Pyaar Kiya Hai Chori Chori

by Miss Kismat on November 30, 2004, 08:09:26 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
ReplyPrint
Author  (Read 14040 times)
sandeepparker
Guest
«Reply #90 on: January 24, 2005, 07:09:53 AM »
Reply with quote
well miss kismat.. jo bhi aap ho bahut acchi.. aur likhti bhi bahut accha ho ..

bahut acche pandit.. good
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chori Chori.. by sangy in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 8 9 »
MERE DIL KI CHORI by BHONDU in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
-Ek Chori Si Mulakaat- by Tosha in Shayri-E-Dard
TUM CHORI CHORI ROLENA by Risk in Shayri for Khumar -e- Ishq
Miss Kismat
Guest
«Reply #91 on: January 24, 2005, 12:16:08 PM »
Reply with quote
Thank you Pandit  :lol:
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #92 on: January 24, 2005, 12:24:15 PM »
Reply with quote
pandit n miss kismat...khool work u both done !

JANAY KION
Mohabbat ka safar
Itna khuthan hota hay
Na janay kion
Is per chal nay walay ko
Kabhi
Manzil naheen milti
Na janay kion
Is my dekhy janay walay
Khwboon ki tabeer may
Karchioon kay siwa khuch nahee milta
Na janay kion
Is my sb khuch khokar bhi
Daman tahi rehat hay
Is may sirfarmano ka khoon hota hay
Na janay kion
Is safar ka rasta
Itna khuthan hota hay...!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #93 on: January 24, 2005, 03:05:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
pandit n miss kismat...khool work you both done !

JANAY KION
Mohabbat ka safar
Itna khuthan hota hay
Na janay kion
Is per chal nay walay ko
Kabhi
Manzil naheen milti
Na janay kion
Is my dekhy janay walay
Khwboon ki tabeer may
Karchioon kay siwa khuch nahee milta
Na janay kion
Is my sb khuch khokar bhi
Daman tahi rehat hay
Is may sirfarmano ka khoon hota hay
Na janay kion
Is safar ka rasta
Itna khuthan hota hay...!!!


thanx  jawedji..
raato ki needon ke khwabo me tum ho,
lahu k har ek bundoo me tum ho,
sawalo me tum ho,zawabo me tum ho,
meri saanso ki saari hawaon me tum ho. :cry:
Logged
Namkeen
Guest
«Reply #94 on: January 24, 2005, 03:16:25 PM »
Reply with quote
tum hi din, tum hi meri raat...
tum hi kal, tum hi meri aaj...
tum hi dil mein, tum hi jeevan mein...
saanson mein tum, neendon mein tum...
khawabon mein tum, dhadkan mein tum...
har taraf dekhun to tum hi tum...
Logged
pandit
Guest
«Reply #95 on: January 24, 2005, 03:21:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "Namkeen"
tum hi din, tum hi meri raat...
tum hi kal, tum hi meri aaj...
tum hi dil mein, tum hi jeevan mein...
saanson mein tum, neendon mein tum...
khawabon mein tum, dhadkan mein tum...
har taraf dekhun to tum hi tum...


nice namkeenji...
jab se deekha hai tujhko,dil kahi lagta nahi,
laakh chaahu magar,tera chehraa nazar se hat-ta nahi,
jaane kaise gugar hogi ab zindagi,
tere binaa saanse  bhi chalne ko taiiyaar nahi. :cry:
Logged
Namkeen
Guest
«Reply #96 on: January 24, 2005, 03:26:49 PM »
Reply with quote
nice panditjee....

hothon se kehne ki to zaroorat hi nahi....
bas aankhon mein khamoshi ki aawaaz chahiye....

anjaam ki kab fikra karte hai deewaane....
bas ek khoobsurat sa aaghaaz chaahiye....
Logged
pandit
Guest
«Reply #97 on: January 24, 2005, 04:37:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Namkeen"
nice panditjee....

hothon se kehne ki to zaroorat hi nahi....
bas aankhon mein khamoshi ki aawaaz chahiye....

anjaam ki kab fikra karte hai deewaane....
bas ek khoobsurat sa aaghaaz chaahiye....


nice namkeenji..
aap k sharbat e didaar ko taraas raha hai dil,
aap se milne ki aas mmein baaitha hai dil,
har ek aahat par lagta hai ki tum ho,
aap k pyaar k liye udaas hai ye dil. :cry:
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #98 on: January 25, 2005, 06:49:26 PM »
Reply with quote
Thank you Sandeepparker, Namkeen and Sadiqa...And nice work you all..

----------------------------------------

Kaise sakoon paoon jo tumhe na dekh paoon
Kaise dil ko samjhaoon, jo tumhe na pass paoon
satatee hai mujhe meri apni hee wafain
dil ko aa jaata sakoon jo milti teri wafain

Tadpaati hain yaadein aur berang hain nigahein
apne dil ke zakhm, kis kis ko mai deekhaoon
teri bewafai ko log kehte hain teri majboori
mai apni majboorian kahan tak ginaoon
meri wafaon ka mujhe ye sila mila hai
muffat mei huey badnaam aur dil chhalni hua hai

Mila ke nazar ab tumse aur kaun se gazal sunaoon
kaise sakoon paaon jo tumhe...
 Puzzled !  :oops:  Puzzled !
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #99 on: January 25, 2005, 06:57:30 PM »
Reply with quote
wow! very neatly written miss kismat! beautiful verses!
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #100 on: January 25, 2005, 07:01:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
wow! very neatly written miss kismat! beautiful verses!


Thank you myheart ji.... :lol:
Logged
pandit
Guest
«Reply #101 on: January 26, 2005, 10:14:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Miss Kismat"
Thank you Sandeepparker, Namkeen and Sadiqa...And nice work you all..

----------------------------------------

Kaise sakoon paoon jo tumhe na dekh paoon
Kaise dil ko samjhaoon, jo tumhe na pass paoon
satatee hai mujhe meri apni hee wafain
dil ko aa jaata sakoon jo milti teri wafain

Tadpaati hain yaadein aur berang hain nigahein
apne dil ke zakhm, kis kis ko mai deekhaoon
teri bewafai ko log kehte hain teri majboori
mai apni majboorian kahan tak ginaoon
meri wafaon ka mujhe ye sila mila hai
muffat mei huey badnaam aur dil chhalni hua hai

Mila ke nazar ab tumse aur kaun se gazal sunaoon
kaise sakoon paaon jo tumhe...
 Puzzled !  :oops:  Puzzled !


very nice miss kismat...
isq me tere sab kuch bhool gaya hoo,
bhool k apna wajood tujhme khoo gaya hoo,
meri saansoo me ab sirf khushbu hai tumhari,
is zindagi ka maksad sirf tumko hi paana hai,
tumhe na paa saku to kis kaam ki zindagi hai.
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #102 on: January 26, 2005, 10:25:49 AM »
Reply with quote
very nice miss kismat...
isq me tere sab kuch bhool gaya hoo,
bhool k apna wajood tujhme khoo gaya hoo,
meri saansoo me ab sirf khushbu hai tumhari,
is zindagi ka maksad sirf tumko hi paana hai,
tumhe na paa saku to kis kaam ki zindagi hai.


Nice shayarii Pandit ji......and tnx again..
Logged
pandit
Guest
«Reply #103 on: January 26, 2005, 10:29:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Miss Kismat"
very nice miss kismat...
isq me tere sab kuch bhool gaya hoo,
bhool k apna wajood tujhme khoo gaya hoo,
meri saansoo me ab sirf khushbu hai tumhari,
is zindagi ka maksad sirf tumko hi paana hai,
tumhe na paa saku to kis kaam ki zindagi hai.


Nice shayarii Pandit ji......and tnx again..


ur welcome  miss kismatji.. :oops:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #104 on: January 26, 2005, 02:53:38 PM »
Reply with quote
wah.. very nice all....
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:42:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer