Roo.h maiN utre ho tUm aazMaa ker dekhaa hai,....

by laaiba on October 29, 2013, 07:08:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1429 times)
laaiba
Guest
Reply with quote

 aaRzoo main un ki khud ko miTaa ker dekhaa hai
jaa.N leiwaa rou.g  dil koh laGaa ker dekhaa hai

ik sehar saa hum pe youn chaa gayaa raftaa raftaa
chahaton kee aag mein dil jaLaa ker dekhaa hai

go zaraa see baa.t per rooth  bethe haiN leiikin,..
ham ne unkoh kab bhalaa yun maNaa ker dekhaa hai

bas aNaa kee aanch  mein jal rahe hain hum douno
pyar main yun faasLaa kia mitaa ker dekhaa hai,...

saath unkee yaa.d ne pal ko nahin choraa aye dil,.
be wajha jab ham ne unkoh  bhuLlaa ker dekhaa hai..

ab ye taaluq bhi kahan per khatam hou paayegaa,
roo.h  mein utre ho tum aazMaa ker dekhaa hai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Butoun ko aazmaa key deikh liyaa! by abdbundeli in Ghazals
AAZMAA KAR DEKHO..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
aaZmaa ker dekhe gaiN,............ by laaiba in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
AAZMAA LOON TUJHE......................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2  All »
Saman Firdaus
Guest
«Reply #1 on: October 29, 2013, 07:25:31 PM »
Reply with quote
Niceee..
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: October 29, 2013, 07:27:43 PM »
Reply with quote

Laaibaa Sahibaa Aadaab...!


WaaH waaH waaH jee waaH kia kahne behad khoobsurat aur umdaa kalaam kahi hai jee...
Bade hi khoob sher huye haiN puri kalaam ke...
Is khoob kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #3 on: October 29, 2013, 07:29:47 PM »
Reply with quote
awsomeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Logged
laaiba
Guest
«Reply #4 on: October 29, 2013, 08:32:41 PM »
Reply with quote
Niceee..
thanxx suman,.................
Logged
laaiba
Guest
«Reply #5 on: October 29, 2013, 08:33:17 PM »
Reply with quote

Laaibaa Sahibaa Aadaab...!


WaaH waaH waaH jee waaH kia kahne behad khoobsurat aur umdaa kalaam kahi hai jee...
Bade hi khoob sher huye haiN puri kalaam ke...
Is khoob kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...

bohat shuqria aapkaa parwaaz jee,...............
Logged
laaiba
Guest
«Reply #6 on: October 29, 2013, 08:33:48 PM »
Reply with quote
awsomeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
thnx ambu aapkaa Usual Smile
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: October 29, 2013, 08:56:00 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaaah Laaiba ji.. kya kehne...bahut hi achchi ghazal se nawaaza hai aapne... sabhi ashaar khoob rahe... dil se hazaron daad qubool kare..khaas yeh ashaar behad pasand aaye..

bas aNaa kee aanch  mein jal rahe hain hum douno
pyar main yun faasLaa kia mitaa ker dekhaa hai,...

ab ye taaluq bhi kahan per khatam hou paayegaa,
roo.h  mein utre ho tum aazMaa ker dekhaa hai,..
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: October 29, 2013, 09:09:52 PM »
Reply with quote
bahut khoob Laaiba ji
Logged
sidra04
Guest
«Reply #9 on: October 29, 2013, 09:12:42 PM »
Reply with quote

 aaRzoo main un ki khud ko miTaa ker dekhaa hai
jaa.N leiwaa rou.g  dil koh laGaa ker dekhaa hai

ik sehar saa hum pe youn chaa gayaa raftaa raftaa
chahaton kee aag mein dil jaLaa ker dekhaa hai

go zaraa see baa.t per rooth  bethe haiN leiikin,..
ham ne unkoh kab bhalaa yun maNaa ker dekhaa hai

bas aNaa kee aanch  mein jal rahe hain hum douno
pyar main yun faasLaa kia mitaa ker dekhaa hai,...

saath unkee yaa.d ne pal ko nahin choraa aye dil,.
be wajha jab ham ne unkoh  bhuLlaa ker dekhaa hai..

ab ye taaluq bhi kahan per khatam hou paayegaa,
roo.h  mein utre ho tum aazMaa ker dekhaa hai,..



waaahh waahhh waahhhhh laibaa bahot khoob likhaa hai tumne.... kamaal ki ghazal hai yeh... likhti raho, khush raho

sidra
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #10 on: October 29, 2013, 09:24:42 PM »
Reply with quote
beautiful kaash main ab rau de paataa par phir kabhee
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #11 on: October 29, 2013, 09:32:42 PM »
Reply with quote
bahot khoooob, dheron daaad  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
FARE
Guest
«Reply #12 on: October 29, 2013, 09:39:12 PM »
Reply with quote
umdaaaa api ji
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #13 on: October 29, 2013, 10:04:30 PM »
Reply with quote
thanxx suman,.................
U r most welcome jii... nd BTW; its Saman not Suman..
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #14 on: October 29, 2013, 10:59:23 PM »
Reply with quote

 aaRzoo main un ki khud ko miTaa ker dekhaa hai
jaa.N leiwaa rou.g  dil koh laGaa ker dekhaa hai

ik sehar saa hum pe youn chaa gayaa raftaa raftaa
chahaton kee aag mein dil jaLaa ker dekhaa hai

go zaraa see baa.t per rooth  bethe haiN leiikin,..
ham ne unkoh kab bhalaa yun maNaa ker dekhaa hai

bas aNaa kee aanch  mein jal rahe hain hum douno
pyar main yun faasLaa kia mitaa ker dekhaa hai,...

saath unkee yaa.d ne pal ko nahin choraa aye dil,.
be wajha jab ham ne unkoh  bhuLlaa ker dekhaa hai..

ab ye taaluq bhi kahan per khatam hou paayegaa,
roo.h  mein utre ho tum aazMaa ker dekhaa hai,..



nice,ma'am
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:12:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer