reply of fanna

by BHONDU on June 28, 2006, 03:09:43 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2359 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
Reply with quote
friends fanna movie ki shyari ka jawab dene ko dil chaha isiliye likh raha hu

Fanna

E  Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde

reply from me......

E- khuda tera her faisla kubul hai
Jaanta hu dua mein meri usaka bhi haq makbool hai
Bahut sahi judaii mainey tum se door rehne ki
Mujhe thodi aur… himmat de aabhi dard sahne ki
Judai ki ye doori aabhi kam nhi hoti hai.
Uski pathari aankhe aabhi nam nhi hoti hai
Meri laash per uske aanchal ka saya Ghana ker dena.
Uske mohabbat mein meri zindgi FANNA ker dena.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fanna Shayari by Pakiguy in SMS , mobile & JOKES
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
-Mein Ik Din Fanna Ho Jaunga- by HumTum in Shayri-E-Dard
Fanna by songwriter_123 in Share:Poetry of Betrayel
REPLY AND LAZY by Gurpreet singh longia in Funny Shayari in Punjabi
anjani_si
Guest
«Reply #1 on: June 28, 2006, 06:24:29 PM »
Reply with quote
bhondu....wah ji wah kya baat hai....
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #2 on: June 28, 2006, 06:29:25 PM »
Reply with quote
bahoot Khoobsurat Bhondu ji ....  :D
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #3 on: June 30, 2006, 03:23:25 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai dost Kavi ji,.... maine to abhi yah movi hi nahi dekhi...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 30, 2006, 02:20:43 PM »
Reply with quote
thank u anjaani ji jeet &  pooja ji per koi kuch likhta to aacha lagta.
Logged
roshni246
Guest
«Reply #5 on: June 30, 2006, 02:22:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
friends fanna movie ki shyari ka jawab dene ko dil chaha isiliye likh raha hu

Fanna

E  Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde

reply from me......

E- khuda tera her faisla kubul hai
Jaanta hu dua mein meri usaka bhi haq makbool hai
Bahut sahi judaii mainey tum se door rehne ki
Mujhe thodi aur… himmat de aabhi dard sahne ki
Judai ki ye doori aabhi kam nhi hoti hai.
Uski pathari aankhe aabhi nam nhi hoti hai
Meri laash per uske aanchal ka saya Ghana ker dena.
Uske mohabbat mein meri zindgi FANNA ker dena.


wow......just awesome...!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 04, 2006, 03:46:04 PM »
Reply with quote
thank you 4r appriciating friend.

fanna's


Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....


reply 4rm me...

ankhe to pyaar mein dil ki zuban hoti hai
yahi iqrar aur  inkaar kerti hai
uski tasver ko apne mein sama rakhti  hai
jis se ye ek baar pyaar kerti hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #7 on: July 04, 2006, 05:04:47 PM »
Reply with quote
good one dost!!
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #8 on: July 04, 2006, 06:52:03 PM »
Reply with quote
phool gulab ka hoon
chameli ka maath samajhna.....
ashiq app ka hoon
apni saheli ka maath samajhana...

reply from me

phool ghulab ka ho, yanh chameli ka
phool tu phool hai
ashiq app hamare ho, yanh saheli ka
aik he baat hai :D:D:D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #9 on: July 04, 2006, 07:53:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
phool gulab ka hoon
chameli ka maath samajhna.....
ashiq app ka hoon
apni saheli ka maath samajhana...

reply from me

phool ghulab ka ho, yanh chameli ka
phool tu phool hai
ashiq app hamare ho, yanh saheli ka
aik he baat hai :D:D:D


ewwwww so sweet chutki!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 05, 2006, 01:16:07 PM »
Reply with quote
aacha likha hai chutki
fana's

Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise.

reply from me

Rok dena aapni saanse
agar kisi din duniya se dar gaye
aapne to mita diya khud ko
per hum  bhi aapki saanso ke saath mar gaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: July 05, 2006, 02:07:37 PM »
Reply with quote
nice
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #12 on: July 06, 2006, 07:12:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
friends fanna movie ki shyari ka jawab dene ko dil chaha isiliye likh raha hu

Fanna

E  Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde

reply from me......

E- khuda tera her faisla kubul hai
Jaanta hu dua mein meri usaka bhi haq makbool hai
Bahut sahi judaii mainey tum se door rehne ki
Mujhe thodi aur… himmat de aabhi dard sahne ki
Judai ki ye doori aabhi kam nhi hoti hai.
Uski pathari aankhe aabhi nam nhi hoti hai
Meri laash per uske aanchal ka saya Ghana ker dena.
Uske mohabbat mein meri zindgi FANNA ker dena.


really nice  Usual Smile
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #13 on: July 06, 2006, 07:17:51 AM »
Reply with quote
ji ham bhi koshishi karte hain fanaa ki shayri ke javab ki
arz hai....................

ya khuda door karke tune hame fanaa jo kiya
usi doori ne chahaton ka mahal khada bhi kiya
yaad usaki hai jo jine ka sahara hi hai
hai agar tu jo khuda door tu is yaad ko kar
aur jo kar na saka maan le phir tu aisa
teri ik had hai mohabbat ki koi had hi nahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: July 07, 2006, 02:51:41 PM »
Reply with quote
good one Tabbu
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:42:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer