Ruthna-Manana

by Pooja on February 27, 2007, 09:22:37 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 24774 times)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #60 on: May 06, 2008, 11:24:31 PM »
Reply with quote
++++++++
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ko manana by sanju in Shayri-E-Dard
ruthna zindagi ka by ragini in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Manana by Azedmeer in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ruthna mera unka manana hua....mann by mann.mann in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ruthna nahi by poonamA in Shayri-E-Dard
syednaami
Guest
«Reply #61 on: May 06, 2008, 11:41:43 PM »
Reply with quote
Dil tod kar kisi ka, kisi ka dil jodna
Aasan nahin har kisi ka dil todna
Koi jod kar bhi jod na paye
Koi jode to phir toot jaye
Koi tode to phir jud na paye
Koi jode ki shayad jud jaye
Koi tode to toota hi rah  jaye
Koi jode aur toot na paye

 DOH DOH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: May 06, 2008, 11:43:20 PM »
Reply with quote
Dil tod kar kisi ka, kisi ka dil jodna
Aasan nahin har kisi ka dil todna
Koi jod kar bhi jod na paye
Koi jode to phir toot jaye
Koi tode to phir jud na paye
Koi jode ki shayad jud jaye
Koi tode to toota hi rah  jaye
Koi jode aur toot na paye

 DOH DOH

yah sab pard kar mera to sir hai chakraaye  DOH

jaise he samjh ayya yah , jawab likhugi  Laughing hard
Logged
syednaami
Guest
«Reply #63 on: May 07, 2008, 12:19:20 AM »
Reply with quote
yah sab pard kar mera to sir hai chakraaye  DOH

jaise he samjh ayya yah , jawab likhugi  Laughing hard

Dil ka khona bhi kuchh aisa hai
Har baat ko todna jodna padta hai
Mehboob se kuchh na keh paayen to
Alfaaz ko todna marodna padta hai


(Syed Naami)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #64 on: May 07, 2008, 12:19:37 AM »
Reply with quote
manane bhi ek shrarat hai
bin baat ke bagawat hai
apke ruthane ka bhi sawagat hai
lagta hai, aai kisi ki shamat hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: May 07, 2008, 12:23:37 AM »
Reply with quote
Dil tod kar kisi ka, kisi ka dil jodna
Aasan nahin har kisi ka dil todna
Koi jod kar bhi jod na paye
Koi jode to phir toot jaye
Koi tode to phir jud na paye
Koi jode ki shayad jud jaye
Koi tode to toota hi rah  jaye
Koi jode aur toot na paye

 DOH DOH

Munh phair ke, phir muskura dena
Asaan nahi hai, iss tarah kisi ko dara dena
Koi dara kar bhi hai muskuraye
Koi muskura kar hai daraye
Koi dara de jo to kaise muskuraye
Koi muskura de to, kaise dar jaaye
Koi daraye to dar ke he rah jaaye
Koi muskuraye to yah dil bhi muskura jaaye!!  DOH DOH

 NaNaNa NaNaNa
Logged
syednaami
Guest
«Reply #66 on: May 07, 2008, 12:52:33 AM »
Reply with quote
Kissi se dosti kisi se payr ka iqraar
Mere liye banaa ab vibaal-e-jaan
Koi dosti main meri roi
To koi muhabbat men mujhe rulai
Kahan jaun aye mere Parvardgaar
Koi aasan sa hal bataa
Warna mera gol hua duniya se rozgaar


(Syed Naami)
Logged
Pooja
Guest
«Reply #67 on: May 07, 2008, 12:58:23 AM »
Reply with quote
dost ko dosti sa Ikraar do
pyar ko apne, sare izhaar do
apna sab kuch apne pyar per war do
jis din ke piche bhi ayye vaar
wo sare din sirf apne pyar ko, pyar do.. Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Helping Note: Somvaar, Mangalvaar, Budhvaar, Veervaar, Shukarvaar, Shanivaar, Ravivaar   NaNaNa NaNaNa NaNaNa
Logged
syednaami
Guest
«Reply #68 on: May 07, 2008, 01:05:11 AM »
Reply with quote
Dost se to main nippat lunga
Priya se kaise kah paaunga
Ki mujhe pyar hai pyar hai
Kaha bhi to thheek hai
Par woh samjhe usse kuchh aur to
Main apni qabar bhi khud banaunga
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #69 on: May 07, 2008, 06:57:11 PM »
Reply with quote
Munh phair ke, phir muskura dena
Asaan nahi hai, iss tarah kisi ko dara dena
Koi dara kar bhi hai muskuraye
Koi muskura kar hai daraye
Koi dara de jo to kaise muskuraye
Koi muskura de to, kaise dar jaaye
Koi daraye to dar ke he rah jaaye
Koi muskuraye to yah dil bhi muskura jaaye!!  DOH DOH

 NaNaNa NaNaNa


Badi ajeeb si mehfil saji he yahan ye aap dono ne kya lagaya he?  BangHead
Logged
Pooja
Guest
«Reply #70 on: May 07, 2008, 08:10:42 PM »
Reply with quote
Quote from: syednaami on May 06, 2008, 04:41:43 PM
Dil tod kar kisi ka, kisi ka dil jodna
Aasan nahin har kisi ka dil todna
Koi jod kar bhi jod na paye
Koi jode to phir toot jaye
Koi tode to phir jud na paye
Koi jode ki shayad jud jaye
Koi tode to toota hi rah  jaye
Koi jode aur toot na paye

 

Quote from: Pooja on May 06, 2008, 05:23:37 PM
Munh phair ke, phir muskura dena
Asaan nahi hai, iss tarah kisi ko dara dena
Koi dara kar bhi hai muskuraye
Koi muskura kar hai daraye
Koi dara de jo to kaise muskuraye
Koi muskura de to, kaise dar jaaye
Koi daraye to dar ke he rah jaaye
Koi muskuraye to yah dil bhi muskura jaaye!!
   

  Asi ta bas Sami ji di kavita da jawab dita si  tongue3 Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Pooja
Guest
«Reply #71 on: May 07, 2008, 08:12:55 PM »
Reply with quote
Dost se to main nippat lunga
Priya se kaise kah paaunga
Ki mujhe pyar hai pyar hai
Kaha bhi to thheek hai
Par woh samjhe usse kuchh aur to
Main apni qabar bhi khud banaunga


Na kahne se to kah dena hai acha
Rub bhi mil jaaye, jo pyar ho sucha!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #72 on: May 07, 2008, 08:24:54 PM »
Reply with quote
Badi ajeeb si mehfil saji he yahan ye aap dono ne kya lagaya he?  BangHead


Iztaraab ki kaifyaat jab gidmid ho jaati hain to lashaoori haijaan taari hota hai.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #73 on: May 07, 2008, 08:58:45 PM »
Reply with quote
Iztaraab ki kaifyaat jab gidmid ho jaati hain to lashaoori haijaan taari hota hai.



Iztaraab  DOH  BangHead
gidmid  DOH  BangHead
lashaoori  DOH  BangHead
haijaan  DOH  BangHead
taari  DOH  BangHead


Urdu jab itani gahari ho jaati hai
deemag ki nase bhaari bhaari ho jaati hai
Itani gahari urdu main na Ikraar kar jaana
kabhi kabhi juban bhi dushman ban jaati hai!!   DOH
Logged
syednaami
Guest
«Reply #74 on: May 07, 2008, 09:36:36 PM »
Reply with quote
Iztaraab  = restlessness, bechaini,
gidmid  = mixed things, mixture of thoughts
lashaoori = Unknowingly something outbreaks in mind
haijaan = excitation in thoughts, passion
taari hona = chha jana


 Giggle Winking
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:59:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer