Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal

by riyaz106 on February 13, 2010, 09:15:56 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 6349 times)
riyaz106
Guest
«Reply #30 on: February 17, 2010, 02:08:59 PM »
Reply with quote
Behad mashkoor hun Waqif sahab apka ke aapne itni tawajjo se ye ghazal padhi aur pasand farmai.
Wah wah wah! Aik behtareeN, purluft, purmaghz aur murassa ghazal se nawaaza hai Riyaz Saheb aapne. Dua-go hooN k zore-qalam aur ziyaadah..... Aik aik sher mein jaadubayaani hai. Alfaaz ki tazyeenkaari dekhte hi banti hai. Khoob likha aur bahut khoob likha hai aapne. HazaaroN daad qubul farmaayeN. 
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #31 on: February 17, 2010, 02:27:03 PM »
Reply with quote
Abr mein chaand nihaa.n raat hai tanha tanha    (Abr=cloud, Nihaa.n=hidden)
Aaj ho jaao ayaa.n raat hai tanha tanha              (Ayaa.n=appear)
Koi saaya nahi, dastak nahi, aahat bhi nahi
Dil nahi lagta yahaa.n raat hai tanha tanha
Faisla tumne mere baare mein jo kuchh bhi kiya
Aaj bas kar do bayaa.n raat hai tanha tanha
Haal kya hijr mein uska hua kisse poochein
Kya isi tarha wahaa.n raat hai tanha tanha
"Ashna" ye to hai khush fahmi koi aayega
So gaya saara jahaa.n raat hai tanha tanha

Riyaz "Ashna"


 
bahut bahut khoob.....khush fehmi.....ye shabd kya khoob likha aapne..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #32 on: February 17, 2010, 02:31:38 PM »
Reply with quote
Wah wah Riyaz-bhai bada khoobsurat kalaam hai aapka... Applause Applause Applause

Ye raat ki tanhaayi
Aur Ye lambi judaayi

Sab orr Sannata he sannata hai
Na koi aahat na koi aawaaj hai

Aankhon mai nihaa.n nindiya hai
Abr mai khila-khila sa Chand hai

Faasla kitna bhi kyu na ho darmya
Saath mangti hu chhod sharmo-haya

Ye raat ki tanhaayi
Aur Ye lambi judaayi



kya khoob likha hai koyal......tanhaayi aur judaayi......toooo
good dear  Applause Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #33 on: February 17, 2010, 02:39:12 PM »
Reply with quote
Nikhar ji aapka tahe-dil se shukriya, is ghazal ko padhne ke liye waqt nikaalne aur  pasand karne ke liye.
bahut bahut khoob.....khush fehmi.....ye shabd kya khoob likha aapne..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #34 on: February 21, 2010, 11:27:40 AM »
Reply with quote
good going.....keep it up.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #35 on: February 26, 2010, 01:30:46 PM »
Reply with quote
Abr mein chaand nihaa.n raat hai tanha tanha    (Abr=cloud, Nihaa.n=hidden)
Aaj ho jaao ayaa.n raat hai tanha tanha              (Ayaa.n=appear)
Koi saaya nahi, dastak nahi, aahat bhi nahi
Dil nahi lagta yahaa.n raat hai tanha tanha
Faisla tumne mere baare mein jo kuchh bhi kiya
Aaj bas kar do bayaa.n raat hai tanha tanha
Haal kya hijr mein uska hua kisse poochein
Kya isi tarha wahaa.n raat hai tanha tanha
"Ashna" ye to hai khush fahmi koi aayega
So gaya saara jahaa.n raat hai tanha tanha

Riyaz "Ashna"


 

Bohot Khoobsurat ghazal hai...Bohot Khoob Riyaz Ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #36 on: February 26, 2010, 01:38:54 PM »
Reply with quote
Abr mein chaand nihaa.n raat hai tanha tanha    (Abr=cloud, Nihaa.n=hidden)
Aaj ho jaao ayaa.n raat hai tanha tanha              (Ayaa.n=appear)
Koi saaya nahi, dastak nahi, aahat bhi nahi
Dil nahi lagta yahaa.n raat hai tanha tanha
Faisla tumne mere baare mein jo kuchh bhi kiya
Aaj bas kar do bayaa.n raat hai tanha tanha
Haal kya hijr mein uska hua kisse poochein
Kya isi tarha wahaa.n raat hai tanha tanha
"Ashna" ye to hai khush fahmi koi aayega
So gaya saara jahaa.n raat hai tanha tanha

Riyaz "Ashna"


 

Riyaz Bhai.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #37 on: February 26, 2010, 06:09:45 PM »
Reply with quote
Talat ji aapka tahe-dil se behad shukriya ke aapko ye ghazal pasand aai. Mustaqbil mein bhi aapse hausla afazaai ki tawaqqa rahegi.
Bohot Khoobsurat ghazal hai...Bohot Khoob Riyaz Ji
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #38 on: February 26, 2010, 06:12:09 PM »
Reply with quote
Mann ji aapka dher saara dili shukriya. Zarranawai aapki ke is ghazal ko aapne pasand kiya.
Riyaz Bhai.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #39 on: March 03, 2010, 06:41:27 AM »
Reply with quote
Thanks Riyaz-bhai....aapki rachna padhte he turant likhne ka mann kiya aur likhdaala.....


Koyal-didi apko ye rachna achhi lagi apka shukria. Aap ki ye on the spot poetry bhi kamaal ki hai. Wah wah bahut achha likha hai aapne.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #40 on: March 03, 2010, 06:47:01 AM »
Reply with quote
Thanks my dear Nikhaar-di....your appriciation encourages me very much.....


kya khoob likha hai koyal......tanhaayi aur judaayi......toooo
good dear  Applause Applause Applause Applause
Logged
ganpat_gadhvi
Guest
«Reply #41 on: June 19, 2011, 06:39:44 PM »
Reply with quote
Riyaz bhai is gazal ki mai jitni bhi tarif karu utni kam hai bahut badiya likha hai aapne aur mujhe ek dam mere halat ki tarah laga mere zajbat likhe hai aapne bahut khub
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #42 on: June 25, 2011, 10:40:11 AM »
Reply with quote
Abr mein chaand nihaa.n raat hai tanha tanha    (Abr=cloud, Nihaa.n=hidden)
Aaj ho jaao ayaa.n raat hai tanha tanha              (Ayaa.n=appear)
Koi saaya nahi, dastak nahi, aahat bhi nahi
Dil nahi lagta yahaa.n raat hai tanha tanha
Faisla tumne mere baare mein jo kuchh bhi kiya
Aaj bas kar do bayaa.n raat hai tanha tanha
Haal kya hijr mein uska hua kisse poochein
Kya isi tarha wahaa.n raat hai tanha tanha
"Ashna" ye to hai khush fahmi koi aayega
So gaya saara jahaa.n raat hai tanha tanha

Riyaz "Ashna"


 



waaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #43 on: August 08, 2011, 07:40:38 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:36:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer