rumaani dunya

by samnoj on November 11, 2004, 10:38:05 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 12
ReplyPrint
Author  (Read 8945 times)
Talat
Guest
«Reply #45 on: November 17, 2004, 10:38:19 AM »
Reply with quote
wah! waheed n thanks
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera Rumaani Ehsaas *** by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kash k dunya aisi ho by Aliisking in Occassion Specific Poetry
Sasat dano ki dunya ma koi wafadar nh by FArah in Shayri-E-Dard
Ye dunya bhi uski wo dunya bhi uski by Asif samani jaunpuri in Shairi for Manzar -e- Kudrat
ye dunya ki kasti ye dunya ka kinara by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #46 on: November 17, 2004, 02:49:48 PM »
Reply with quote
Thanx Talat...................
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 45 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #47 on: November 17, 2004, 03:44:18 PM »
Reply with quote
good one waheed ji
Logged
sufyan
Guest
«Reply #48 on: November 17, 2004, 04:21:51 PM »
Reply with quote
very nice of all,waheed bhai,talat,n nishi
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: November 17, 2004, 04:30:26 PM »
Reply with quote
Thanks Sufi....

Suna tha humne kabhi mohabbat hoti hai deewaani
Ankhon main chamak aur chehra ho jata hai noorani
Laila Majnu, Shirin Farhaad, Soni Mahiwaal ki suni thi kahani
Magar humne na socha tha na thi ye baat kabhi jaani
Ek din aisa bhi aa jaayega zindagi main
Rago main tez ho jaayegi khoon ki ravani
Haya se palkain jhukengi aur dil dharak jaayega
Kabhi ho jaayegi mohabbat humne na thi ye baat maani!!!!!
Logged
sufyan
Guest
«Reply #50 on: November 17, 2004, 04:39:44 PM »
Reply with quote
hai yeh dichasp teri mohabbat ki kahani
lagti hai pyaari sirf teri jubaani
soch sambhal kar chalna is rah par
bade badon ne dhoke khaye yahan mere jaani
Logged
Talat
Guest
«Reply #51 on: November 17, 2004, 04:43:55 PM »
Reply with quote
Mohabbat humne mana zindagi barbaad karti hai
ye kya kam hai ki mar jaane pe dunya yaad karti hai
Kisi ke ishq main ansoo baha kar hum bhi dekhenge!!!!  (NM)
Logged
nishita
Guest
«Reply #52 on: November 17, 2004, 05:25:13 PM »
Reply with quote
my my talat ..tht was awesome yaar.. laila majnu wala
Logged
nishita
Guest
«Reply #53 on: November 17, 2004, 05:26:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
Quote from: "Talat"
Kya baat hai Sam..bohot khoobsurat alfaz aur andaz!!!

Roshni thi phaili hui aur rangeen saman tha
Dunya ki khabar na thi, hosh kisi ko na tha
Dharkane gum theen, jazbato ka shor tha
Ek nasha sa rago main daudta phirta tha
Saanse bikhar gayi theen, ruksaar jalta tha
Palko pe sharm-o-haya ka behisaab bojh tha
Apni kismat pe mera dil khud hi naazan tha
.....
Jo zara nazrain uthai ek barq si lahrayee thi
Jahan luta hua tha, bas main aur meri tanhai thi
Guzra hua waqt haseen khwaab ban ke aata hai
Teri bewafai ka naag mujhe har roz das ke jaata hai!!!


waah sam bohat khoob

bahut khoob talat ji .... very nice

roshni thi phaili hui, aur rangeen sama tha
dunya ki khabar thi mujhko sirf hosh apna na tha
dhudkan-e-ghum thi, jazbaato ka shor tha
ek pagal sa shahar me main ghoomta phirta tha
saanse bikhar gayi thi, rukhsaar jalta tha
apni zindagi par main khud hi ek bojh sa tha
apni kismat hi nahi thi to dil naazaan kaise ho sakta tha
............
jo zara nazre uthai ek barq si lahraaayi thi
jahaan ulta hua tha, bas tu aur teri tanhaai thi
guzra hua wakt haseen khawaab ban ke aata tha
meri bewafai ka naag das ke tujhe jata tha
..........
tu tanha thi, main kbhi akela na tha
mere paas teri biti yadon ka sama tha
tujhe ghum tha, main kabhi ghumgeen na tha
teri judai ka mujh ka zara bhi yakeen na tha
tu roya karti thi, meri aankh kabhi num na hui
humesha hunsti rahi aankh meri mausam na hui
Logged
Talat
Guest
«Reply #54 on: November 17, 2004, 05:26:38 PM »
Reply with quote
hehe thanks Nishi happy9
Logged
Rishi
Guest
«Reply #55 on: November 17, 2004, 10:26:00 PM »
Reply with quote
hey Jabeen, very beautiful words....!
**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: November 17, 2004, 10:33:20 PM »
Reply with quote
wha!!! bahoot khoob!!!!
Logged
Rishi
Guest
«Reply #57 on: November 17, 2004, 11:42:29 PM »
Reply with quote
**
jab ishq ho jaayega to tum bhi jaan jaaoge,
itna asaan nahi hai ye mohabbat ka safar....
neend udd jaati hai in aankhon ki,
raatein gujarati hain taare gin gin kar....
karaar aa jaata hai bechain dil ko,
dekh kar mehboob ko bas ek nazar....
ek ek pal ek baras lagta hai judaai mein un ki,
saath un ke pal mein gujar jata hai baras bhar....
jab ishq ho jaayega to tum bhi jaan jaaoge,
itna asaan nahi hai ye mohabbat ka safar....
**
Logged
nishita
Guest
«Reply #58 on: November 18, 2004, 07:42:44 AM »
Reply with quote
wah
Logged
Rishi
Guest
«Reply #59 on: November 18, 2004, 08:05:00 AM »
Reply with quote
Thanx Nishita....!
**
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:56:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer