ranjana
Guest
|
|
|
jab tumhare dil mein mere liye pyaar umad aaye, aur woh tumhari aankho se chalak sa jaye....... mujhse apni dil ke baaten sunane ko yah dil tumhara machal sa jaye.......... tab ek awaz de kar mujhko bualana diya hai jo pyar ka vachan sajan..... tum apni is preet ko nibhana ............
tanaha raaton mein jab sanam neend tumhari uad si jaaye....... subeh ki laali mein bhi mere sajan, tumko bas akas mera hi nazar aaye...... chalati thandi hawa ke jhonke .... jab meri khushbu tum tak pahuchaaye. tab tum apna yeh rup salona .... aa ke mujhe ek baar dikha jaana diya hai jo pyaar ka vachan sajan tum apni is preet ko nibha janaa
baagoo.n mein jab koyal kuke..... aur sawan ki ghata chhaa jaaye.... apni baahoo.n ke jhule mein mujhe jhulane ko tumhara jee lalcha jaye........ uljhe se mere baalo.n ki giraha mein..... dil tumhara uljhe sa jaaye ..... aa ke apni ungaliyo se us girah ko suljha janaa jo ho tumhre dil mein bhi kuch aisa..... tab tum mere pass aa jana
pahle milan ki woh mulaqat suhani..... yaad hai abhi bhi mujhko tumhari woh bholi nadanee. mere haatho mein apne haatho ko lekar ........ gaya tha tumne jab pyaar ka geet suhana ho jab tumhre dil mein bhi asi yaado ka basara.... tab tum apni preet ka vachan nibhana
jo ho tumhare dil mein kuch aisa tab tum mujh tak sajan aa janaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
redwhitegang
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 29, 2006, 03:05:23 PM » |

jo ho tumhare dil mein kuch aisa tab tum mujh tak sajan aa janaa bohot khub ranz-na :D !!!!!!!!!! pahle milan ki woh mulaqat suhani.....Jo dubara mile to wo ho gayii dugniiyaad hai abhi bhi mujhko tumhari woh bholi nadaniiPyar mein tum kiya karte the jo cherkhaniimere haatho mein apne haatho ko lekar ........Ham kho jate the pyar ka jam pekargaya tha tumne jab pyaar ka geet suhanaHo gaye the ham ek duje ka deewanaho jab tumhre dil mein bhi asi yaado ka basera....Milenge phir ham aur karenge phir ek nayii saberatab tum apni preet ka vachan nibhana Dekho mein to aapni preet ka vachan nibhaya.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 29, 2006, 04:15:09 PM » |
|
jab tumhare dil mein mere liye pyaar umad aaye, aur woh tumhari aankho se chalak sa jaye....... mujhse apni dil ke baaten sunane ko yah dil tumhara machal sa jaye.......... tab ek awaz de kar mujhko bualana diya hai jo pyar ka vachan sajan..... tum apni is preet ko nibhana ............
tanaha raaton mein jab sanam neend tumhari uad si jaaye....... subeh ki laali mein bhi mere sajan, tumko bas akas mera hi nazar aaye...... chalati thandi hawa ke jhonke .... jab meri khushbu tum tak pahuchaaye. tab tum apna yeh rup salona .... aa ke mujhe ek baar dikha jaana diya hai jo pyaar ka vachan sajan tum apni is preet ko nibha janaa
baagoo.n mein jab koyal kuke..... aur sawan ki ghata chhaa jaaye.... apni baahoo.n ke jhule mein mujhe jhulane ko tumhara jee lalcha jaye........ uljhe se mere baalo.n ki giraha mein..... dil tumhara uljhe sa jaaye ..... aa ke apni ungaliyo se us girah ko suljha janaa jo ho tumhre dil mein bhi kuch aisa..... tab tum mere pass aa jana
pahle milan ki woh mulaqat suhani..... yaad hai abhi bhi mujhko tumhari woh bholi nadanee. mere haatho mein apne haatho ko lekar ........ gaya tha tumne jab pyaar ka geet suhana ho jab tumhre dil mein bhi asi yaado ka basara.... tab tum apni preet ka vachan nibhana
jo ho tumhare dil mein kuch aisa tab tum mujh tak sajan aa janaa =D> =D> =D> =D> =D> I Can Express Only cant say abt this Marvalous Creation..... Jhula ke tujhe apni Bahon me Ek raat aur GUzar jaye...... Mehek jaye Gulistaan kuch iss kadar ki Khuda bhi Zameen par aane ko tadap jaye......
Bas teri taraf see aati hawa bhi mujhe meheka jaye...... Teri harr......tera harr lafz iss Nanhe Dil ko Deewana bana jaye......
Tere Dil me bas kar bas ab yeh Deewane tarane tere Gungunaye..... Dekhe Mor bhi humari Mahobbat toh woh bhi binn ghata Machal jaye......
Kuch Guzre Shaam aisi ki yeh Dil Amar hone ko harr Dua me paye...... Bas kuch iss kadar yeh Badnaam teri mahobbat ka Vachan marte Dum talak nibhaye......
Chahe aa jaye koi Parwat ya nadi toh use bhi juhkna hoga..... Tu kar Yakeen mere Pyar me Dum Khuda ka basa hoga.....!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 29, 2006, 05:19:45 PM » |
|
shukriya shahid and gaurav........aap dono ne bahut khub likha ...........
aaj dil kyu behak behak sa jaaye tera khayal reh reh ke saataye
khul khul jaaye gesu mere jindagi fir se sawar jaaye
kyu chhip gya hai chand badari ke picche us se keh do ki aaj woh na sharmaye
dil ki dharakn ga rahi hai raag madham jaise koi dur bansauri baajaye
kaano mein gunjate hain piya ke sawar aise jaise koi shankh sa kaano mein funk jaaye
aaj gheri hai fir se kaali badriya mera jiya kyu mayuri sa naacha jaaye
jhum utha hai khushi se sara aalam piya ne apne kiye vacahan hain nibhaaye................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 29, 2006, 05:31:57 PM » |
|
awesome work mom......greattttttt....big bro and shahid .... [maine bhi ek choti si khoshish ki ahi hope aapko pasand aye!!! ) Aai kaash unke saath hote hum Khushiyan hoti humare paas naa hota koi gum
Aap ki yaadein aati rehtein hain subha shaam Isi liye to rehtin hain meri aankhein nam
Mujhay hai aetbaar sirf aap ki mohabbat par Ke aap naa denge mujhe koi zakham
Aaj maine tanhai mein yeh jaan liya Aap ke bin meri khushiyan hogayin hain kam
Saari duniya dushman see lagti hai mujh ko Ke aap ke siwaa nahi mera koi sanam
Karliya hai maine yeh aakhree faisla Aap naa milay to toad denge dum
Aap ki yaad mein jeete rehte hain Mere dil pe girtii rehti hai yaadon ki shabnam
Dua hai yehi merii khuda se Aap hi bane mera pehla aur aakhree humdam
Maana ke aap naa honge sadaa hamare magar Waada hai hamara ke hum honge aap ke sath har janam...
~rosh~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 29, 2006, 05:35:52 PM » |
|
Tune jo Lehraya Aanchal hai..... Chua jaise mujhe Ek thandi hawa ne Kinara Choota jaise Saahil hai.....
Kay yeh Garm Shauk hawayien mujhe tadpayengi..... Sabko pata hai Mere Sanam ki harr Adaa Kaatil hai......
Kyu na kia jaye IShq phirse ek dafa..... Na padd sake koi Lahoo mera na hee bhara ho koi Sard Jafa.....
Hum karein unhe Pyar kuch iss tarah..... Woh rahe sada Khush humse nibhaye humse bhi Wafa.....
Par suna hai nahi mill pate Khawahishon ko Manzar kabhi.... Par mujhe pata hai WaQt ayega ek Paigaam leke Khushnuma......!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 29, 2006, 05:40:59 PM » |
|
wonderful Roshu jaan .......very beautiful dear.........good job..........
usaka chehera meri nazaro se ab juda kya hoga usko dekh kar lagata hai ki khuda bhi kya khuda hoga
mere dil mein basi hai ek murat hi teri ab na uske siva koi dusra yahan hoga
kai baar chaha mere dil ne ki sab raaz tujh per khol du per jab tu hi tu hai ab mere dil mein toh tujse kya chhipa hoga
saath nibhana hai hame abhi ta-umar apni ab tujhe juda meri kaun si manzil aur kaun sa rasata hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roshni246
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 29, 2006, 05:52:25 PM » |
|
Tune jo Lehraya Aanchal hai..... Chua jaise mujhe Ek thandi hawa ne Kinara Choota jaise Saahil hai.....
Kay yeh Garm Shauk hawayien mujhe tadpayengi..... Sabko pata hai Mere Sanam ki harr Adaa Kaatil hai......
Kyu na kia jaye IShq phirse ek dafa..... Na padd sake koi Lahoo mera na hee bhara ho koi Sard Jafa.....
Hum karein unhe Pyar kuch iss tarah..... Woh rahe sada Khush humse nibhaye humse bhi Wafa.....
Par suna hai nahi mill pate Khawahishon ko Manzar kabhi.... Par mujhe pata hai WaQt ayega ek Paigaam leke Khushnuma......!!!!!!!!
oye big bro.....itz im wordless.... mom aapne bhi kamal kardiya..... u guys r awesome...! Dil uska jab se churaya hai maine Apna hi chain ganwaya hai maine Hoke beghar bhatakti hun main dar-b-dar Use dil main jabse basaya hai maine Din uski galiyon man yun hi guzarun Raton ko chanda sitare niharun Raat soyi hui...aankhen jagi hui Kaisa rog dil ko lagaya hai maine
Dil uska jab se churaya hai maine Apna hi chain ganwaya hai maine Hai ab to kewal bas ek sapna Usko banaungi iik roj sirf apna khwabon main har pal rehti hun main Kaisa jakhm khud ko lagaya hai maine Dil aur chain sab gawaya hai maine....~rosh~[/i][/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 30, 2006, 03:42:48 AM » |
|
bahut khub Roshu dear................
meri nazaro mein woh basa hai is kadar ki ab kisi aur ka nigaaho mein basar nahi hota
mil jaata hai dil ko sakun jab aata hai naam unka unke siva ab mere khawabo mein kisi aur ka dakhal nahi hota
unse jo chala mulkaato ka silsila fri chalta hi gaya unke siva ab mujhe kisi aur se milne ka waqt nahi hota
koi unse keh de jaa kar ki woh mere hain aur mere hi rehenge unke siva ab mujhe kisi aur ka intazaar nahi rehta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 30, 2006, 03:46:03 AM » |
|
Tune jo Lehraya Aanchal hai..... Chua jaise mujhe Ek thandi hawa ne Kinara Choota jaise Saahil hai.....
Kay yeh Garm Shauk hawayien mujhe tadpayengi..... Sabko pata hai Mere Sanam ki harr Adaa Kaatil hai......
Kyu na kia jaye IShq phirse ek dafa..... Na padd sake koi Lahoo mera na hee bhara ho koi Sard Jafa.....
Hum karein unhe Pyar kuch iss tarah..... Woh rahe sada Khush humse nibhaye humse bhi Wafa.....
Par suna hai nahi mill pate Khawahishon ko Manzar kabhi.... Par mujhe pata hai WaQt ayega ek Paigaam leke Khushnuma......!!!!!!!!
bahut khub gaurav ...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pankhuri2
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 30, 2006, 03:51:23 AM » |
|
wah kay abaat hai, ek se bad kar ek likha hai sabhi ne.... good job all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 30, 2006, 05:03:54 AM » |
|
shukriya pooja...................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 30, 2006, 09:57:05 AM » |
|
Mahobbat me Chayie ek Manzil toh ek Humsafar..... Jo ho jaye harr Nakaami Kamyaab guzar jaye sab raste banke ek Safar.....
Hum hai Gareeb iss mamlaat me Kon dega Saath mera kon banegi meri Dagar......
Tum hee batao kaise akele yeh Vachan hum Nibhayenge..... Pyar karte hai jo hum kisi se Beech raah me sab saath chor jayenge.....!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 30, 2006, 10:15:48 AM » |
|
nice one.........
thaama hai jo haath mera toh safar kat jaayega yeh vachan fir kaise na pura ho paayega
meri yaade, teri baate ek duje ka sahara hai sanam hum kahi bhi rahe per dil juda na ho paayega
mera hamkhayal hai toh meri baat per kar yakeen rishta hai yeh dosti ka kabhi na yeh tutane paayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
redwhitegang
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 30, 2006, 11:13:06 AM » |
|
nice one.........
thaama hai jo haath mera toh safar kat jaayega yeh vachan fir kaise na pura ho paayega
meri yaade, teri baate ek duje ka sahara hai sanam hum kahi bhi rahe per dil juda na ho paayega
mera hamkhayal hai toh meri baat per kar yakeen rishta hai yeh dosti ka kabhi na yeh tutane paayega Kya baat hein!!!!!!!!!!!....paar ye kya kiya ranz-na....kabr khod dii tumne to ....kiski?...chodo aab Janaza mera uth raha tha, Phir bhi takleef thi unko aane mein, Bewafa ghar mein baithe puch rahe the, aur kitni der hai lejane mein..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|