KOYAL46
Guest
|
RADHA NAHI MEERA HO GAYEE HU MEIN......
Krishnamay ho gayee hoon mein Kaanhaa k rang me rang gayee hu mein Shvet se shayaam ho gayee hu mein Dekha aaine me, tera he roop ho gayee hu mein
Jaanti hu ess yug me nahi aayega tu Sang mere raaslila nahi rachayega tu Milawat ka maakhan kaise khayega tu Ess shor-shrabe me Bansuri bhi na baja paayega tu
Teri yaad me baavree ho gayee hu mein Gori thee ab saanwree ho gayee hu mein Baant jote-jote teri kya se kya ho gayee hu mein Radha nahi ab Meera ho gayee hu mein.............koyal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
AMAR SINGH143
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 13, 2010, 07:36:10 AM » |
|
Koyal ki boli may hai ek jaadu . . . Apki ye shair sunke kanhaiya bhi ho jayenge bekabu. . . Apse durr woh kaise jayenge . . Agar hai durr ,to laut is yug may bus apke liye ayenge. . . . (koyal ji bahot khub likha hai apne. . .ek alag duniya may chala gaya tha mai apki ye shair sunke . . .wah . .bahot khub )
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamanna.pt
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 13, 2010, 07:41:11 AM » |
|
Nice thought Koyal dear,apne zazbaaton k saath maujuda halaaton ko dikhane ki bhi dikhane ki koshish ki hai tumne. Nice.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 13, 2010, 08:05:22 AM » |
|
WAH KYA BAAT HAI KOYAL JI.....
JAANTI HUN IS YUG ME NA TUM AAOGE NA TUMSE MIL PAAYUNGI MEH ISILIYE "KRISHNA"-- TERI "RADHA NAHI MEERA HO GAYEE HU MEIN"..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #6 on: September 13, 2010, 10:40:39 AM » |
|
Aapka bahut dhanyawaad Amar...143ji....aapke taariff karne ka andaaz pasand aaya humko.... Koyal ki boli may hai ek jaadu . . . Apki ye shair sunke kanhaiya bhi ho jayenge bekabu. . . Apse durr woh kaise jayenge . . Agar hai durr ,to laut is yug may bus apke liye ayenge. . . . (koyal ji bahot khub likha hai apne. . .ek alag duniya may chala gaya tha mai apki ye shair sunke . . .wah . .bahot khub )
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 13, 2010, 11:04:44 AM » |
|
Tamanna-di aapka aabhaar aapne padha aur saraha....mujhe achha laga....thanks a lot di..... Nice thought Koyal dear,apne zazbaaton k saath maujuda halaaton ko dikhane ki bhi dikhane ki koshish ki hai tumne. Nice.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AMAR SINGH143
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 13, 2010, 01:43:40 PM » |
|
hehe ...143 2 ji ..hehe ...really aapne bahot achaa likha hai ...m nt kidding .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: September 13, 2010, 02:41:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AMAR SINGH143
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 13, 2010, 02:56:46 PM » |
|
wow ....kasak ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 13, 2010, 03:59:37 PM » |
|
Bhut khoob Koyal jii kya baat hai........
aslam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aiina
Shayarana Mizaaj
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 29 minutes.
''aiina707''
Posts: 72 Member Since: Aug 2010
|
|
«Reply #12 on: September 13, 2010, 05:42:09 PM » |
|
this piece of poem is quite close to sufi poetry............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: September 14, 2010, 07:57:01 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|