har dard har zakm tujhse milne par silega hi



bahut khoob


Kisi ki meethi bato per fisal jana nahi achha
Fisal ker apne dil ka raaz batana nahi achha
Jise tum raaz samjoge vo badnaam ker dega
Har ek ko apne dil ka jaam pilana nahi achha (NM)
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #62 on: July 02, 2005, 05:44:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aapne humtum ji ...........

sadgi uski madhosh kar jati hai
bina bole hi vo haal dil ka byan kar jati hai


Sandhaya :thumb:

bas jati hai meri naas naas mein ban ke lahuu
meri har saans ko apney naam ker jati hai !!!  


sukhriya Humtum ji..........

teri saanein abh uska hi dum bharti hai
tu kho gaya hai usme abh tuh teri aankhn main bhi vo dikhti hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #63 on: July 02, 2005, 05:48:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
mere dil ko rahat milti hai usko dekhke
aur vo hume dekhte hi sarma si jati hai

rangat uske chehre ki kuch ajab hi hai
vo masumiyat mere dil main utarti jati hai

bahut behelatata hun khudko phir bhi
usko pane ko meri zindagi machalti jati hai


Sandhaya ji .... bahoot khoob !!!

sadkey jau uski adayooN pe mein
mujh ko har adaa se lubha jati hai

ajeeb se khasish hai uski batooN mein
mujh ko apna dewana bna jati hai

woh sharama ke uska haas dena
dil pe ik qahar sa woh dhaa jati hai !!


sukhriya Humtum Ji .......aur bahut khoob

uski nazar main hai aisa jadu
mujhe bekabu kar jati  hai

sona bhi chahun jab main
karke sararat mujhe jaga jati hai

khona chahta hun main uske agossh main
par vo mujhe tadhpake chali jati hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #64 on: July 02, 2005, 05:51:05 AM »
Reply with quote
sandeep ji .......

ye dil masuum hai ise tum dav na sikhao
jine do jaise jita hai ye ise kathor na banao
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #65 on: July 02, 2005, 06:00:14 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sandhya ji...our sandeep ji kya nazaarey hain yaha kalam kay...wah...

Tang dil waaley hue hain saare aaj thhikaane kya kehne
ki milne waale karein becharey aaj bahaaney kya kehne

sandhaya wrote..

Quote
ye dil masuum hai ise tum dav na sikhao
jine do jaise jita hai ye ise kathor na banao


sandeep ji aapne bahoot khoob likha...apne hi humraaj hi bahoot bade dushman hote hain


Aasteen mein saanp chhipe na jaane kitney
hum rahey bekhouf yuin begaaney kitne
apne hi humraaj hamey samjaaney nikley
khaya kiye yuin chot rahey anjaaney kitney.

sandeep wrote
Quote
Kisi ki meethi bato per fisal jana nahi achha
Fisal ker apne dil ka raaz batana nahi achha
Jise tum raaz samjoge vo badnaam ker dega
Har ek ko apne dil ka jaam pilana nahi achha (NM)
Logged
Meena
Guest
«Reply #66 on: July 09, 2005, 03:38:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
[
jawab bhi aap hi ki trah hai Meena ji ... bahut hi acha hai !!! aap ghar mein bhi acha acha likhney lagi aaj kal. hummmm Meena ji hummmmm !!! bahut hi pasand aayi aap ki yeh nazm humey!!! ab kuch hamari traf se bhi sun lijiye !!!

teri pyaari pyaari bathein "Meena" kitna mujhey satati hai
teri yadooN ki purvaiya shab o roz mujhey jagati hai

dil mein bsa hai pyaar tera sansooN mein teri khusbuu
tere ishq ki khumari ab to zanaat mujhey dhikati hai

tasvuur ka woh alam, haye !! woh dil e ashiqi meri
har ik lamha janejaaN bas tujhey hi bhulati hai  

hai kaun sa tilissm tere paas, jo mujhey bna diya dewana
din raat ab yeh dewangee meri, mujhey aazmaati hai

iss kadar ho jata hoon bechein tum se milney ke liye
teri duurri ab  har ik lamha mujhey tadpati hai !!


Khiye Meena ji kya boltey ho  :wink: !!!



wah ji wah...kamal kar ditta, reply mera thoda late hai par umeed hai pasand ayega apko :D

iljam lagaya hai aap ne, ke hum apko tadpate hai,
kya yeh jana hai kabhi, ke aap bhi to hume kitna satate hai?

din me bhi ek pal ke liye apki yaadon se door nahin hoti,
aur raaton ko apke khwab hume jagahte hai!

karte ho jo baate, bas jati hai woh dil me mere,
unhe jab sochte hai to hum khud se sharmate hai,

kabhi rooth jati hoon tujhse, to kabhi bohot pyar ata hai,
issi tara se hi to janab, hum apni mohabbat jatlate hai!!


khahiye, kaise laga?  :wink:
Logged
Meena
Guest
«Reply #67 on: July 09, 2005, 03:39:57 PM »
Reply with quote
sandhaya ji...sandeep ji...bhambra ji aur harsh ji...aap sab ne bohot acha likha hai!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #68 on: July 11, 2005, 02:39:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
[

Khiye Meena ji kya boltey ho  :wink: !!!
[/b]



wah ji wah...kamal kar ditta, reply mera thoda late hai par umeed hai pasand ayega apko :D

iljam lagaya hai aap ne, ke hum apko tadpate hai,
kya yeh jana hai kabhi, ke aap bhi to hume kitna satate hai?

din me bhi ek pal ke liye apki yaadon se door nahin hoti,
aur raaton ko apke khwab hume jagahte hai!

karte ho jo baate, bas jati hai woh dil me mere,
unhe jab sochte hai to hum khud se sharmate hai,

kabhi rooth jati hoon tujhse, to kabhi bohot pyar ata hai,
issi tara se hi to janab, hum apni mohabbat jatlate hai!!


khahiye, kaise laga?  :wink:



haye !! jaan nikal li aap ne to !! aap ke liye kuch arz hai !!

chhalka hai unki aankhon se pyaar, yeh kamaal kaisa hai
woh qatl karke poochte hain, ab haal kaisa hai

lashq-e-jigar ne pilaaya humein yeh kaisa jaam nasheeli
chur-chur hue unke nigaahon me yeh anjaam kaisa hai

khaamoshi me hi kar gaye ulfat ki woh saari baatein
binaa kuch kahe hi dil ka yeh bayaan kaisa hai

hum diljalon ka sahaara hai pyaar ka dariya
sehra mein khila yeh baagh kaisa hai

khumaar me khudko pehchaan na sake 'Meena'
amaavas me khil rahaa yeh "chaand" kaisa hai !!



ab btaiye Meena ji hamara jawab kasia hai ?  

Logged
sandhaya
Guest
«Reply #69 on: July 12, 2005, 05:02:55 AM »
Reply with quote
sukhriaya Meena ji ..........aur aap sab tuh kamal ho yaar ......too good

tum dono ki mahobaat ke surur ko dekhke aaj
lagta hai hai ki zindagi, zindagi nahi hai mahobaat ke bina
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #70 on: July 12, 2005, 06:23:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhriaya Meena ji ..........aur aap sab tuh kamal ho yaar ......too good

tum dono ki mahobaat ke surur ko dekhke aaj
lagta hai hai ki zindagi, zindagi nahi hai mahobaat ke bina
tusi buhat chnga likh diayn oo ji main twadi treef kite bina reh ee nayin skya
Logged
HumTum
Guest
«Reply #71 on: July 22, 2005, 09:50:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhriaya Meena ji ..........aur aap sab tuh kamal ho yaar ......too good

tum dono ki mahobaat ke surur ko dekhke aaj
lagta hai hai ki zindagi, zindagi nahi hai mahobaat ke bina


Shukriya Sandhaya ji...

asar hai uski muhhobat ka jo mere dil pe chhaya hai
uski ankhoon mein mere liye be-pnaah pyaar paya hai
iss zindgi mein paker uska sath rooh khil uthi hai meri
mujhey har lamha haseen har manzar nazar aaya hai !!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #72 on: July 22, 2005, 11:35:29 AM »
Reply with quote
Sukhriya Yoindian ji ..........aur Humtum ji .......nice reply Humtum ji ........

Ye mahobaat hi hai ki uske sapne sajke hi neend aati hai
usse nma sochun ek raat bhi agar tuh neend humse ruth jati hai
Logged
Meena
Guest
«Reply #73 on: July 22, 2005, 02:41:33 PM »
Reply with quote
bohot ache humtum ji and sandhaya ji!!!

khwabo me hi unse mulakat hoti hai meri,
guzarish hai need se hume koi jaghaye na,
jin sapno me uki jalak na ho,
Khuda kare aise sapne hume aye na!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #74 on: July 22, 2005, 02:49:38 PM »
Reply with quote
waah Meena ji !!!

mera har lamha teri deed ko muntzir hai
tere aaney si mehk uthi meri bahar hai
ankhoon mein firta hai tera hi chehra
dil mein bsa sanam tera hi pyaar hai !!
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 06:40:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer