RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........

by ranjana on May 25, 2006, 03:04:26 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 14047 times)
ranjana
Guest
«Reply #60 on: June 03, 2006, 07:47:22 AM »
Reply with quote
nice Gaurav..........................

tere payar ke rang mein rang chuka hai ab tan mann mera
kya fikar hai mujhe ki  yehKAL ho na ho tera aur mera

jab tak jeevan mein pyar ke rang jhilmilayange
jo pal bhi hain apne jeevan ke woh khilte jaaynge

tujhse dur hone ke dar se main kyu karu apni aankh nam
ki tu  kahi bhi rahe bas tera dil toh hai ab mera aur sirf mera.. :D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #61 on: June 03, 2006, 07:53:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
nice Gaurav..........................

tere payar ke rang mein rang chuka hai ab tan mann mera
kya fikar hai mujhe ki  yehKAL ho na ho tera aur mera

jab tak jeevan mein pyar ke rang jhilmilayange
jo pal bhi hain apne jeevan ke woh khilte jaaynge

tujhse dur hone ke dar se main kyu karu apni aankh nam
ki tu  kahi bhi rahe bas tera dil toh hai ab mera aur sirf mera.. :D


Door hum nahi humse yeh Jahan hoga.....
Rokega hume par Waqt kuch kam hoga......

Aaj nahi toh kal dunia yaad karegi hume......
Kahegi socha na tha kabhi unke bina soona itna yeh Sama hoga......

Harr Dastaan me hamari mahobbat ka ek Nishaan hoga......
Ashique lenge naam hamara aur hamare Pyar ka poudha jawan hoga.......!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #62 on: June 03, 2006, 08:07:44 AM »
Reply with quote
hum kuch is treah apne payar ki nishaan chor jaynge
iske rang duniya ko mohbbat ki dastaan sunayenge

payar ki yeh kahaani jab bhi duniya doharagi
unko rango mein dubi yeh dasataan yaad aayagi

payar ke rango mein duba har lafaz muskrayega
aaj nahi toh kal fir se sabke  labo per sirf hamara hi naam aayega
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #63 on: June 03, 2006, 08:11:55 AM »
Reply with quote
bahoot khoob ranju and BS JI!!! BAHOT ACHA LIKHA HAI APP DONO NE!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #64 on: June 03, 2006, 08:13:45 AM »
Reply with quote
Thnx Phankhuri
Logged
ranjana
Guest
«Reply #65 on: June 03, 2006, 08:15:43 AM »
Reply with quote
shukriya Pankhuari ........kuch aap bhi likhti .........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: June 03, 2006, 08:35:45 AM »
Reply with quote
Bahoot Acha Likha Hai apne Dono ne Gaurav Bhai And Ranjana Sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: June 03, 2006, 08:46:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
hum kuch is treah apne payar ki nishaan chor jaynge
iske rang duniya ko mohbbat ki dastaan sunayenge

payar ki yeh kahaani jab bhi duniya doharagi
unko rango mein dubi yeh dasataan yaad aayagi

payar ke rango mein duba har lafaz muskrayega
aaj nahi toh kal fir se sabke  labo per sirf hamara hi naam aayega


Sunkar Hamare Pyaar Ki Dastaan,..
Khil Uthenge Ye Zameen Asmaan,..

Pyaar Hamara Kuch Aisa Chaayega Zamaane Mein,..
Sadiaan Lag Jaayenge Iske Nishaan Mitaane Mein,..

Mohabbat Hamari Kuch Aisa Rang Dikhaayegi,..
Sunkar Hamara Fasanaa Duniya Bhi Mohabbat Nibhaayegi,..

Mohabbat Ke To Sirf Do Alfaaz Hote Hain,..
Jinhe Na Samjha Koi Wo Tanhaai mein Rote Hain,...

Mohabbat Hamari Duniya Ko Ek Sabak Seekh Laayegi,..
Main Na Rahoon  To Bhi Ye Sabko Meri Yaad Dilaayegi,..

Mohabbat Karo Kisi Se To Dil-o-Jaan Se,..
Ke Tumhari Wafaaon Ki Tareefein Aaye Aasmaan Se,..

_________________-Azeem-__________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #68 on: June 04, 2006, 03:44:52 AM »
Reply with quote
bahut khub Azeem Bhai..............wonderful...........

shama pyar ki jab jalne lagi
ek roshni chiraag mein jalne lagi

pehle toh rehti nahi thee apni khabar
ab tere dil se apni khabar milne lagi

ek tujse milne ki chaha thee mujhko
teri baato so woh umeed dil mein palne lagi
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #69 on: June 04, 2006, 06:10:48 AM »
Reply with quote
Superb Post Azeeem bhai........

Chal haath thaam ke mera.....
Main yeh Jahan tujhe Nazar karna chahta hoon......

Samet le meri kuch baatein bahon me apni......
Main tere Labon ko choomke IZhaar karna chahta hoon.....

Na ho koi Shiqwa na hee ho koi Gum.....
Tere sang main ek aisa Sansaar basana chahata hoon.......!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: June 04, 2006, 06:32:08 AM »
Reply with quote
Shukriya Ranjana sis And gaurav Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: June 04, 2006, 06:37:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub Azeem Bhai..............wonderful...........

shama pyar ki jab jalne lagi
ek roshni chiraag mein jalne lagi

pehle toh rehti nahi thee apni khabar
ab tere dil se apni khabar milne lagi

ek tujse milne ki chaha thee mujhko
teri baato so woh umeed dil mein palne lagi


Bahoot Khoon Sis,..

Shama Chahat Ki Dil Mein Jaladi Tumne,..
Dil Mein Jo Aag Thi Bechaini Ki Bujhaadi Tumne,..

Pehle Gumsum Tha Gumnaam Na Anjaan Tha Main Khud Se,..
Tanhaaion Ki Basti Dil Se Jaanasheen Mitaadi Tumne,..

Ghamon Mein Tha Apna Basera Tumse Milne Se Pehle,..
Mohabbat Mujhse Karke Jaanasheen Zindagi Meri Mehkaadi Tumne,..

Kabhi Na Tordna Tum Humse Rishta Ke Tumhe Maana Hai Maine Sab Kuch,..
Tumhari Mohabbat Paane ke Liye Apni Hasti Mitaadi Maine,..

______________________-Azeem-______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #72 on: June 04, 2006, 06:42:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Superb Post Azeeem bhai........

Chal haath thaam ke mera.....
Main yeh Jahan tujhe Nazar karna chahta hoon......

Samet le meri kuch baatein bahon me apni......
Main tere Labon ko choomke IZhaar karna chahta hoon.....

Na ho koi Shiqwa na hee ho koi Gum.....
Tere sang main ek aisa Sansaar basana chahata hoon.......!!!!!!!!


Bahoot Khoob Bhai,..

Tham Kar Haath Tumhara Main Mohabbat Ki Duniya Basaana Chahta Hoon,..
Tujhse Dil Lagakar Jaanasheen Main Duniya Ko Bhoolaana Chahta Hoon,..

Choom Kar Tere Labon Ko Main Jaam-e-Husm Peena Chahta Hoon,..
Teri Bahon Mein Panaah Pakar Main Tujhme Doobna Chahta Hoon,..

Naaz Hota Hai Mujhe Tujhse Mohabbat Karke Is Nafrat Ke Zamaane Mein,..
Teri Raahon Ko Roshan Karne Ke Liye Main Khud Ko Jalaana Chahta Hoon.,..

Kabhi Na Samajhna Tum Hum Beganaa Is Bedard Zamaane Mein,..
Tumse Mohabbat Karke Jaanasheen Main Tumhe Apna Banaana Chahta Hoon,..

____________________________-Azeem-___________________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #73 on: June 04, 2006, 11:23:54 AM »
Reply with quote
bahut khub Bhai................bahut hi sundar likha aapne..............
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #74 on: June 04, 2006, 12:48:01 PM »
Reply with quote
nice one ranjana...

dekha maine...
us ek chiraag mein hazar ashaon ke kanthi
us ek khabar mein ehsas aur mannshanthi
us ek milan mein aur bhi milne ke vinanthi...

Quote from: "ranjana"
bahut khub Azeem Bhai..............wonderful...........

shama pyar ki jab jalne lagi
ek roshni chiraag mein jalne lagi

pehle toh rehti nahi thee apni khabar
ab tere dil se apni khabar milne lagi

ek tujse milne ki chaha thee mujhko
teri baato so woh umeed dil mein palne lagi
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:20:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer