PYAAR

by jannatjahan on April 26, 2009, 05:42:20 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 2441 times)
poppoetry
Guest
«Reply #15 on: April 26, 2009, 06:56:40 PM »
Reply with quote
PYAAR
Jisko mila beshumar,uske liye khuda ho gya
Jisne khaya pyar me dhoka,uska pyar se aitbaar juda ho gya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyaar.... by Harleyboy1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 8 9 »
pyaar hi pyaar by tinku22in in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
pyaar by waheed in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Pyaar Ka Mol.....! by sharmaarunkumar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #16 on: April 27, 2009, 02:08:36 AM »
Reply with quote
Wow lovely Sweta dear  Usual Smile
Nice reply Salil ji
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #17 on: April 27, 2009, 08:41:07 AM »
Reply with quote


bahut achche jannat ....... nicely phrased poem.....
yeh aapke liye

pyaar
 ek meethi chubhan
gulab kii tahniyo main lipti huyi

pyaar
ek sard thithooran
baahon main baahein thehri huyi
pyaar
ek sundar sa sapna
rangon se bhari kalam chalti huyi

pyaar
mehboob kii baatein
seene par rakhk sar sunti huyi

pyaar
oos k labon ka kaatna
jab palkein uski haya se jhukti huyi

pyaar
 ek khudaai noor
jisse pal mein duniya , Banti, Bigadti huyi

Waah bahut bahut bahut khub Dear salil Clapping Smiley Clapping Smiley
 Waise to pyaar ki koi paribhasa nahi....

Another one for u.......

Pyaar
nasha sharaab ki
khusboo gulaab ki

Pyaar
behakta sa mann
do dil ek dhadkan

Pyaar
rahta juda sa
par lagta khuda sa

Pyaar
phulon ki bastiyaan
Teetliyon ka jahan

Pyaar
anjaan raahein
karti intezzar khol kar apni baahein.

hope u like it....
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 27, 2009, 08:55:52 AM »
Reply with quote
PYAAR
Jisko mila beshumar,uske liye khuda ho gya
Jisne khaya pyar me dhoka,uska pyar se aitbaar juda ho gya

Waah Kyab Khoob Lines Kahi Hain Aapne Pop Ji,.
Mazaa Aa Gaya.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #19 on: April 27, 2009, 09:02:52 AM »
Reply with quote
Waah bahut bahut bahut khub Dear salil Clapping Smiley Clapping Smiley
 Waise to pyaar ki koi paribhasa nahi....

Another one for u.......

Pyaar
nasha sharaab ki
khusboo gulaab ki

Pyaar
behakta sa mann
do dil ek dhadkan

Pyaar
rahta juda sa
par lagta khuda sa

Pyaar
phulon ki bastiyaan
Teetliyon ka jahan

Pyaar
anjaan raahein
karti intezzar khol kar apni baahein.

hope u like it....
[/b]

thanks janasheen bhai and roja.......
thanks jannat and a nice reply

pyaar hi pyaar dikhta hai aajkal
jaane yeh kaisa khumaar chhaya hai
yeh tere dil kii awaaz sunaayii kyun deti hai
kya tune bhi mera nagma gungunaaya hai
aa chhu lene de teri palkon par rakhe sapne ko
dekhoon toh tere khwabo mein kya "Saahil' aaya hai
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #20 on: April 27, 2009, 09:16:12 AM »
Reply with quote
thanks janasheen bhai and roja.......
thanks jannat and a nice reply

pyaar hi pyaar dikhta hai aajkal
jaane yeh kaisa khumaar chhaya hai
yeh tere dil kii awaaz sunaayii kyun deti hai
kya tune bhi mera nagma gungunaaya hai
aa chhu lene de teri palkon par rakhe sapne ko
dekhoon toh tere khwabo mein kya "Saahil' aaya hai
Hmmmmmmm kya baat hai Dear..pyaar ka asar mmmmm Winking

Pyaar to mausam hi bahar ka hai
dil ki sukun aur karar ka hai
saanson e khusboo ban kar mehkate ho
ye madhosi saayad isi khumar ka hai
hothon pe base nagme tumhare liye hain
ye asar saayad tumhaare hi PYAAR ka hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #21 on: April 27, 2009, 09:25:43 AM »
Reply with quote
Hmmmmmmm kya baat hai Dear..pyaar ka asar mmmmm Winking

Pyaar to mausam hi bahar ka hai
dil ki sukun aur karar ka hai
saanson e khusboo ban kar mehkate ho
ye madhosi saayad isi khumar ka hai
hothon pe base nagme tumhare liye hain
ye asar saayad tumhaare hi PYAAR ka hai
woooo kya baat hai jannat .....aap toh chhate ja rahe ho



aankhen thaki thaki si
shayad yeh asar intzaar ka hai
dhadkan ruki ruki si
shayad yeh asar dil k qaraar ka hai
chaunk padte ho ek aahat par hi
shayad yeh asar pahle deedaar ka hai
aata hoon jab bhi saamne toh jhuka lete ho nazrein
aur phir kehte ho yeh asar toh pyaar ka hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 27, 2009, 09:37:12 AM »
Reply with quote
Good Going Ji, Lage Raho,.
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #23 on: April 27, 2009, 09:49:36 AM »
Reply with quote
woooo kya baat hai jannat .....aap toh chhate ja rahe ho



aankhen thaki thaki si
shayad yeh asar intzaar ka hai
dhadkan ruki ruki si
shayad yeh asar dil k qaraar ka hai
chaunk padte ho ek aahat par hi
shayad yeh asar pahle deedaar ka hai
aata hoon jab bhi saamne toh jhuka lete ho nazrein
aur phir kehte ho yeh asar toh pyaar ka hai
sab tumhaari hi sangat ka asar hai dear....
nice reply....

bas pyaar hi pyaar har taraf chhaya hai
aaj ye najarein sarmaayee si hain
saayad inhe chhehra aapka bhaya hai
behke behke se ye kadam jane kyun hain
jane kyun ye aanchal hawa me lehraaya aaya
Dil ke darwaaje par jo dastak de raha hai
mai jaanti hun mera pyaar aaya hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #24 on: April 27, 2009, 09:55:21 AM »
Reply with quote
sab tumhaari hi sangat ka asar hai dear....
nice reply....

bas pyaar hi pyaar har taraf chhaya hai
aaj ye najarein sarmaayee si hain
saayad inhe chhehra aapka bhaya hai
behke behke se ye kadam jane kyun hain
jane kyun ye aanchal hawa me lehraaya aaya
Dil ke darwaaje par jo dastak de raha hai
mai jaanti hun mera pyaar aaya hai

ha ha ha ...thanks jannat.........bahut hi achcha reply kar rahe ho aap

mohabbat aur pyaar inka matlab likh rahi thi
ek ladki mere saath kuch baatein kar rahi thi
hothon mein dabi baat, aankhen chugli kar rahi thi
dil mera kehta hai woh mujhpe mar mitti thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 27, 2009, 10:04:25 AM »
Reply with quote

Haule Haule Bard Rahi Hai Nazdeekiyaan,.
Hay, Mere Doston Ye Kya Ho Raha Hai,.

Kar Rahe Hain Shayari Ek Duje Ke Liye,.
Mujhe Lag Raha Hai Ke Pyaar Ho Raha Hai,.


Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #26 on: April 27, 2009, 10:34:15 AM »
Reply with quote
ha ha ha ...thanks jannat.........bahut hi achcha reply kar rahe ho aap

mohabbat aur pyaar inka matlab likh rahi thi
ek ladki mere saath kuch baatein kar rahi thi
hothon mein dabi baat, aankhen chugli kar rahi thi
dil mera kehta hai woh mujhpe mar mitti thi
Hey Thanks Dear......

Meri khamoshi unke dil ki jubaan ho gayee
najaron ne jane kya kaha unki haan ho gayee
unhe samajhne me derr lagi ki marti hun unpe
mai to jaane kab se unki jaan ho gayee.........
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #27 on: April 27, 2009, 10:56:43 AM »
Reply with quote

Haule Haule Bard Rahi Hai Nazdeekiyaan,.
Hay, Mere Doston Ye Kya Ho Raha Hai,.

Kar Rahe Hain Shayari Ek Duje Ke Liye,.
Mujhe Lag Raha Hai Ke Pyaar Ho Raha Hai,.



Kyaa Azeem..... Waise bahut acha likha hai Usual Smile
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #28 on: April 27, 2009, 11:48:44 AM »
Reply with quote
Hmmmm... Sachchi kya? Azeem ji ki baat sachi hai?

if so... All the best to u both... May Allah give you light, peace, and happiness! lage raho ji mazaa aa raha hai padrne mein!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #29 on: April 27, 2009, 12:28:48 PM »
Reply with quote

Haule Haule Bard Rahi Hai Nazdeekiyaan,.
Hay, Mere Doston Ye Kya Ho Raha Hai,.

Kar Rahe Hain Shayari Ek Duje Ke Liye,.
Mujhe Lag Raha Hai Ke Pyaar Ho Raha Hai,.




Hahahahahaha.. Wah AZEEM Bhai.. Kya Baat hai.. Waise Kya Yeh Such Hai..? Winking Winking
Bahut Khooooooooob Likha hai Dost..!! Applause Applause

JANNAT ji & SALIL Bhai.. aap Dono ki Jugalbandi Ni Is Thread Ki khubsoorati ko bahut Khubsoorat bana diya hai.. yunhi Likhte rahiye.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:49:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer