PYARI SURAT...... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on July 11, 2009, 09:53:11 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 4214 times)
Talat
Guest
«Reply #45 on: July 11, 2009, 11:39:30 PM »
Reply with quote

Thanks Celmira Ji

koi toh baat hai tummey, koi toh raaz hai tummey
har sawaal ka itna pyaar jawaab hai
aisey hi nahi kaha, kamala hai tummey

Jitni tarif karu, utni kam hai Celmira Ji .. tooooo beautifully written
Wah wah wah…….


ROKEY NAHI RUK PAA RAHA HU
DUA KAR KEY, KISMAT KOH MANA RAHA HU
MERI UJDI TAKDEER FIR SEY SAWAAR DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH



JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com




Jasbir Ji, Kin alfaaz main aap ka shukriya ada karen aap ne itni izzat bakhshi hai....Thanks so much  notworthy notworthy notworthy

Har Saans Keh Rahi, Keh Rahi Hai Dhadkan,
Jeena Nahin Hai Mujh Ko Tere Bina O Saajan,
Meri Zindagi Main Aa Ke Ye Zindagi Sanwaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: July 12, 2009, 04:39:52 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!!! bahut Bhaut Khoob Jasbir Paaji Aur Talat..

Itni Khoobsurat Mehfil Sajayi Hai Aap Dono Ne Kya Kahen.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache Cara and Kaashji,, Applause Applause

Apni Pyaari Si Surat ka mujhe Phir Se Deedar De,
Hum Aapke Hai Aur Aap Humare,
Dil Mein Yeh Ikhtiyaar De...

Aapki Ek Muskaan Se Khil Uthe Meri Yeh Zindagi,
Apni Maujoodgi Se Zindagi Meri Nikhaar De....

Aap Saath Ho Gar Mere To Mujhe Darr Kis Baat Ka!!!
Hai Itni Si Guzaarish!!! Mere Haath Mein Apna Haath De......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: July 12, 2009, 04:53:08 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley wow yah hui na baat dil khush ho gaya great work Jasbir ji & Celmira!! Cara ji and Kaash ji acha sath diya apne bhi...

Khwaish ji apne to char chand laga diye apni lines se in thread per.... bahoot khoob!!

dil mai rahta hai armaan tere didar ka
bas ajj he kar le Ikraar humse pyar ka
Pyari si yeh surat dekh dekh beete saal
dil bechain hai ab bas tere Izhaar ka
Logged
Roja
Guest
«Reply #48 on: July 12, 2009, 04:58:13 AM »
Reply with quote
ahaa sabne bahut accha likha hai....
@khwaish bhaiya.... Wonderful lines  Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: July 12, 2009, 02:42:01 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Khwaish Dost, Pooja & Roja
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: July 12, 2009, 02:42:40 PM »
Reply with quote


dil mai rahta hai armaan tere didar ka
bas ajj he kar le Ikraar humse pyar ka
Pyari si yeh surat dekh dekh beete saal
dil bechain hai ab bas tere Izhaar ka


Waah...Bohot khoob...good lines Pooja  Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #51 on: July 12, 2009, 02:43:38 PM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!!! bahut Bhaut Khoob Jasbir Paaji Aur Talat..

Itni Khoobsurat Mehfil Sajayi Hai Aap Dono Ne Kya Kahen.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache Cara and Kaashji,, Applause Applause

Apni Pyaari Si Surat ka mujhe Phir Se Deedar De,
Hum Aapke Hai Aur Aap Humare,
Dil Mein Yeh Ikhtiyaar De...

Aapki Ek Muskaan Se Khil Uthe Meri Yeh Zindagi,
Apni Maujoodgi Se Zindagi Meri Nikhaar De....

Aap Saath Ho Gar Mere To Mujhe Darr Kis Baat Ka!!!
Hai Itni Si Guzaarish!!! Mere Haath Mein Apna Haath De......


Waah Dost bohot bohot khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aapne to is thread ki raunaq badha di....Bohot achcha likha hai Khwaish icon_thumleft
Logged
Talat
Guest
«Reply #52 on: July 12, 2009, 02:47:58 PM »
Reply with quote



Hawa Ka Zor Hai Ye, Ya Aahat Hai Ye Teri,
Tere Khyaal Hi Se Ho Gayi Hai Rut Snuehri,
Meri Tadapti Saanson Ko Na Aur Intezaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #53 on: July 13, 2009, 12:49:04 AM »
Reply with quote
Thanks so much Deepati & Rajesh Ji....aur Jasbir Ji, aap khud kamaal ka likh rahe hain.....is main koi shak nahin ki achcha saath mile to lafz apne aap judne lagte hain....Thanks so much Usual Smile


Thanks Celmira Ji

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #54 on: July 13, 2009, 12:53:56 AM »
Reply with quote
Jasbir Ji, Kin alfaaz main aap ka shukriya ada karen aap ne itni izzat bakhshi hai....Thanks so much  notworthy notworthy notworthy

Har Saans Keh Rahi, Keh Rahi Hai Dhadkan,
Jeena Nahin Hai Mujh Ko Tere Bina O Saajan,
Meri Zindagi Main Aa Ke Ye Zindagi Sanwaar De,
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De




Thanks Celmira Ji


DHADKANOH MEH BASS GAYE HO
SASSO MEH BASS GAYE HO
ISS VIRAN JINDAGI KOH FIR  NIKHAAR DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH


JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #55 on: July 13, 2009, 12:58:03 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!!! bahut Bhaut Khoob Jasbir Paaji Aur Talat..

Itni Khoobsurat Mehfil Sajayi Hai Aap Dono Ne Kya Kahen.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache Cara and Kaashji,, Applause Applause

Apni Pyaari Si Surat ka mujhe Phir Se Deedar De,
Hum Aapke Hai Aur Aap Humare,
Dil Mein Yeh Ikhtiyaar De...

Aapki Ek Muskaan Se Khil Uthe Meri Yeh Zindagi,
Apni Maujoodgi Se Zindagi Meri Nikhaar De....

Aap Saath Ho Gar Mere To Mujhe Darr Kis Baat Ka!!!
Hai Itni Si Guzaarish!!! Mere Haath Mein Apna Haath De......





Thanks KHWAISH JI
And wah kya baat kahi hai aap ney, bahut hi khoob


HATHOH MEH HAATH LEH KEY NIKAL PADEY HAI
CHAND TAROH KEY BEECH HUM KHADEY HAI
HAR TARAF APNI KHUSHBOO FIR MEHKA DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH



JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com



Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #56 on: July 13, 2009, 01:01:24 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley wow yah hui na baat dil khush ho gaya great work Jasbir ji & Celmira!! Cara ji and Kaash ji acha sath diya apne bhi...

Khwaish ji apne to char chand laga diye apni lines se in thread per.... bahoot khoob!!

dil mai rahta hai armaan tere didar ka
bas ajj he kar le Ikraar humse pyar ka
Pyari si yeh surat dekh dekh beete saal
dil bechain hai ab bas tere Izhaar ka



Thanks Pooja Ji

Wah kya baat hai Pooja Ji, wah


IZHAAR TOH HUM KAR CHUKEY HAI
TUM PEH HUM TOH MARR CHUKEY HAI
ROOH MEH BASS KAR FIR WOH MAKAAM DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH



JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com



Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #57 on: July 13, 2009, 01:05:24 AM »
Reply with quote


Hawa Ka Zor Hai Ye, Ya Aahat Hai Ye Teri,
Tere Khyaal Hi Se Ho Gayi Hai Rut Snuehri,
Meri Tadapti Saanson Ko Na Aur Intezaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De



Wah kya baat hai Celmira Ji, wah bahut hi khoob


TADAPTA HAI DI, TADAPTA HAI MANN
TUJSEY DOOR KU YEH REHTA HAI TANN
APNI BAHOH KA FIR WOH PYAR DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH


JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com



Logged
Talat
Guest
«Reply #58 on: July 14, 2009, 12:00:51 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Jasbir Ji  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mohabbat Gar Ki Hai To Aazmaish Bhi Hogi,
Sar-e-Bazm Jazbon Ki Numaaish Bhi Hogi,
Tanha Hoon, Apni Baahon Ka Mujh Ko Hisaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #59 on: July 14, 2009, 12:13:31 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Jasbir Ji  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mohabbat Gar Ki Hai To Aazmaish Bhi Hogi,
Sar-e-Bazm Jazbon Ki Numaaish Bhi Hogi,
Tanha Hoon, Apni Baahon Ka Mujh Ko Hisaar De
Apni Pyaari Surat Ka Phir Wohi Deedaar De




Thanks Celmira Ji

And wah kya baat hai Celmira Ji


BAAT NIKLI HAI TOH DOOR TAK JAYEGI
AAG LAGI HAI TOH LAPTEY NAZAR AAYENGI
ABB SHARMOH HAYA KA PARDA HATA DEH
APNI PYARI SURAT KA FIR SEY DEEDAR DEH


JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com


Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:17:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer