~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
chalo ek baar fir se pyaar kar ke dekhtaa hoon kisi ki aankhon pe aetbaar kar ke dekhtaa hoon
kisi ki baaton me ek baar kho ke dekhtaa hoon kisi haseen chehre ka firse ho ke dekhtaa hoon
arsaa ho chukaa kisi hasi se dil lagaaye huye chalo ek baar fir se dil lagaa ke dekhtaa hoon
dil meraa machalne lagaa hai kisi ka saath paake saath uske fir se main muskuraa ke dekhtaa hoon
sambhal ke chal chukaa bahut raah-e-zindgai mein nashe me pyaar ke firse ladkhadaa ke dekhtaa hoon
main aisaa thaa nahi hameshaa jaisaa aaj hoon fir se khudko pehle jaisaa banaa ke dekhtaa hoon
dil ke dard ko ab tak bahut sunaayaa hai maine firse pyaar ke geet main gungunaa ke dekhtaa hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #1 on: October 10, 2012, 12:56:03 PM » |
|
chalo ek baar fir se pyaar kar ke dekhtaa hoon kisi ki aankhon pe aetbaar kar ke dekhtaa hoon
kisi ki baaton me ek baar kho ke dekhtaa hoon kisi haseen chehre ka firse ho ke dekhtaa hoon
arsaa ho chukaa kisi hasi se dil lagaaye huye chalo ek baar fir se dil lagaa ke dekhtaa hoon
dil meraa machalne lagaa hai kisi ka saath paake saath uske fir se main muskuraa ke dekhtaa hoon
sambhal ke chal chukaa bahut raah-e-zindgai mein nashe me pyaar ke firse ladkhadaa ke dekhtaa hoon
main aisaa thaa nahi hameshaa jaisaa aaj hoon fir se khudko pehle jaisaa banaa ke dekhtaa hoon
dil ke dard ko ab tak bahut sunaayaa hai maine firse pyaar ke geet main gungunaa ke dekhtaa hoon good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 10, 2012, 01:18:57 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 10, 2012, 01:19:53 PM » |
|
bohat khoob ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 10, 2012, 03:12:45 PM » |
|
Har chalo ek baar fir se pyaar kar ke dekhtaa hoon kisi ki aankhon pe aetbaar kar ke dekhtaa hoon
kisi ki baaton me ek baar kho ke dekhtaa hoon kisi haseen chehre ka firse ho ke dekhtaa hoon
arsaa ho chukaa kisi hasi se dil lagaaye huye chalo ek baar fir se dil lagaa ke dekhtaa hoon
dil meraa machalne lagaa hai kisi ka saath paake saath uske fir se main muskuraa ke dekhtaa hoon
sambhal ke chal chukaa bahut raah-e-zindgai mein nashe me pyaar ke firse ladkhadaa ke dekhtaa hoon
main aisaa thaa nahi hameshaa jaisaa aaj hoon fir se khudko pehle jaisaa banaa ke dekhtaa hoon
dil ke dard ko ab tak bahut sunaayaa hai maine firse pyaar ke geet main gungunaa ke dekhtaa hoon Hriday ji bahut khubsurati se shabdon ko sanjoya hai aap ne...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vimmi singh
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 10, 2012, 03:25:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 10, 2012, 03:29:48 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: October 10, 2012, 03:52:35 PM » |
|
waah waah bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 11, 2012, 03:13:46 AM » |
|
Aadaab hriday jee bahut bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #11 on: October 11, 2012, 03:20:11 AM » |
|
WAAH HARIDHAY BHAI BOHUT KHUB LIKHA HAI APNE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #12 on: October 12, 2012, 10:53:12 PM » |
|
bahut bahut shukriyaa Adil ji....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #13 on: October 14, 2012, 05:39:22 PM » |
|
bahut bahut shukriyaaa Aqsh ji....!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: October 15, 2012, 10:42:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|