Pyar Kya Hain .. Rishi

by Rishi Agarwal on February 24, 2011, 04:34:29 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1313 times)
Rishi Agarwal
Guest
Reply with quote
Pyar Ek Ehsaas Hain, Ek JaJba Hain..
Sagar Se Bhi Ghahra Aur
Parvto Ki Unchaiyo Se Bhi Buland Hai Pyar..

Pyar Parenna Hain, Pyar Us Roshni Ki Tarah Hain,
Jo Jeevan Ke Andhere Ko Dur Karke,
Jeene Ki Chahat Paida Karti Hain..

Pyar Ko Na Koi Mehjab Ki Deewar Rok Sakti Hain,
Aur Na Hi Koi Umar Ka Bandhan Rok Sakta Hain..

Pyar Ek Aarjoo, Ek Kasak, Ek Udaasi,
Ghutan, Peeda, Bekrari, Umeed, Intezar,
Aansoon, Muskaraht, Khamoshi, Wada, Yadein,
Iraadein, Tanhaiya, Sapne Aur
Bhi Na Jane Kya Kya Hai Pyar..

Pyar Shabad Hi Anmol Hain Hain..
Pyar Ka Na Koi Maul Laga Skata Hain
Na Koi Iski Sahi Paribhasha Pta Laga Skta Hain..

Jitna Pyar Kiya Jaye Utna Hi Kam Pad Jata Hain
Bus Mere Liye To Yahi Hain Pyar
Ab Aap Sabke Nazar Mein Kya Hain Pyar
Zara Humein Bhi Batao Apne Shud Vichar
Mein Kar Raha Hu Aap Sabhi Ke Jawab Ka Intezar..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain by Ricky in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Pyar Kis Kam Ka............Rishi by Rishi Agarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Keemat Pyar Ki........Rishi by Rishi Agarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar Ka Nasha..........Rishi by Rishi Agarwal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Pyar Mat Karna yar........Rishi by Rishi Agarwal in Shairi - E - Zindagi
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: February 24, 2011, 04:47:34 PM »
Reply with quote
Bahut khoob rishi ji...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: February 24, 2011, 04:50:06 PM »
Reply with quote
Bahut khoob rishi ji...

Shukriya Geet Ji Per Aapne Kuch Likha Nahi Ki Aapki Nazar Mein Pyar Kya Hai Agar Waqt Ho To Jarrur Reply Karna Shukriya Once Again
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: February 24, 2011, 04:58:49 PM »
Reply with quote
mere lie pyar ka matlab Qurbaani hai.
apni chahat ko khus dekhne ke lie qurbaan ho jaana hi pyar hai.
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: February 24, 2011, 05:05:26 PM »
Reply with quote
mere lie pyar ka matlab Qurbaani hai.
apni chahat ko khus dekhne ke lie qurbaan ho jaana hi pyar hai.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: February 24, 2011, 05:07:07 PM »
Reply with quote
mere lie pyar ka matlab Qurbaani hai.
apni chahat ko khus dekhne ke lie qurbaan ho jaana hi pyar hai.


Bilkul Sahi Kha Aapne Nirala Ji
Apne Pyar Ki Khushi Ki Khatir Agar Hum Unse Alag Ho Jaye To Wo Bhi Pyar Hain
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: February 24, 2011, 05:35:58 PM »
Reply with quote
Rishi jee Aadaab!

Bahut khoob janab... Pyaar ke ahsaasoN ko badi sarthak vicharoN se aur shabdoN se bayaan kiya hai aapne daad hazir hai...

Poetry achchi rahi..
Likhate rahiye..
Khush rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile          

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: February 24, 2011, 05:38:51 PM »
Reply with quote
Rishi jee Aadaab!

Bahut khoob janab... Pyaar ke ahsaasoN ko badi sarthak vicharoN se aur shabdoN se bayaan kiya hai aapne daad hazir hai...

Poetry achchi rahi..
Likhate rahiye..
Khush rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile         



Bahut Bahut Shukriya Parwaaz Bhai
Logged
nirala
Guest
«Reply #8 on: February 24, 2011, 05:40:22 PM »
Reply with quote
pyar se alg ho jaana to pyar hai hi--
lekin aap jisse pyar karte ho aur wo aapse nhi kisi dusre se pyar karta ho--
tab aap uski khusi ke lie uss dusre insaan ko manate ho ki usko rulaye nhi to iss azeeb se pyar ko kya kaha jaaye yaara Usual Smile
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #9 on: February 25, 2011, 08:47:12 AM »
Reply with quote
bht khoob rishi ji....
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #10 on: February 25, 2011, 04:01:18 PM »
Reply with quote
bht khoob rishi ji....

Shukriya Priya JI
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #11 on: February 25, 2011, 04:04:37 PM »
Reply with quote
pyar se alg ho jaana to pyar hai hi--
lekin aap jisse pyar karte ho aur wo aapse nhi kisi dusre se pyar karta ho--
tab aap uski khusi ke lie uss dusre insaan ko manate ho ki usko rulaye nhi to iss azeeb se pyar ko kya kaha jaaye yaara Usual Smile

Bhai Mein Kya Batau Aisi Situation Mere Samne Nahi Aai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:47:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer