Romantic Ghazal - Zaif

by Zaif on November 05, 2013, 11:36:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 960 times)
Zaif
Guest
Reply with quote
Qalam ke bayaa'n ka har andaaz tum ho..
In labo'n ke tabassum ka raaz tum ho..

Naye savere ki har raunaq hai tumse,
Mast shaam ka hasee'n aaghaaz tum ho..

Amrit pila gyi tumhari baatein jaana!
Ulfat ke taraano'n ki awaaz tum ho..

Dil jhooma kare hai aath peher jis mein,
Pyaar ka wo dil_fareb saaz tum ho..

Mere khwaabo'n ki har bandagi tumse,
Mere tasawwuron ki parwaaz tum ho..

Umr bhar main jisko bhool nahi sakta,
Ae jaan-e-tammana! Wo alfaaz tum ho..

- Zaif



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
°°° Ghazal - Zaif °°° by Zaif in Shairi - E - Zindagi
°°° Ek Tazaa Ghazal -(Zaif) °°° by Zaif in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Ghazal (Zaif) by Zaif in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghazal - Zaif by Zaif in Shairi - E - Zindagi
** New Ghazal- Zaif ** by Zaif in Shairi - E - Zindagi
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 05, 2013, 11:43:35 PM »
Reply with quote
waah waah
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #2 on: November 06, 2013, 01:34:24 AM »
Reply with quote
Wahh!!! wahh!!! wahh!!!... Incredible...
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: November 06, 2013, 02:57:23 AM »
Reply with quote
Qalam ke bayaa'n ka har andaaz tum ho..
In labo'n ke tabassum ka raaz tum ho..
kyon tumhari qalam bhi meri tarah nakkhre karti hai. mujhe dekh loge to hosh faakhta ho jaaein ge hansi ghaayab ho jaaye gi mere 12 grandchildren hain Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Naye savere ki har raunaq hai tumse,
Mast shaam ka hasee'n aaghaaz tum ho..
per main to sham mein nahin nikalti hoon . sirf raat mein nikalti hoon aasmaan per ek chaand zaeen per main. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Amrit pila gyi tumhari baatein jaana!
Ulfat ke taraano'n ki awaaz tum ho..
wo to hai. sabhi yehi raag alaapte hain mere saamne icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Dil jhooma kare hai aath peher jis mein,
Pyaar ka wo dil_fareb saaz tum ho..
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Mere khwaabo'n ki har bandagi tumse,
Mere tasawwuron ki parwaaz tum ho..
kitni oonchaai tak jaati hai tumhaari parwaaz icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Umr bhar main jisko bhool nahi sakta,
Ae jaan-e-tammana! Wo alfaaz tum ho..
mera naam yaad rakho bus kaafi hai. mujhe alfaaz banao ge to phir usme adaa nazar aaye gi aur adaaye gi mein mushkil hogi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

- Zaif







bahut umda bahut behtreen zaif icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #4 on: November 06, 2013, 04:07:40 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Zaif jee, yuN hi likhte rahiye.
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: November 06, 2013, 05:06:15 AM »
Reply with quote
bahut badiya  Thumbs UP
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #6 on: November 06, 2013, 12:57:35 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob...waah waah Zaif Sahab... Applause Applause Applause
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #7 on: November 06, 2013, 04:03:19 PM »
Reply with quote
bahot khoooob...
Qalam ke bayaa'n ka har andaaz tum ho..
In labo'n ke tabassum ka raaz tum ho..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: November 06, 2013, 09:11:59 PM »
Reply with quote
Qalam ke bayaa'n ka har andaaz tum ho..
In labo'n ke tabassum ka raaz tum ho..

Naye savere ki har raunaq hai tumse,
Mast shaam ka hasee'n aaghaaz tum ho..

Amrit pila gyi tumhari baatein jaana!
Ulfat ke taraano'n ki awaaz tum ho..

Dil jhooma kare hai aath peher jis mein,
Pyaar ka wo dil_fareb saaz tum ho..

Mere khwaabo'n ki har bandagi tumse,
Mere tasawwuron ki parwaaz tum ho..

Umr bhar main jisko bhool nahi sakta,
Ae jaan-e-tammana! Wo alfaaz tum ho..

- Zaif




Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Zaif ji is baar sirf waaaaaaaaaaah hi waaaaaaaaaaaaaah... kya kehne... daaaaaaaaaaaaaad daaaaaaaaaaad daaaaaaaaaad...
Logged
Zaif
Guest
«Reply #9 on: November 10, 2013, 10:51:16 AM »
Reply with quote
Thnk u aqsh ji. happy9
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:58:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer