Pyar Chupta Nahi Chupaaney Se....

by Aryaan on April 27, 2005, 07:40:56 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 11886 times)
Aryaan
Guest
«Reply #30 on: May 09, 2005, 02:43:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
You wel come

Ek mohabbat ka roona hi to nahi hain....
Ansoo bahanay kay liye or roog bohet hain...
Ek wo nahi hain to kiya howa....
Dil dukhane kay liye or loog bohat hain

Wah! Bohat khoob Naveed....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kabhiya nahi khana ka main tum sa pyar nahi karta (personal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyaar nahi chupta by gum in Shayri-E-Dard
Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
ki maa pio da pyar pyar nahi by mandeepsingh in Poetry for Life in Punjabi
fakharenaveed
Guest
«Reply #31 on: May 09, 2005, 03:42:50 AM »
Reply with quote
You welcome Aryaan...

Zindagi mein ek galti kargeya...
Zindagi mein ek galti kargeya...
Mithi ka ho ke...chaand se pyaar kargeya...

Logged
Aryaan
Guest
«Reply #32 on: May 14, 2005, 11:58:45 AM »
Reply with quote
Roya hoon bohat tab zara Qaraar mila hai
Iss jahan mein kisey sachha pyar mila hai
Guzar rahi hai zindagani imtehan ke daur se
Ik khatm huwa tau doosra taiyaar mila hai
Mere daaman ko khushiyon ka nahi malaal
Gham ka khazana isko beshumaar mila hai
Woh kamnaseeb hain jinhein mehboob mil gaya
Main khushnaseeb hoon mujhe intezaar mila hai
Gham nahi hai mujhko dushman huwa zamaana
Jab dost liye haathon mein talwaar mila hai
Sab kuch khuda ne tumko bhala kaise de diya
Aryaan ko tau uske dar se bas inkaar mila hai...
Logged
jalpari
Guest
«Reply #33 on: May 14, 2005, 06:20:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"

Wow Aryaan, very nice..bohat acha likha hai tum ne.....wah..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #34 on: May 14, 2005, 06:36:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Roya hoon bohat tab zara Qaraar mila hai
Iss jahan mein kisey sachha pyar mila hai
Guzar rahi hai zindagani imtehan ke daur se
Ik khatm huwa tau doosra taiyaar mila hai
Mere daaman ko khushiyon ka nahi malaal
Gham ka khazana isko beshumaar mila hai
Woh kamnaseeb hain jinhein mehboob mil gaya
Main khushnaseeb hoon mujhe intezaar mila hai
Gham nahi hai mujhko dushman huwa zamaana
Jab dost liye haathon mein talwaar mila hai
Sab kuch khuda ne tumko bhala kaise de diya
Aryaan ko tau uske dar se bas inkaar mila hai...

wah aryaan,very well rhymed.
Logged
awais
Guest
«Reply #35 on: May 14, 2005, 07:18:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Roya hoon bohat tab zara Qaraar mila hai
Iss jahan mein kisey sachha pyar mila hai
Guzar rahi hai zindagani imtehan ke daur se
Ik khatm huwa tau doosra taiyaar mila hai
Mere daaman ko khushiyon ka nahi malaal
Gham ka khazana isko beshumaar mila hai
Woh kamnaseeb hain jinhein mehboob mil gaya
Main khushnaseeb hoon mujhe intezaar mila hai
Gham nahi hai mujhko dushman huwa zamaana
Jab dost liye haathon mein talwaar mila hai
Sab kuch khuda ne tumko bhala kaise de diya
Aryaan ko tau uske dar se bas inkaar mila hai...

wah aryan ji bahut khoob lika hai aapne  :thumb:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #36 on: May 14, 2005, 08:19:14 PM »
Reply with quote
Bohat shukriya Jalpari, Nidhi & Awais..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: May 14, 2005, 08:28:24 PM »
Reply with quote
AAJ SOCHA KI JAWAB KYA BHEJU
AAP JAISE KHAS LOGON KO KHITAB KYA BHEJU
KOI PHOOL HO TO MUJHE MALUM NAHI
JO KHUD GULAB HO USSEH GULAB KYA BHEJU
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #38 on: May 20, 2005, 12:59:20 AM »
Reply with quote

Kuch aansoo jo mere tham na payee
Zindagi ke sath chalte rahe har pal mere saaye
Maine manga tha roshani ka chiraagh
Aur andhere mujhe ujalon mein nazar aaye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #39 on: May 20, 2005, 04:48:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Roya hoon bohat tab zara Qaraar mila hai
Iss jahan mein kisey sachha pyar mila hai
Guzar rahi hai zindagani imtehan ke daur se
Ik khatm huwa tau doosra taiyaar mila hai
Mere daaman ko khushiyon ka nahi malaal
Gham ka khazana isko beshumaar mila hai
Woh kamnaseeb hain jinhein mehboob mil gaya
Main khushnaseeb hoon mujhe intezaar mila hai
Gham nahi hai mujhko dushman huwa zamaana
Jab dost liye haathon mein talwaar mila hai
Sab kuch khuda ne tumko bhala kaise de diya
Aryaan ko tau uske dar se bas inkaar mila hai...

Aryaan ji kya batun main tumhe ki tumhne kya likha hai ..........its really very touching .............

sacha pyar ki talash kaha jaker kare hum
kaise jiye unke bina kaise mare hum

kon hai vo jiska intazar karte hai hum
kaise dekhe unhe ek hi jalak se sarmate hai hum
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #40 on: May 21, 2005, 02:57:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

Bohat shukriya Sandhaya.....& Nice One......
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #41 on: May 21, 2005, 06:50:19 AM »
Reply with quote
ur always welcome Aryaan ji ......

Teri baaton ki khusbu se mehkta hi hai mera ghar aangan
ki jaise meri bagiyan khusbhu ki barsaat hui hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #42 on: May 21, 2005, 06:50:47 AM »
Reply with quote
ur always welcome Aryaan ji ......

Teri baaton  se mehkta hi hai mera ghar aangan
ki jaise meri bagiyan khusbhu ki barsaat hui hai
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #43 on: May 21, 2005, 06:55:27 AM »
Reply with quote
mehkti hai tere aaney se mere ghar ke har shai
aseey lagey ke kayaanat se pari uthar aayi
Logged
mehek
Guest
«Reply #44 on: May 21, 2005, 09:11:22 AM »
Reply with quote
kalam padke tera ched jaate hain dil ke taar
mohabbat basi dilon ko aansu hi kyun milte
kyun toote hain dil kyun barbaad hote armaan
bewafa sanam har baar dilwalon ko kyun milte
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:03:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer