Pyar Chupta Nahi Chupaaney Se....

by Aryaan on April 27, 2005, 07:40:56 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 11881 times)
chhaya
Guest
«Reply #60 on: August 02, 2005, 11:56:25 AM »
Reply with quote
Bas app hi to hai meri Zindgi main
Yeh to app bhi jante hai
per Pyar apko bhi hai hamse
yeh app kue nahi mante hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kabhiya nahi khana ka main tum sa pyar nahi karta (personal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyaar nahi chupta by gum in Shayri-E-Dard
Mera Dard Kisi Se Chupta Kyun Nahi,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
ki maa pio da pyar pyar nahi by mandeepsingh in Poetry for Life in Punjabi
Pooja
Guest
«Reply #61 on: August 02, 2005, 04:12:24 PM »
Reply with quote
Aryaan maine apki is post ki ek ek shair ya jahe ki nagme parre hai...bahoot hi khoobsoorat likha hai......shabdo ka upyog apne is khoobsoorati se kiya hai ki shabad sidha dil ko chuty hai........Dil se dua hai ki apki kalam jab likhy dilo ko chu kar rahe!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #62 on: August 02, 2005, 05:28:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "chhaya"
Bas app hi to hai meri Zindgi main
Yeh to app bhi jante hai
per Pyar apko bhi hai hamse
yeh app kue nahi mante hai

Good One Chhaya....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #63 on: August 02, 2005, 05:36:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Aryaan maine apki is post ki ek ek shair ya jahe ki nagme parre hai...bahoot hi khoobsoorat likha hai......shabdo ka upyog apne is khoobsoorati se kiya hai ki shabad sidha dil ko chuty hai........Dil se dua hai ki apki kalam jab likhy dilo ko chu kar rahe!!!!

Bohat bohat shukriya Pooja... koshish karta hoon woh likhoon jo harr dharakte huwe dil mein utar jaye...parhne waala usey mehsoos kare, iss mein main kahan tak kamyaab hota hoon yeh aap ke replys mujhe bataate hain,
 Aapki hausla afzaai ke liye bohat bohat shukriya.....Usual Smile
Logged
chhaya
Guest
«Reply #64 on: August 03, 2005, 09:56:36 AM »
Reply with quote
tx aryan ji........

Quote from: "Aryaan"
Quote from: "chhaya"
Bas app hi to hai meri Zindgi main
Yeh to app bhi jante hai
per Pyar apko bhi hai hamse
yeh app kue nahi mante hai

Good One Chhaya....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #65 on: August 17, 2005, 12:57:03 AM »
Reply with quote
Kabhi tau bahaar ban kar meri zindagi mein aao
Mere dil ki anjuman ko apne pyaar se sajaao
Tera rasta dekhne ki aadat si ho gayi hai
Mujhe dukh hamesha de do magar chorh kar na jaao
Mujhe qatl kar ke dekho koi aah tak na ho gi
Bas khayaal itna rakhna keh dil todh kar na jaao
Hamein lag raha hai aise k hum khwaab mein hain aryaan
Main rahoon hamesha khwaab mein mujhe kabhi na jagaao
Logged
Pooja
Guest
«Reply #66 on: August 17, 2005, 05:22:44 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Aryaan ji bahoot hi khoobsoorat likha hai apne!!!!

Mujhe dukh hamesha de do magar chorh kar na jaao
Mujhe qatl kar ke dekho koi aah tak na ho gi
Bas khayaal itna rakhna keh dil todh kar na jaao


bahoot hi touching wordings hai!!!!!!! bahoot khoob!!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #67 on: August 17, 2005, 05:31:02 PM »
Reply with quote
wah aryaan,ek baar phir bohat hi acha likha hai like always Usual Smile .
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #68 on: August 18, 2005, 01:01:53 AM »
Reply with quote
Bohat shukriya Pooja & Nidhi..... Aapki nawaazish hai....Usual Smile
Logged
Aman Sarhadi
Guest
«Reply #69 on: August 23, 2005, 07:23:30 PM »
Reply with quote
Aryan no words to describe the beauty u have created....especially the last two verses...fantastic man....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #70 on: August 24, 2005, 01:38:23 PM »
Reply with quote
Thank you so much Aman...........
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #71 on: February 03, 2006, 03:37:47 AM »
Reply with quote
Yeh bhi mumkin hai keh kuch log tumhein ye keh dein
Chand lamhon mein kisi shakhs ka hona kya
Woh tau khwaab tha, khwaabon se mohabbat kaisi
Tum tau paagal ho saraabon se tamanna kaisi
Ab kisi aur ke ehsaas ki sajj dhajh ban kar
Tum kisi aur ke aangan mein basera kar lo
Haan, tum badalna nahi mausam ke badal jaane se
Apne jalwon ko mere pyar ke Qaabil rakhna
Tere harr khwaab ki tabeer ban kar
Baad muddat ke sahi, laut kar aaun ga main..
Logged
Aarzu
Guest
«Reply #72 on: February 03, 2006, 07:15:44 AM »
Reply with quote
hi
Usual Smile ji aryaan zabratdact
bohat achi poetry hai
 glasses2 ok byeeee
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #73 on: February 04, 2006, 06:12:06 PM »
Reply with quote
Thanks alot Aarzu dear...Usual Smile.. tum bhi tau kuch likha karo na...aise hi chali jaati ho....  :?
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #74 on: April 18, 2006, 02:04:21 AM »
Reply with quote
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:17:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer