PYARI SURAT...... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on July 11, 2009, 09:53:11 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 4210 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: July 11, 2009, 04:50:12 PM »
Reply with quote
Waah Bohot Khoob Jasbir Ji..Bohot din baad nazar aaye aap.


Nice additions Cara Ji & Kaash Ji

Us Haseen Chehre Ka Phir Se Deedaar De
Muskurane Ka Bahana Ae Dil-e-Bahaar De

Tadap Kisi Kal Ye Dil Ki Kam Hoti Nahin
Aa Ae Jaan-e-Jahan, Is Dil Ko Tu Qarar De




Thanks Celmira Ji

And wah bahut hi khoob likha hai aap ney


DEKH KEY TUZKOH DIL MACHAL JATA HAI
MUSHKILOH SEY YEH SAMBHAL PATA HAI
AAKHOH MEH APNEY NOOR KA WOH KARAAR DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR WOH DEEDAR DEH



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: July 11, 2009, 06:49:02 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Ji, Bohot Khoob  Applause

Halki Halki Baarish Ho, Aur Haathon Main Haath Ho,
Bahaaron Ka Mausam Ho, Jab Tera Mera Saath Ho,
Aankhon Se Na Utre Kabhi Aisa Ek Khumaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar The
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: July 11, 2009, 06:57:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir Ji, Bohot Khoob  Applause

Halki Halki Baarish Ho, Aur Haathon Main Haath Ho,
Bahaaron Ka Mausam Ho, Jab Tera Mera Saath Ho,
Aankhon Se Na Utre Kabhi Aisa Ek Khumaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar The



Thanks Celmira Ji

Wah wah, kitna khoobsurat likha hai


BARISH MEH TERA SAATH HO
HATHOH MEH TERA HAAT HO
TIM TIM BARASTA PANI HO
SHARAT KARTI HAMARI JAWANI HO
SAPNOH SEY NIKAL KAR EK KAHANI DEH
APNI PYARI MUSKURAHAT KI FIR WOH RUHANI DEH


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com


Logged
Deepati
Guest
«Reply #18 on: July 11, 2009, 07:01:52 PM »
Reply with quote


USS PYARI SI SURAT KA
FIR EK BAAR DIDAAR DEH
TADAP RAHEY HAI HUM YAHA
ABB AUR NA INTEZAAR DEH

BHOOLEY SEY HI KABHI
HAMEY FIR WOH BAHAAR DEH
KHUSHBOO TERI PAWAN LAYE
HAMEY AISA APNA PYAR DEH



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com




Oho Jasbir Ji... aaj tou har taraf chhaye huye ho! Usual Smile Kamaal kaa likh rahe ho! Applause

Nice additon by Cara Ji & Kaash Ji! Applause

Celmira Ji... Beautiful Shayari aapki taraf se! Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: July 11, 2009, 07:04:15 PM »
Reply with quote
Oho Jasbir Ji... aaj tou har taraf chhaye huye ho! Usual Smile Kamaal kaa likh rahe ho! Applause

Nice additon by Cara Ji & Kaash Ji! Applause

Celmira Ji... Beautiful Shayari aapki taraf se! Applause

Thanks Deepati Ji

Jasbir Singh
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: July 11, 2009, 07:08:47 PM »
Reply with quote
Thanks Deepati
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: July 11, 2009, 07:13:58 PM »
Reply with quote


Thanks Celmira Ji

Wah wah, kitna khoobsurat likha hai


BARISH MEH TERA SAATH HO
HATHOH MEH TERA HAAT HO
TIM TIM BARASTA PANI HO
SHARAT KARTI HAMARI JAWANI HO
SAPNOH SEY NIKAL KAR EK KAHANI DEH
APNI PYARI MUSKURAHAT KI FIR WOH RUHANI DEH


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com




Bohot Khoob Jasbir Ji

UsKe Pyaar ki Baarish Main Tan Man Bheeg Jaaye Yoon
Sadiyon Se Bhatak te Dil Ko Kuch To Aa Jaaye Sukoon
Chaahaton Main Doobi Halki Halki Ek Phuhaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedae De
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: July 11, 2009, 07:20:40 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Jasbir Ji

UsKe Pyaar ki Baarish Main Tan Man Bheeg Jaaye Yoon
Sadiyon Se Bhatak te Dil Ko Kuch To Aa Jaaye Sukoon
Chaahaton Main Doobi Halki Halki Ek Phuhaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedae De



Thanks Celmira Ji

Wah wah, very nice


WOH BHEEGA BADAN, WOH MANCHALI AAKHEY
WOH SHARAT SEY BHARI, TERI WOH PYARI BATEY
ISS MAUSAM MEY FIR SEY WOH NAZARA DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR WOH DIDAAR DEH




JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: July 11, 2009, 07:38:35 PM »
Reply with quote
Waah Kya baat hai Jasbir Ji Applause


Khumariyon Ka Mausam Kabhi Gum Na Ho,
Sarshaariyan Ye Dil Ki Kabhi Kam Na Ho,
Nas Nas Main Utarta Hua Hum Ko Sharaar De
Apni Pyari Surat Ka Phir Wohi Deedar De
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: July 11, 2009, 07:44:39 PM »
Reply with quote
Waah Kya baat hai Jasbir Ji Applause


Khumariyon Ka Mausam Kabhi Gum Na Ho,
Sarshaariyan Ye Dil Ki Kabhi Kam Na Ho,
Nas Nas Main Utarta Hua Hum Ko Sharaar De
Apni Pyari Surat Phir Wohi Deedar De




Thanks Celmira Ji

BAHUT HI KHOOB, BAHUT KHOOB CELMIRA JI


MUSAFIR KOH MANZIL KA PATA CHAHIYEH
PHOOL KOH KHUSHBOO KA NASHA CHAHIYEH
HAMEY  BHI APNEY PYAR KA SAHARA DEH
APNI PYARI SURAT KA WOH FIR SEY DEEDAR DEH


JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: July 11, 2009, 07:53:14 PM »
Reply with quote
Bohot shukriya Jasbir Ji  Usual Smile Ek bar phir se bohot bohot khoob.

Manzil Ka Nishaan Aankhon Se Padh Lo Na Tum,
Magar Dekho In Main Na Ho Jaana Gum,
Meri Bikhri Saanson Ko Ab To Sanwaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedar De
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: July 11, 2009, 07:59:06 PM »
Reply with quote
Bohot shukriya Jasbir Ji  Usual Smile Ek bar phir se bohot bohot khoob.

Manzil Ka Nishaan Aankhon Se Padh Lo Na Tum,
Magar Dekho In Main Na Ho Jaana Gum,
Meri Bikhri Saanson Ko Ab To Sanwaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedar De


Thanks Celmira Ji

Wah wah, kya baat hai , kitni khoobsurti sey jawaab dia aap ney
Wah wah, bahut lajawaab


AAKHOH MEH TOH TUMHARI HUM DOOB CHUKEY HAI
NASHA HO CHUKA HAI ITNA, HUM SAB BHOOL CHUKEY HAI
BAHAOH KA HAMEY FIR SAHARA DEH
APNI PYARI SURAT KA WOH FIR SEY DEEDAR DEH

JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: July 11, 2009, 08:08:11 PM »
Reply with quote
Sab aap ki sangat ka asar hai Jasbir Ji, Bohot khoob   icon_thumleft

Tedhi Medhi Bohot Pyaar Ki Hain Ye Raahain,
Chupa Lo Hume, Khol Do Ab Yeh Baahain,
Ki Dil In Main Sadiyaan Jaane Kitni Guzaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #28 on: July 11, 2009, 08:10:20 PM »
Reply with quote
Wah jasbir ji and Celmira ji,midblowing,beautiful lines, icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: July 11, 2009, 08:16:08 PM »
Reply with quote
Sab aap ki sangat ka asar hai Jasbir Ji, Bohot khoob   icon_thumleft

Tedhi Medhi Bohot Pyaar Ki Hain Ye Raahain,
Chupa Lo Hume, Khol Do Ab Yeh Baahain,
Ki Dil In Main Sadiyaan Jaane Kitni Guzaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De



Thanks Celmira Ji

You are just great CELMIRA JI…. Marvelous.


TEDEY MEDEY RAASTOH MEH HUM GUJAR GAYE
DOOR HOKAR TUMSEY HUM BIKHAR GAYE
BAHOH KA APNA FIR WOH HAAR DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH


JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:58:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer